forex ko log taezi se join kr rahe he reason increasing unemployment rate

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    I am agree with your thread under consideration that the number of new traders are increasing day by day, there are number of reason that there is no restriction to join it any one join the business of forex trading who attain the age of majority.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      Yes brother em agree with you.. our country is unemployment low rate.. Pakistan. M mostly people. Unfortunately unemployment. Se gUxar re hy ishi liye forex join kare hy...
      • #198 Collapse

        forex ko loog bohat taizi say is liay join kar rhy hen kiu k ye bohat he best business hey or ye puri dunyaa main chalny wala business hey is main kisi kism ka hard working nahi hota hey ye easily way hota hey is say aap bohat achi earning b kar skty hen...
        • #199 Collapse

          forex trading me loog ic liye teezi say aa rahay hian kio k dear yeh online business hai ic ko ham me say har koi buht he easily kar skta hai or wo b ghar beth kar ic business k liye hamay koi b investment ki zarorat ni parti na he koi place chahyea hoti hia or he hardworking.
          • #200 Collapse

            yes yes dear i agree whit you mara khayal say forex trading kay business ko join karne ki sab se barri waja ye bhi ho sakti hai kay logo tak ab forex trading business ki knowledge informitction zayda hai log bht easily forex ko samjh rahay hain aur investment ki bhi problem nahi hoti kun ka logo ka pass knowledge hai.
            • #201 Collapse

              forex ko log teze sey joined hotay hai lakin is ka main reason tou ye ho sakta hai sab logo ki yahi soch hai or soch in logo ki ghalat hai keh hum paisa kamayenagy or paisa ap forex main tab kama saktay ho jab ap ko forex sey pehlay kuch seeka tou ho pir ap kuch kama sako gay warna ap forex main fozol time zaya na karay
              • #202 Collapse

                Bilkul aa ne theek judge kia keh forex main din badin tezi se joining ho rahi hai aur is ka big reason unemployment hi hai. Pakistan main berozgari increase ho rahi hai every day to log is liye forex main aa rahe hain ta keh kuch to earn kar sakein apny liye.
                 
                • #203 Collapse

                  friends mere nazdeek iss ki 2 main reasons ho sakti hain aik to jo aap ne bataye hai k log buhat ziada taleem k bawajood bhi berozgaar hain jis waja se lo forex trading ko join kr rahy hain or secondly most important kiyun k already salred or employeed persons bhi iss ko kr rahy hain waja hai mehngai ki kiyun k jo jobs hum krty hain in se guzara nahi hota hai or forex trading aik aisa business hai jis main aap ghr baith kr part time kaam kr k acha earn kr lety ho
                  :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                  • #204 Collapse

                    Jnab is may koi shak nahe k forex trade ko log taezi say join kar rahy han is ke waja unemployment hay aur life guzarny k liay earning karna parti hay aur achi earning k liay forex trade buhat acha platform hay is may apni ability aur experience ke bdolat earning kar sakty han aur apni life behtr kar sakty han
                     
                    • #205 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                      forex ko 2 saal pehle bohat km log jante they but ab is me log bohat taezi se shamil ho rahe hen mere hayal me is ki waja be rozgari ha g logu ko job nahi mil rahi kisi ko apni taaleem k matabik job nahi milti or is tra net pe online earning ka rujhan bhrta ja raha ha ap kia kehte ho is barey me ?
                      G han is ke sub se bri wajah beroozgarri hain,.
                      miane yaha per chek kiya hai yaha itne new users hain jo bachae abhi tak mukamal jaante nhi is buines ko per berozgari unko yaha kheench layi hai,.
                      • #206 Collapse

                        g han log forex ko tanze se goin karn ka mein reson mailk mein bhert be rozanger hein humera liye forex bhot achi gob hein gin log ka pass koye gob nhe hein wo forex ko goin karn ka achi earn karn rhan hein forex ko log bhot zayed like kart hein or tanze se is ko goin karn rhan hein
                        • #207 Collapse

                          i think forex aik short term business hai is liye loog is ko taizi se join kar rahy hian and i think Forex is better compared to some other revenue enterprise. some other on the web investing enterprise furthermore, fx is better
                           
                          • #208 Collapse

                            yeah bro bht sy log hamary pyare mulk Pakistan main unemployed hain or wo dar dar ki thokrein khanay k baad akhir kaar forex ka darwaza khatktaty hain k shyd unki basic needs forex k zariye sy poori ho sakein or wo is main top earner tak b ban jaty hain forex k darwazy har kisi k liye har waqt khuly hain
                            • #209 Collapse

                              g haan apny bilqul thek kaha log bus eslye e forex ko taizi sy join kr rhy hain q k jobs milna bohat mushkil hwa hai or har koi unemployed hai eslye sub es forum mai aa rhy hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                yes dear ap nay bilkul sahi kaha .. ab kafi ziada log jobs k liye apply kar rahe hain par seats kam hone k waja say logo ko jobs ni mil rahe to wo earning karne k liye koi best platform find karte hain aur earning k liye best platform forex hai jisy koi b easily use kar k best earning kar sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X