Trading me analysis kitni qism ky hoty hain?
Introduction.
Dear members forex main jo analysis hotay hain un main say aik Technical Analysis, dosra Fundamental Analysis and tesra Sentimental Analysis shamil hain. Aam tour par two analysis yehni Technical and Fundamental Analysis hi ziada popular hain, sath hi sath ik aur qisam ky analysis bhe hoty hain jis ko sentimental analysis bhe kehty hain.
Technical analysis.
Dear members technical analysis wo hoty hain jis ma ap indicator or candlestick ki help ly ker market ki movement ko measure krny key ley use kia jata hai. Technical Analysis mainsab say pehlay jo bat mind main aati hay woh chart hota hay es chart say easily andaza ho jata hay k mazi qareeb main price kis level pay thi aor ab kis level pay hay, price up ja rahi hay ua down, market trend main hay ya side pay move kar rahi hay yahan aik hi chart ko mukhtalif traders mukhtalif andaz main dekhtay hain aik hi chart pay trade karnay walay kuch traders faida utha rahay hotay hainjab k kuch nuqsan utha rahay hoty hain.
Fundamental Analysis.
Dear members fundamental analysis wo hoty hain jis main ap ky analysis totally media news ka sath attach hoty hain. Jis main high impact news kay sath prices movement bht zyda hoti hain. Fundamental Analysis main kisi currency kay mulki siasi iqtasadi halat ko mad-e-nazar rakha jata hai kun k yeh factors kisi currency ki mazbooti ya kamzori ka baies bantay hain aor price ki up down movement ka baies bantay hain rozana kisi na kisi country kay es noyiat kay alanat hotay rehtay hain Forex ki mukhtalif websites pay en aalanat ka schedule mojod hota hayrsay calendar kehtay hain. Forex trading main waisay to tamam analysis zarori hain lakin fundamental analysis say profit ziada milnay kay chances hotay hain.
Sentimental analysis.
Dear members ye is qisam ky analysis hain jo hamari trade ma bot important hain or in say hamain 3 thara say results milty hain negative, natural or positive or ya bahot hi zroori analysis hoty hain jin ki base per ham trade ki entry laity hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим