AOA
INTRODUCTION
Friends kya haal hai main ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe khush Rahe aur mahfuj rahe forex trading mein achcha profit banate Rahe aaj jis topic per main aapse baat karna chahta hun vah hai trend line stragedy profit aaj main aapko detail se yah batane ki koshish karunga ki trend line stragedy kaise karte hain exchange mein trend line price moment ko kahate Hain Ham jis mein price zigzag shakal mein upper down harkat Karti Hai jisse hamen market ke agali price ya movement ka jyada andaza hota hai market Aage ki taraf jaane ki ishara de rahi hai trend line hamesha candle ki body to body bhi Laga sakte hain ya wicks to wick bhi Laga sakte hain trend line mein minimum 2se jyada candle ko jodna chahie trend line ko mazeed aasani se samajhne ke liye aapko main detail ke sath Apne knowledge ko share karunga Taki aapko aasani se trend line strategy samajh Aaye aur aap iske mutabik bhi time to time trading karte hue profit hasil kar sakte hain
TYPE OF TRENDS
1 # UP TREND
2 # DOWN TREND
3 # SIDE WAYE TREND
UP TREND
Up trend mein market hamesha high aur low banati Hui upar ki taraf jaati Hai jisse hamen andaza ho jata hai ki market buy power mein ja rahi hai aur market ki jyada buy ki taraf jaane ki chances hain ab up trend ko mazeed samajhne ke liye niche ek image aapke sath share kar raha hun ismein aap bahut aasan ke sath market ko ab trend mein jaane ka andaaz dekh sakte hain aur isko samajh sakte hain ki market kis Tarah up trend mein moment karti hai
DOWN TREND
Down trend mein market hamesha low banati Hui niche ki taraf move Karti Hai jisko Ham low aur high bhi bolate Hain trend se hamesha andaza ho jata hai ki market mein seling power jyada hai aur sellers ney market per control kar chuke hain isliye market ke seling ki taraf jaane ke chances jyada ho jaate Hain aur market Apne trend ko hi follow Karti Hai is down trend Ko bhi ek image ke jarie aapke sath share karna chahta hun ismein aapko bahut aasani ke sath yah samajh aaegi ki market down trend mein kis Tarah movement karti hai
.
SIDEWAY TREND
side mein trend mein market na to up trend ki taraf jaati hai aur na hi low trend ki taraf jaati Hai yah musalsal ek hi range mein moment Karti rahti hai side waye trend ko range trading bhi kahate Hain kyunki isase side waye mein trend ko range tradingbhi kaha jata Hai kyunki market ek hi jagah up down hoti rahti hai aur ek hi trend mein aur ek hi movement mein ya ek hi range mein moment karte hai isliye range movement bhi kaha jata Hai kyunki market ek hi range mein up down hoti rahti hai isko bhi main aapke sath ek image share karunga ismein abhi aap dekhte hue jald hi samajh jaenge ki range trading kya hai ya side waye mein trading kya hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим