Indicator and price action strategy;
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator and price action strategy;
    Assalam alaikum dear forum members!umeed karta hun aap sb khair khairiat se hn gybor apka last week trading week bahut acha gaya ho ga or dua ha k apka agla trading week bhi acha jay.
    dear members hum trade karty hovy charts ko analyse karty hain different indicators use karty hain taa k hum achi trade le sken.
    es lye aj hun indicators or price action strategy ka comperison karen gy k in main se konsi strategy best ha

    Indicator based trading strategies:

    Dear members indicator aik aisa tool ha jo k forex market main technicals k bary main information deta ha jesa k market trend ya phr support and resistance.

    or indicators ki agy bhht c broad catogories hain jesa k momentum indicator, trend indicator or sentiment indicator etc.
    in main commonly use hony waly indicators moving average or relative strength index hain.

    What is indicator in forex?


    Dear members indicator aik aisa tool ha jo k forex market main technicals k bary main information deta ha jesa k market trend ya phr support and resistance.
    or indicators ki agy bhht c broad catogories hain jesa k momentum indicator, trend indicator or sentiment indicator etc.
    in main commonly use hony waly indicators moving average or relative strength index hain.

    Click image for larger version

Name:	5C244651-0F26-45C7-AEA6-BC68DB31E46B.jpeg
Views:	8
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12543318


    Trade with an indicator:

    Dear members ap ksi bhi aik ya 2 indicators ko use kr k trade kar skty hain jesa k moving average jo k trend indicator ha or support & resistance bhi btata ha esko use kr k bhi trading ki ja skti ha or es k sth hi hum RSI use kar skty hain jo hamen market k momentum kr overbought & oversold situation k bary main btata ha.
    moving average ko use karty hovy trading k lye hum moving average k breakout py trade kr skty hain or es k test py bhi trade le skty hain or sth main RSI se bhi help le skty hain.

    Click image for larger version

Name:	7E1D9640-21BE-4AB6-8103-E04419FC9018.jpeg
Views:	8
Size:	62.2 کلوبائٹ
ID:	12543319

    Reliability of Indicators:

    Dear members indicators ki reliability perfect ni hoti laikin phr bhi 50-60% reliable hota ha indicator agr apko us indicator k bary main knowledge ho or ap usy achy se read kar skty hain to.
    laikin phir bhi hamen indicator k sth sth price action ki zrorat lazmi hoti ha q k price action technicals ki base ha or ye indicators bhi basically price action ko hi follow karty hain.

    Price Action Trading Strategy

    Dear members jo price ki movements hoti hain unko follow kar k market main trading karny ko price action trading strategy kaha jata ha.
    or ye wahid aisi strategy ha agr es oy aboor rkhty hain to ap bina ksi or strategy k market main achi trading kar skty hain.
    q k hr analsyis or hr inficator ki base price action hi ha.
    jo charts main candle sticks or support & resitance ko read kia jata ha wo sb price action main hi ata ha.
    es lye agr ap indicators trading bhi karna chahty hain to us k sth sth apko price action ka knowledge hona lazmi ha.

    Click image for larger version

Name:	54B8C09E-A0FD-4F3A-AEE9-96AFEDAD419C.png
Views:	15
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12543320


    price action k different tools hoty hain jinko use kar k market k trend pr direction ko analyse kia jata ha.
    price action k kch tools nechy bayan kye gaye hain.
    Trendline
    Support & resistance
    demand & supply zone
    chart patterns
    candlestick patterns
    agr price action ko use karna ha to in sb elements ka knwldg hona lazmi ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator and price action strategy;

    Assalamu Alaikum Forex member ummid hai aap sab theek honge aaj ka hamara topic hai indicator and price action strategy kya hai aur yah kis tarike se forex Mein kam Karta Hai Is par Aaj Ham baat karte hain.


    Indicator and price action strategy:

    price action indicator strategy was strategy Hai Jisko Ham trading Ke Chat aur Iske signal ke jariye skater and ko dekhte hain jisse Hamen Iske trader ko support karte hain aur uske indicator ko quickly Taur per use Kiya jata hai aur isko bahut acche tarike Se Bhi Kiya Jata Hai Sar ke market Mein Iske real-time ki technical trading co dekh sake Iske alava Ham Iske technical trading co dekhte hain aur technical analysis use karte hain aur range aur different calculation Karke iski further price ki movement ko check Karte Hain.


    Click image for larger version

Name:	download (19).png
Views:	41
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12407125



    Which indicator work best with price action?

    Agar Ham dekhte hain mostly commonly used Kiya Jata Hai price bar ko jismein use Kiya Jata Hai price action scandal Kata ko Jisko candlestick Kaha Jata Hai Tamam candlestick trading platform ko work karta hai aur candlestick chart Karta Hai provide Karta Hai jaj popular price action trading.

    Click image for larger version

Name:	images (53).png
Views:	12
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12407126

    Do price action trading use indicator?


    Simple l per uski term go price action trading quickly proper technique ko use karti hai Taki allowed kar sake trader ko ready kar sake market ki position ko jo ke subject Karta Hai trading ke decision Mein basically duper recent actual price ko Dekhte Hue market ki movement dekhte hain jo ki relying topper technical indicator ko dekhte hain.



    Click image for larger version

Name:	images (72).jpeg
Views:	4
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12407127
    • #3 Collapse

      Re: Indicator and price action strategy;

      Hello everyone aap sab kaise hain aaj ka Hamara naya topic hai price action trading strategy kya hai aur yah kis tarike se Forex Mein kam Karta Hai Iske bare mein Aaj Ham baat karte hain.


      Price action trading strategy:


      price action indicator Ko Agar Ham dekhte hain to active karte hain trading chart ke signals ko aur isko bahut acche tarike se market ke secondary topper Dekha Jata Hai trader ko support karta hai indicator quickly Taur per Dal Ke market ke indicator ko use kar sake aur isko inform kar sake white ko isase market ki real time ke bare mein Pata Chalta Hai technical analysis ko use Kiya jata hai usko different calculation karte hain production karte hain Tak future aur market ki movement ka pata chal sake.





      Click image for larger version

Name:	IMG-20220706-WA0002.jpg
Views:	1
Size:	13.2 کلوبائٹ
ID:	12407132

      What are indicator and strategies?


      Indicator and strategies Ko Agar Ham dekhte hain bilkul Yeh trading strategy Nahin Hoti Jab Iske decatur ki Help save trader indicator identify Karta Hai market ki condition ko iski status Ji ko ek trader ke rulebook ke liye to trader ko isko multiply karna padta hai indicator ko trading strategy mein.






      Click image for larger version

Name:	IMG-20220706-WA0000.jpg
Views:	1
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12407133



      Which trading strategy is the best?


      Best trading strategy yah hai.


      Trends trading
      Range trading
      break out trading

      Reversal trading

      gap trading
      Pairs trading.

      Arbitrage.

      Momentum trading.

      Is price action is the best strategy?



      Accurate price action trading ho sakti hai price action trading perfect Nahin Hoti not reading system or strategies ko correct hundred percent of time hota hai Jaise Ham dete Ne price action strategy Ko To Hamesha hota hai Kuchh decorate Karte Hain Main setup use Kiya Jata Hai price action trading co show Kiya Jata Hai uski kamyabi ke liye 75% aur highest point ke liye.





      Click image for larger version

Name:	IMG-20220706-WA0001.jpg
Views:	2
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12407134
      • #4 Collapse

        Re: Indicator and price action strategy;

        Forex Indicators

        forex isharay currency ke jore ke baray mein cheezon jaisay hajam, sharah mubadla, khulay sood waghera ki pemaiesh karne ke liye ریاضیاتی hisabaat ka istemaal karte hain taakay taajiron ko maloom ho sakay ke aaya inhen tijarat mein daakhil hona chahiye ya bahar jana chahiye. wahan bohat se mukhtalif isharay mojood hain, jaisay بولنگر bindz, سٹوکاسٹک آسکیلیٹر, relativ سٹرینتھ index ( rsi ), aur bohat kuch. ziyada tar log andikitrz ka istemaal karte hain taakay ziyada praatmad tijarti faislay karne mein madad ki ja sakay baghair kisi andazay ke .

        jo log programming ki mahaarat rakhtay hain woh metatrader 4 ya 5 plate forms par chalanay ke liye apna software bana satke hain, jo bator tajir aap ki zindagi ko bohat aasaan bana sakta hai. bilashuba, woh log jo apna software tayyar karne mein dilchaspi nahi rakhtay woh ziyada tar mamlaat mein kam qeemat par isharay kiraya par le satke hain ya khareed satke hain. agar aap andikitrz ko dekh rahay hain, to aap aik aisa intikhab karna chahain ge jo aap ki zaati tijarti hikmat e amli ke liye mozoon ho. hamari raye mein, sab se ziyada mufeed isharay wazeh isharay aur madadgaar maloomat paish karte hue bohat si mukhtalif hikmat amlyon ke sath kaam karte hain. zail mein, hum dastyab paanch behtareen isharay ke baray mein tafseel mein jayen ge

        Click image for larger version

Name:	Screenshot_4-10.jpg
Views:	15
Size:	91.9 کلوبائٹ
ID:	12407175

        Moving Averages

        harkat pazeeri ost raftaar ka andaza lagati hai aur market mein support aur muzahmat ke shobo ki wazahat karti hai. yeh isharay bunyadi tor par kisi ko market ki bunyadi simt ya rujhan ka andaza dainay ke liye istemaal kiye jatay hain. traders trading signals ke liye aik ya ziyada moving ایوریجز ka istemaal bhi kar satke hain, misaal ke tor par, woh point jahan aik choti moving average lambi harkat pazeeri ost se oopar ya neechay jati hai

        five main types of moving averages:
        • Simple moving average (SMA)
        • Exponential moving average (EMA)
        • Weighted moving average (WMA)
        • Smoothed moving average
        • Hull Moving Average (HMA)

        Relative Strength Index (RSI)

        rsi bohat saaray taajiron ke liye pasandeeda tijarti isharay raha hai jab se usay tajzia car jay wheels وائلڈر ne 1978 mein banaya tha. yeh aik momentum par mabni انڈیکیٹر hai jo currency ke jore ki haliya sharah mubadla mein izafay ki miqdaar ka is ki haliya sharah mubadla se mawazna karta hai. qatray is se usay market mein ziyada khareeday gaye ya ziyada farokht honay walay halaat ki nishandahi karne mein madad millti hai . rsi aik graph par aik lakeer ke tor par zahir hota hai jo 0 se 100 tak ki reading ke sath do ant_haon ke darmiyan harkat karta hai. tajir aam tor par 70 se oopar ki reading ko is baat ke isharay ke tor par bayan karte hain ke security ziyada kharidi ja rahi hai, jis ke nateejay mein mumkina tor par rujhan badal jaye ga ya islahi qeemat mein wapsi. lehaza, 30 ya is se neechay ki reading market mein ziyada farokht honay wali ya kam qeemat wali halaton ki nishandahi kere gi
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Indicator and price action strategy;

          Assalamu alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek aur Priya se hun aur ummid karta hun ki aap bhi bilkul theek aur kariya se honge aaj is thread mein aapko main Pakistan flex chatting ke ek bahut important topic price action ki tension ke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share karunga vah aapke knowledge aur experience mein jaruri dafa karegi aur agar aap mere friend per Amal karte hain aur apna jyada se jyada time Yahan per gujarte Hain to aap ek acche tractor Ban sakte hain aur bahut sare paise bhi Kama sakte hain isiliye hamen Yahan per mehnat aur himmat se kam karna chahie

          اب آن لائن

          Working...
          X