Explain What Is Piercing Line Candlestick Pattern..?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain What Is Piercing Line Candlestick Pattern..?
    Asslam.o.Aliakum

    dear friends kya haal hai aapke umeed karta hun aap thik Honge aur Forex trading Mein acchi kamyabi Hasil kar rahe Honge future mein Main Ham apni profit ratio ko ziyada Se ziyada Behtar karne ke liye Aur loss ke ratio Ko kam se kam karne ke liye Hamesha ham Forex trading ke bare mein education Hasil Karen Iske bare mein ziyada Se ziyada information ho Jitna ziyada knowledge hoga Ham ziyada Kamyab Honge Or knowldge ke sath sath experience ki Bhe zarurat hoti hai aur experience Milta Hai Bar Bar practice karne se aur study krne se is liye main apse aj piercing Line Candlestick pattern k bary apse kuch information share krta hun.

    What Is piercing Line Candlestick Pattern ?

    dear friends ye patteren aik do din ki candlestick qeemat ka patteren hai jo neechay ki janib rujhan se upar ki janib rujhan ki janib mumkina mukhtasir muddat ke ulat jane ki nishandahi karta hai. pattern mein unchai k qareeb pehle din ka khilna aur ost ya barray size ki tijarti had ke sath kam ke qareeb band hona shaamil hai. is mein pehlay din ke baad aik waqfa neechay bhi shaamil hai jahan dosray din tijarat shuru hoti hai, kam ke qareeb khilna aur bulandi ke qareeb band hona. close aik candle stuck bhi hona chahiye jo pichle din ki red Clcandlestick k real body ke upar ki lambai ke kam az kam nisf hissay par mushtamil ho. Click image for larger version

Name:	images (9).png
Views:	6
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12541392

    Explanation:

    Ye trading mein hum ko last mein nazar aye ga piercing line pattern aik market price main bottom say down trend ki revers honay say start hota hai is pattern ki starting aik long creverse sell candle k sath hoty hai aur usk sath he aik bullish candle ban kar is pattern ki confirmation karta hai Piercing line pattern k sath trade karnay k liye isk rules ko follow karna bahut zada important hai jab market k chart main is pattern ki starting hoty hai to isk second candle ki body 50% down banty hai Piercing line pattern main price gaps k sath down starting karty hai jiska aik screenshot aap neechay daikh saktay haines pattern ko findout karny ky bad hum es ko trend reversal signal bhe samjh skte hain.

    Identification Of piercing Line Candlestick:

    Pattern ban.ne se pehle aik bearish trend t ka tasalsul hona chahiye.
    Pattern ki pehli candle black honi chahiye.
    Black k bad white candle ban.ni chaheye jo k black candle se gap me ban.ni chahiye.
    White candle ki closing position black candle ki real body k midpoint ya us se nechay hona chaheye yaani white candle ki real body black candle se bari hogi. Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	13
Size:	25.6 کلوبائٹ
ID:	12541391

    Trading With Piercing Line Candlestick Pattern:


    piercing line candlestick pattern strong bullish trend ki signal hai, jo traders ko market me buy entry k leye aik achi opportunity hai. Traders jab bhi market me piercing line pattern dekhen to market me buy entry k leye apne apko tayar rakhen q k market me buying dabao ka izafa hota hai. Candle stick pattern k bad agar teesri candle bhi agar white banti hai aur wo dosri white candle k above band hoti hai to is se pattern ka signal aur bhi mazbot ho jayega first black aur second white candle k darmeya gap ka hona zarori hai, tab hi candlestick ka pattern complete hota hai. 3rd candle stick pattern ki confirmation k mazboti k leye hai, lekin us k bagher bhi market buy k leye tayar hota hai. Stop loss white second candle k nechay hona chahiye jahan se candle shuru hui thi. Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	10
Size:	31.3 کلوبائٹ
ID:	12541390
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explain What Is Piercing Line Candlestick Pattern..?

    WHAT IS A PIERCING LINE CANDLESTICK PATTERN :





    Piercing pattern two day price candlestick pattern ha jo huma batata ha market ka short term reversal ka or ya reversal market ka downtrend sa ho sakta ha or uptrend sa bhi. Is pattern ke jo first candel ho ge wo high par ho ge or ya candel close ho ge market ka low par ya candel average or large size trading range ma ho ge. Is pattern ke first candel ka bad jo second candel ho ge wo kuch gap ma ho ge first candel ka ya gap down ke traf ho ge ya second candel open ho ge market ka low sa or ya close ho ge market ka high par, jab ya second candel close ho ge to ya candel cover kara ge half first candel ko jo ka high ke traf ho ge. Is pattern ko three characters ko follow karna zaroori ha agar ya downtrend ma banta ha, is pattern ke jo second candel banay ge yo gap ma ho ge previous candel ka, or is second candel ka bana par market ka strong reversal hona chaiya.





    HOW A PIERCING LINE PATTERN WORK :





    Is Piercing pattern ka future depend kar raha hota ha is ke two candels par, is pattern ke jo first candel hote ha wo huma market ka sellers ka batate ha or second candel market ka buyer ka batate ha. Piercing pattern huma show kar raha hota ha market ka shares ka bara ma ya batata ha ka shares ke supply bar gai ha magar kuch time market ke demand bar jate ha or shares ka barna ka batate ha. Ya pattern huma batata ha short term upward ke traf jana ka. Ya pattern ap ko market ka downtrend ma dakhna ko mila ga or ya pattern end uptrend ma hi ga or is pattern ka close hona ka bad market bahot he taze sa upward ke traf jay ge or ya huma ak achi trade ka signal da ge. Is pattern ke conformation ka liya zaroori ha ka is pattern ke dono candel banay or wo followe kara is pattern ko.





    FORMATION OF PIERCING CANDLESTICK PATTERN :





    Piercing pattern ak sab sa important candlestick pattern ha is ko technical analysis kar ka spot kiya jata ha price series chart ma. Ya pattern two candlestick sa mil kar banta ha or is pattern ka liya zaroori ha ka wo in three characteristics ko follow kara :


    1: Is pattern ka price ka downward trend ma banna zaroori ha. Is pattern ko hum tab piercing pattern kaha ga jab ya pattern market ka down trend ma banay ya downtrend support level ka kareb bhi ho sakta ha. Agar ya pattern upward trend ma banay ga to ya sai sa kam ni kara ga is liya is ka downtrend ma hona zaroori ha. Or pattern downtrend ma ak bearish ke candel banaty hua banay ga or ya ak long bearish candel ho ge is candel ka colour red ho ga.

    2: Is pattern ke second candel first candel sa kuch gap ma banay ge is gap ka hona zaroori ha or ya gap market ka lower ma banay ga previous candel ka. Piercing pattern ke conformation ka liya is pattern ke first candel ka bad gap ka hona zaroori ha or is gap ka low mo hona chaiya.

    3: Piercing pattern ke jo second candel ho ge wi bullish ke traf ho ge or ya lower ka gap ka bad banay ge or ya candel market ko reversal kara ge or ya second candel strong reversal kara ge market ko or ya candel first candel ka low sa open ho ve or ya close ja kar high par ho ge or ya high or closing point previous candel ka mid ma ho ga.





    TRADING WITH PIERCING CANDLESTICK PATTERN :





    Piercing candlestick pattern bullish reversal pattern ha. Is pattern ma trading karna ka liya zaroori ha ka sab sa phalay is pattern ke conformation ko conform kiya jay. Bahot sa traders is pattern ka sath RSI or MACD ko use karta ha q ka bahot sa traders kahta ha ka jab piercing pattern banta ha to RSI or MACD bullish ka signal data ha is liya traders is signal ko strog karna ka liya RSI or MACD ko use karta ha. Is pattern ma traders buy ke trade ko enter kara ga is pattern ma q ka is pattern ma market na downtrend sa reverse ho kar up ke traf jana hota ha, is trade ko second candel ka close hona ka bad laagay ga or is trade ka stop loss is pattern ka gap ka bad low point par lagay ga.
    • #3 Collapse

      Re: Explain What Is Piercing Line Candlestick Pattern..?

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Piercing Line Candlestick Pattern


      Piercing line candlestick pattern main dosre din ki candle previous din ki candle k bottom par gap main open ho kar ussi k midpoint se above close hoti hai. Piercing line candlestick pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik bearish candle hoti hai, jab k dosre din ki candle aik bullish candle hoti hai. Pattern ki dosre din ki bullish candle pehli din ki bearish candle k current trend k asarat ko kam karti hai, ynni bullish candle bearish candle k lower side par gap main khulti hai, jab k close ussi se darmeyan main open point se pehle hoti hai. Pattern ki bullish candle bearish candle se nechay gap main open hoti hai, lekin ye gap bullish candle ki real body se cover hota hai, jiss ka iss waja se andaz ya clear nazar nahi ata hai.

      Click image for larger version

Name:	images (3) (147).png
Views:	11
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12407887

      Candles Formation


      Piercing line candlestick pattern main shamil candles bearish aur bullish pattern ki hoti hai, jo k prices k bullish trend reversal k leye istemal hota hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k lower par open ho kar ussi k real body main close hoti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

      Click image for larger version

Name:	images (3) (148).png
Views:	3
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12407888

      1. First Candle: Piercing line candlestick pattern ki pehli candle market k current trend k mutabiq aik bearish trend hoti hai, jiss ka close price open price k se nechay hota hai. Bearish candle shadow samet ya uss k bagher ho sakti hai, jo k real body main hoti hai.

      2. Second Candle: Piercing line candlestick pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k bottom par gap main open ho kar ussi k real body k centre se above par close hoti hai. Dosri candle lazmi real body main main honi chaheye aur pehli candle k open point se pehle close honi chaheye.

      Explanation

      Piercing line candlestick pattern price chart par uss waqat banti hai, jab bhi sellers market main dilchaspi lena kam kar dete hen. Ye pattern prices k top par ya bearish trend main ban kar market ka trend bullish reversal bana deta hai. Pattern main shamil dono candles real body main honi chaheye, jiss main dosri candle pehli candle se se nechay gap main open hoti hai. Pattern ki banne ki psychology kuch iss tarah se hai, jiss main sellers price ko pehle nechay push karte hen, jiss se bullish candle bearish candle se nechay gap main open hoti hai, lekin baad main sellers ki prices k bottom main mazeed dilchaspi nahi rehti hai, aur ussi waqat buyers market main ziada active ho jate hen. Baaz dafa ye pattern koi strong news release hone k baad prices k bottom main banta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (3) (146).png
Views:	59
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12407889

      Trading

      Piercing line candlestick pattern trading k leye aik strong bullish signal deta hai, jiss se buyers market main entry karte hen. Pattern k baad aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main honne k sath sath dosri candle k top par close honi chaheye. Lekin bearish candle banne ki sorat main trade entre karne se parhez karen. Trend confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Pattern do candles ka hota hai, iss waja se stop loss ka istemal zarori hai. Stop Loss pattern k sab se lower position ya dosri candle k open price se two pips below set karen.

      Click image for larger version

Name:	images (2) (66).jpeg
Views:	2
Size:	29.3 کلوبائٹ
ID:	12407886
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Explain What Is Piercing Line Candlestick Pattern..?

        pak froum main regular pratice kare forex trading main best learning kare forex trading main best learning kare forex trading main best learning kare forex trading hard work kare forex trading pratice kare forex main hard work karne wale traders best earning kar skte hain agar candlstick pattren ko achi tara learn kare tukamyabi mil skti hain regular pratice karna parta hain forex trading main regular pratice nhe hain tu kamyabi b nhe hain forex main learning kare forex main learning he kamyabi deti hain agar best learning hoti hain tu aasani say benefit mil skta hain forex main agar koi anlaysis nhe hai tu kamyabi mil skti hain forex main big loss hota hain tu kamyabi nhe mil skti hain kamyabi k liye pratice kare forex trading main pratice kare regular pratice kare forex main kamyabi mil skti hain forex main learning strong nhe hain tu kamyabi b nhe hain


        How to analysis tha market in how to trade on candlstick pattren:


        forex trading main best learning kare forex trading main hard work karne wale traders forex trading main kamyabi mil skti hain forex trading main pratice kare forex main learning nhe hain tu kamyabi b nhe hain kamyabi k liye learning karna parta hain demo account main pratice kare forex trading main regular best learning kare forex trading main best learning kare hard work karne wale trades forex main kamyabi mil skti hain agar learning ko strong kiya jata hain tu kamyabi mil skti hain forex trading main hard work kare agar learning nhe hain tu kamyabi b nhe hain kamyabi k liye forex trading main pratice karna must hota hainjsine learning nhe ki vo traders kabi b kamyab nhe hain forex mainhard work kare agar learning strong nhe hain tu kamyabi b nhe hain kamyabi k liye forex trading ko samjhy forex trading main hard work kare
        Gullalai

        اب آن لائن

        Working...
        X