Rising Window Candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rising Window Candlestick pattern
    Friends, umeed krta hon k ap tamam forum members theek se hongy or forum ke zarye mahnat ke sath achah bonus hasil kar rahe honge to dosto is bat ko made nazar rakhte hoe aaj hum jis mozu par guftgu karne wale hain woh aik ayse hikamat amli hay jis ko bar waqat use karte hoe um market se munasib profit buck karne main kam yab ho sakte hain to chalain dost aapne topic ke janib chalte hain to hamar aaj ka topic hay
    rising window candlestick pettrn
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	3
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12541479
    Rising Window Candlestick pattern.
    Rising window candlestick pattern ko aam tor par gape up pattern ke naam se jana jata hai. lekin yahan par Trandy stock charts mein jab mumkin ho to mein japani candlestick ki eslehaath par qaim rehna pasand karta hon .window candlestick pattern bohat sakht support aur muzahmati ilaqay faraham karte hain. rising window candlestick patteren ki soorat mein, aik taizi ka ishara bheja ja raha hai ke hasas farokht kiye jane walay gape up area se ziyada khareeday ja rahay hain . Rising Window Candlestick Pattern ak bullish trend continuation pattern ha, jo currency pairs aur commodities k price chart man long bullish trend k mid man banna wala pattern ha. Is pattern man two bullish candles gapup k sath open hoti han, is gap ko Japanese na ""Window"" ka name dia ha.
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	4
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12541480

    How to identify the rising window candlestick formation.

    is topic main ham aisy perfect procedure ko explain karyn gy jis ki base par ham rising window ko find kar sakty hain. En rules ko nechy explain kiya ja raha hai:-

    1. Trader ko asy gap ko find karna hota hai jo recent past candlestick kay low or previous candlestick kay high points kay bech ma occur karta ho. But ye bi mind ma rakhna chahe kay ye gap bhot zayada big ni hona chahe.

    2. Bullish candlesticks ki bodies large honi chahy kion kh ye buyer kay big momentum ya buying kay pressure ko indicate karti hain.

    3. is gap ya window ki banawat kay time par market ma clear upward trend hona chay. Agar market ma clear upward trend ni hai to ye rising window candlestick pattern bi ni ho ga.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	5
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12541481
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rising Window Candlestick pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Rising Window Candlestick Pattern


    Rising window patteren aik bullish trend continuation pattern hai, lekin baaz dafa ye double market sentiment analysis k leye bhi jani jati hai, pehli aik bullish impulsive lehar hai, aur doosri bearish price ki trend reversal hai. Yeh pattern aam tawar par supply and demand mein bullish trend ka tasalsul pattern hai. Rising window patteren main do bullish candlestick is baat ki numaindagi karte hen k buyers walay market k ooper mukammal control mein hen, jiss se price ki qader mein musalsal izzafa waqea hota rehta hai. Prices ka wese bhi bhi basic trend bullish ka hota hai, jo higher high levels ko tashkeel deta hai. Rising window patteren k leye prices ka bullish trend ka hona aham hai, q k ye prices ko mazeed ooper ki taraf push karta hen.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (68).jpeg
Views:	1
Size:	24.3 کلوبائٹ
ID:	12407890

    Candles Formation


    Rising window pattern k leye prices ko upward semat ka hona zarori hai. Ye pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss main dono candles bullish hoti hai, jo k bullish trend ya high prices ki alamat hoti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (2) (69).jpeg
Views:	1
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12407891

    1. First Candle: Rising window pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k normal real body main banti hai. Ye candle prices ka bullish trend ko zahir karti hai. Ye candle shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti hai, lekin lazmi bullish candle honi chaheye.

    2. Second Candle: Rising window pattern ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle se ooper gap main banti hai. Candle ka close open price se lazmi ooper hona chaheye, jab k iss ka gap bhi pehli candle se wazih aur clear hona chaheye. Yani dono candles k wicks ya shadows candles k darmeyan main banne wale gap main ana chaheye.

    Explanation

    Rising window pattern prices main buyers ki market main strong hold ki sorat main banta hai, jiss main prices bullish trend k tasalsul ko barqarar rakhti hai. Pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss main shamil dono candles bullish hoti hai. Bullish candles k darmeyan upnside par aik wazih gap hota hai, jo k aik qisam ka bullish candles ka kicking pattern dekhaye deta hai. Pattern ki dono bullish candles real body main lazmi honi chaheye, jab k candles k darmeyan banne waley gap ko koi candle (bashamole shadow) cover na kare. Bullish candles aksar market k darmeyan banne wale waqfay main banta hai, jiss me fundamental asarat ki waja se prices mazeed bullish jane ki koshash main hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	download (25).png
Views:	4
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12407892

    Trading

    Rising window pattern prices ko mazeed ooper push karne k leye jana jata hai, q k ye aik bullish trend continuation pattern hai, jo trend reversal pattern se ziada reliable aur accurate signals deta hai. Pattern ki dosri bullish candle ziada strong aur gap main banti hai, jiss se market main trend continuation ziada strong hoti hai. Pattern par trade entry karne se pehle aik bullish confirmation candle ki zarorat hoti hai, jo k real body honi chaheye. Jab k pattern k baad bearish candle banne par pattern ka tasur khatam hoga. CCI indicator aur stochastic oscillator par reading 50% se above honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se lower position ya pehli candle k bottom se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	download (26).png
Views:	1
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12407893

    اب آن لائن

    Working...
    X