forex business me jitna experience ho ga utni hi earning ho gi dosto

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Dost ap ne theek kaha forex to aik business hai aik aam shop ka bhe asool hai k 3 saal baad ap asal profit hasil kar sakty ho.ap jaise jaise trading karty ho ap ko experience hota jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Dear mein apki baat se bilkul agree kerta hun hamre pass jitna experience,knowledge or skills hongi utni hi hum achi earning ker sakte hain or experience gain kerne k liye demo account per practice krein.
      • #63 Collapse

        g han forex ma jitna b experience ho ga utna he profit ho ga my ny kafi log dekhy han jo apnay experince ki waja sy loss nehy karty or jin ka experinc nehy hota un ko chyea k forex ko time den
        • #64 Collapse

          ji hha mere dost forex business main invest se praciice kt saks jarurat hai agar app ki pass experience jiada hai to app ko income bhi jiada hogi so is lyea app apmi knowledge ko increase kare or jiada se jiasa profit kare yea ek trader ka lyea thik hai.
          • #65 Collapse

            ap nay thek kha hay forex business main ap ka jitna zada experience ho ga ap ko utni he zada earning ho sakti hay es bat main koi doubt nhi hay es leay ap ko zada say zada experience gain karna chahye experience gain karny k leay zada say zada demo pr practice karni chahye
            • #66 Collapse

              Gi han friends hum jitna zada forex business mey practice sey hum jitna experience gain kartey hy wo humarey liye itna hi faiday mand hota hy or hum apna experience barha saktey hy
              • #67 Collapse

                ji ha apne bilkul thik kaha hai forex trade business me jitna experience hogi utna earn hota hai kyun ki app forex trade business me agar trade market ki up down ki bare me achi knowledge ho aur apka achi experience ho to app achi profit earn kar sakte hai
                • #68 Collapse

                  my dear apne theek kaha hy agr ap ko forex ma bht zyada experience hy to ap bht zyada gain karn ga aur profit lo ga huma chaye k hum ko bht zyada experienc lana chaye forex market per ku k jitna zyada experience ho ga hum us zyada quch earn kar sakte he market se
                  • #69 Collapse

                    forex mein experience bhut ziada matter karta hain earning karna k liya jo bhi forex mein earning karta hain un k pas bhut ziada experience hota hai forex mein mara khal mein tu jtna experience honac chaya itni he earning hoti hai forex mein experience per he depend karti hai earning iss liya forex mein experience ko get karna bhut must hai.
                     
                    • #70 Collapse

                      ji haan main ap se agreed karta hoo k jitna hum experince aur knowldge hoga hamre sath toh utna hi humm kama saky gey aur humein chayeh k hum acha proper knowldge hasil karey ta k hum acha profit kar saky ..
                      • #71 Collapse

                        Kyun k main ne abhi kuch din phle se iss forum ko join kia hai to iss liye mera purane forex traders se question hai k kya forex main iss tarah ka online kaam sirf hawai rozi hai ya guaranteed incom
                        • #72 Collapse

                          yes ap na theak kha ha agar ap ka trading ma experience acha ha to ap forex trading kar k acha profit hasil kar skyta ha kitna acha ap ka trading ka experience ho ga othni he zayda earning be ho gi is lia best ya he ap forx trading ma acha profit hasil kar skyta ha forex trading bht he acha online trading business ha or ap ko cha trading ko join karna sy phela is ka demo par acha experience hasil kar la.
                          • #73 Collapse

                            jitna apko profit chiaye us outni learning ki b bht zaroart hoti hai kyu is business main jub jub ap galtia karo gy tub apko pata chaly ga k apko ab b aur learning ki zarorat hai is liye ap demo account py woprking kar k earning kar skty ho....
                            • #74 Collapse

                              Jnab is bat may koi shak nahe k forex trade may jitna experience hota hay utna he profit hasil kar sakty han experience aur practice k baghair kuch hasil nahe hota jitna knowledge ho ga utni he practice kar sakian gay aur utna he experience may izafa ho ga aur utna he zyada profit hasil kar sakty han
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                bro experience har bussiness main zarorat hiota hai is liye forex mian bhi hota hai ap ko jitna hi experience h ga ap utna hi profit earn karty han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X