How IMF (international monitory fund) Trap Countries in Finance Constraints

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How IMF (international monitory fund) Trap Countries in Finance Constraints
    IMF (international monitory fund) ye aik western duniya Ka combine Bank hai hai jo Kisi bhi country ki monetary policy ko ko samny rakhty hue loans ya funds release krta hai aur is Bank ka kam Kisi bhi country Ko diwaliya hone sy bachana hota hai is mulk main money bank kay pass kam aur logon k pass zayda ho jaati hay aur cheezon ke demand zayda hoti hay to chezzin mehngi ho jaati hain aur inflation zayda ho jati hay cheez ko control karny k ly banks interest rates zayda kar dety hain aur log bank se qarza kam lety hain aur sath e sath bank ma paisy jama karwaty hain jis sy un ko interest zayda milta ha.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-05T193449.506.jpeg
Views:	1
Size:	36.9 کلوبائٹ
ID:	12543261

    Money Supply Control Constraints

    Jab log banks paisy jama zayda karwaty hain aur loan kam lety hain jis say money supply control main aati hay aur cheezon kay rate kam hoty hain. Aur mulk ke econmy ko stability milte hay trading ki bari gehri nazar hoti hay. aur trader us din ka wait kertay hain aur trading kay liye apnay analysis ko update kertay rehtay hain. que kay monetary policy main koe bhi statebank us currency ki demang aur supply ko control kerta hay aur us ki kami aur zayadti ko interest rate laga ker cotnrol kerta hay.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-05T193510.848.jpeg
Views:	1
Size:	35.6 کلوبائٹ
ID:	12543262

    Currencies Disaster

    jab bhi kisi currency ka interest rate up ya down ho jata hay to wo currency ki demand aur supply per asar kerta hay jis say kafi fast move hoti hay ye salana report jari ki jati hay aur pechlay chand saloon ki report kay sath is ka mawazna kia jata hay kay is saal mulk ki production kia rahi hay. is main mulki taman idaray chahhye wo sarkari ya neem sarkari hon un ka data akath kia jata hay aur kuch figuers akathi ki jati hain. jis say mulki tarakie aur amdan ka idea ho jata hay. GDP Report aik boht hi ahm report hotihay aur is per forex market main kafi ups and down atay hain. is new kay good ay bad report kay release honay kay bad market main kafi movement hoti hay.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-05T193548.282.jpeg
Views:	1
Size:	26.4 کلوبائٹ
ID:	12543263
    Last edited by ; 05-07-2022, 07:40 PM.

اب آن لائن

Working...
X