forex business me jitna experience ho ga utni hi earning ho gi dosto
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    jii haa doston yeh bilkuul tekh haay kaaay forex- business -me jitna experience ho- ga utni -hi earning -ho gi -dosto kyyun kaay is trha humain apnay kaam ko saranjaam denay maay asani rehti haay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      g haan brother bilkul kiun forex market mien trade se pehle humien market nalyse kerni perhti he jo hum just experience and knowledge ki base per ker sakte hen is k lie humien ziada practice ki zaooret hoti he.
      • #513 Collapse

        ji bhai ji aap ny bilkul theek kaaha hy kih hamara experience kisi bhi business mee jitna ziada hoo ga profit bhu utni ziada hoo gee is liy jitna forex tradeing mee experience ziada hoo ga hamien profit bhi utni ziada hoo gee
        • #514 Collapse

          jee han aap nay bilkul sahi kaha hai yahan aap ko jitna experience hoga utni hi aap ki earning hogi is sa aap ko yah faida hai k aap agar experienced trader hain tu aik acha handsome amount earn kar sakty hai aur is sa achi income earn karta hain
          • #515 Collapse

            G han mere bhai aap ne bilkul theek kaha hai agr hamare paas experience ho ga aur hum apne experience se trade kare ge to is se humain faida ho ga aur hum achi earning kar sake ge is k liye learning bohat important hai learning kar k aur phir us practice kare to aap ko experience hasil hota hai jis se aap ek ache trader bun kar achi earning kar sakte hai.
            • #516 Collapse

              bhai apne yeh bat bht achi pochi hai k forex mai jitna experiance ho ga utna he earn ho saky ga kyu k agar ummy is kam mai jitna experiance ho ga hum utna achi earning kar sakty hain aur use earning sai hum apne kharchy chala saky hain har kam ko karnek liye experiance hona zaruri hai
              • #517 Collapse

                Yes, even an experienced man inexperienced person can get a feel. A person to learn more about the Forex market, then the non experience can earn money easily.
                • #518 Collapse

                  ji haan theek kaha hai apne pakistan forex forum mai hamara jitna experence hoga utna hi hamen faida hasil hoga or ham trading bhi easly kar sakte hain pak forum mai sab se zada important cheez knwldge or experence hi hai...
                   
                  • #519 Collapse

                    yes dear forex me jitna experiance aap ka behta jaaey ga aap ki trading skill bi behter hoti jaaey gi jis se aap ki earning bi behter hoti jaey gi .jo Firewood ziaada night out se is company me han wo kaafi earnings earn ker rahay han
                    • #520 Collapse

                      yes forex online business mai aap ky pass jitna experience hoga aap utni hi achi trading kar sakty hain or is se aap trading ko profitable b bana sakty hain means k achi earning kar sakty hain
                       
                      • #521 Collapse

                        ji han bilkul mere khayal se bhi agr hamaray pas zayada experiance hoga to hum zayada achi tarah trading kr saktay hain bina galti k aur earning bhi zayada hogi q k jb tak experiance ni hoga kisi bat ka pta ni hoga k k konsay step se loss hota hai isilye experiance most important hai...........
                        • #522 Collapse

                          G han dosto ap trading ko zayada say zayada learning karnay key koshish karain . is lea kay ap is main apna jitna experience barhain gay ap ko utna he zayada profit hasil karnaymain madad milay gey .
                          • #523 Collapse

                            dear brother assalam o alaikum ji hn yeh baat bilkul correct hai apki ke apko forex mein jitna experiance or knowledge ho ga ap ko utni hi ziada earning ho gi forex mein apko is liye knowledge or experiance ka hona bhot zaro0ri hai forex trading mein apko
                            • #524 Collapse

                              Practice is often said makes perfect as we begin to trade in the forex market we use our previous mistakes to act as a corrective signal towards reshaping our subsequent trades,our mistakes is the best teacher in forex trading business.a good trader makes a mistake and use it as a point of correction.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                1. slam brother forex trading main hum jetna zayada experience gain karen gay itni he zayada earning karen gay,es k liye zarori ha k hum forex trading k baray main zayada say zayada knowledge hasil karen,demo account per zayada say zayada practice karen ta k humray pass forex trading ka experience aye ta k hum successful trader ban saken.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X