forex ko log taezi se join kr rahe he reason increasing unemployment rate

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    g haaaaaaaaaan g jaissssa k pakistan mien unemployment kafi barh gai ha is lia pakistani awam k lia to yeh bohat hi zarori ha k wo aisa international level wale kam karain or profit lain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      han asi bat to hay wasaya agar dekha jaey lakin aik bat to ye bhi hay kay is business main her wo person ata hay jis ko is business kay baray main pata chalta hay is liay ye aik best business hay .
      • #543 Collapse

        Ap ki thinking kafi haad tk theak ha kyoun k unemployment din badin barh rahi ha jis ki waja se log is business ko join kr rahy hn aur saath hi saath ek doosary waja b ha aur wo yeh ha k forex ek profitable online business ha.
        • #544 Collapse

          mere ap ki baat durest ha is dunya m apopulation ma roz ba roz izafa hota ja raha ha or jis ki waja sy log unemlpoyment ka shakar ho rahe han hume chaye k koi b moqa khali na jane dyn forex par kaam ek achi choise ha dunya sy har koi forex par kaam kr k ek achi earning ker raha ha
          • #545 Collapse

            yes brother you are right. unemployment is increasing day by day specially in Pakistan the un employment rate is very high . Students need to earn to study and support their parents. Job holders are not earning enough to support their families so forex is the best home based online job specially for ladies and students thats why people are moving to business like forex
            • #546 Collapse

              G mery bhai aap bhi theek keh rahy hain ur dosri waja yeh bhi hai k trading se hr kici ko faida hou raha hai aur woh bhi ghr bethy bethy ic liya ziada se ziada loog tezin se icy join kr k achi earning krna chahty hain...
              • #547 Collapse

                forex ko log isilye taizi se join kr rahay hain q k aik to unemployment bht hai aur phr log kisi tarah se parhtay hain k job karaingay to phr un ki study k mutabiq unko job ni milti hai isilye ye itna zayada popular hota jaraha hai aur pehlay isilye bhi popular ni tha q k net har kisi k ghr me ni hota tha aj kal net connection devices ye sb har ghr me hain isilye ye aur zatada popular horaha hai.....
                • #548 Collapse

                  Mere khayal mai log is liye forex ko taize se join kar rahe hain kiu kay ab taqreban har ghar mai internet hai aur logo ko jab aik dafa pata chalta hai kay online huge money kamayi ja sakti hai tu wo curious hute hain aur jab wo forex mai atay hain tu wo buhut impress hute hain kiu kay is mai kaam buhut kam karna parta hai aur earning sab se zada hai.
                   
                  • #549 Collapse

                    forex acha platform hai jis men hamain thora time men zyada profit mil jata hai ager ham achi trading kerty hain to or is men hamain loss bhi lkhana perta hai is ley hamain forex men achi working kerni chahye.
                     
                    • #550 Collapse

                      forex ko log boht taizi k sath join kr rahy hain is ki sab say bari wajha hi unemployment hai moslty log jo hain berozgar hain or ghr k akhrajat b poray nai kr sakty,,is k ilawa jo log kam krty b hai un say b is mehngai k dor main khrch pora nai hota,,forex aik behtren part time job hai jo k log ghr beth k krty haain .....
                      • #551 Collapse

                        dear friend jee han ap nay bilkul theek kaha han forex ko log is waja say bht speed may joint karhay han q k logo ko0 job nai milti kisi k study k masla han logo ko un k meyar k mutabiq job nai de jarhe kafi company band hogai han ise waja say log forex ko joint karhy han
                        • #552 Collapse

                          gi ha app ki bat theak ha ka logo ko is ka bara ma pata nahi the lakin ab log tazi sa is ko join kar rahay ha app na sahi kaha ha ka barozgari ki vaja sa log ab is taraf a rahay ha
                          • #553 Collapse

                            g haan forex ko log tezi se join kr rhae hain, is ki waja sirf or sirf ghurbat or berozgari hai, logon ko or koi job to milti nai ha is liye wo forex ko join kr rahe hain
                            اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                            forex ko 2 saal pehle bohat km log jante they but ab is me log bohat taezi se shamil ho rahe hen mere hayal me is ki waja be rozgari ha g logu ko job nahi mil rahi kisi ko apni taaleem k matabik job nahi milti or is tra net pe online earning ka rujhan bhrta ja raha ha ap kia kehte ho is barey me ?
                             
                            • #554 Collapse

                              Bilkul theek kaha hai aapne kay forex ko tezi say join karne ki basic waja hi unemployment rate hai, day by day hamare mulk ki economic condition girti howi nazar aarahi hai jiski waja enemployment bhi barh rahi hai or log teri say forex busiensss ko join kar rahe hai takay guzar basar kar sake.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                G haan brother sirf forex hi nahi bohat sare online businesses jo bhi sab me hi log taizi se shamil ho rahe hain is ki bari wajah yeh hai ke logo ko reliable work nahi milta to wo online job me hi apna guzara kar rahe hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X