Role of economic entity concept in forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Role of economic entity concept in forex.
    What is Economic Entity .

    Dear Friends, economic entity concept aik accounting ka principle hai or is ko business ki true profitable or finance state ko determine karny k lae use kiya jata hai. is entity ko business ki division ma b use kiya jata hai. Economic entitiy ki bhot zayada importance hai jin ko further explain kiya ja rha hai. Ye entity tax calculation ma b bhot helpful hoti hai kyun is ki base par wo enteries karny ma use hoti hai jo audit authorities bhi find karny ma nakam rehty hain. is entity ko ham owner sy seperate karny ma use karty hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-05T120830.518.png
Views:	2
Size:	24.3 کلوبائٹ
ID:	12541548

    Economic Entity Relevancy to Forex trading.

    Forex trading ma economic entity ki help sy ham market ki performace ko judge nhi kar saky kyun ky ye seperate business ko judge karny ky leay use hoti hai jb ky forex ma ham currencies aur commodities ki price ky difference par trade karty hain. Ham aik price ko pick karty hain or predict karty hain k price up move kary gi ya down move kary gi. But tradet agr market ko predict karny ma kamyah ni ho ga to usko loss ho jata hai. So trader ko knowledge k zaryae he market ma profit hasil ho sakta hai. Jo trader knowledge ko prefer ni karta wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni reh sakta.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-05T120836.252.png
Views:	2
Size:	19.1 کلوبائٹ
ID:	12541549

    Importance of Economic Entity Principal.

    Economic entity concept aik bahut important measure hay jis say ham business ki actual profitability aur business ki value ko jan sakain, aur is tarah business kay tamam divisions main iski actual strength ko measure karny main bhi asani ho jati hay. Q keh ager aik business ki imcome to ziada ai mager uski value main kami a gai to is ka yehi matlab hay keh is business ki good will and iski actual value weak ho rahi hay.

    Role of economic entity concept in forex.

    Forex main jis tarah kai economic aspects asarandaz hoty hain is tarah ager aik business ki economic entity main kami ati hay to yaqeenan iski production main kami a gai hay youn overall production ya manufacturing main kami any say demand and supply main disturbanc ati hay. Is tarah forex market main bhi iska impact daikhny ko ata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Role of economic entity concept in forex.

    Assalamu alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek aur khairiyat se hun aur ummid karta hun ki aap bhi bilkul theek aur khairiyat se honge aaj is thread mein aapko main Pakistan flex trading ke ek bahut important topic economic indicator ki photos ke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share karunga vah aapke knowledge aur experience mein jarur dafa karegi aur agar aap mere friend per Amal karte hain aur apna jyada se jyada time Yahan per gujarte Hain to aap ek acchi trader Ban sakte hain aur bahut sare paise bhi Kama sakte hain isliye hamen Yahan per mehnat aur himmat se kam karna chahie

    اب آن لائن

    Working...
    X