Bullish inverted Hammer candle stick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish inverted Hammer candle stick pattern
    what is Bullish inverted Hammer candle stick pattern




    bullish inverted hammer candle stick pattern aik aisa candle stick pattern hota hey forex market trend ko bullish trend mein tabdel kar dayta hey j keh aik he candle stick par moshtamell hta hey jes ka upper shadow long hota hey or lower mein aik chote ce body hote hey Hammer mein long shadow basic tor par pechle candle stick say limit banta hey
    khordah trader market mein trend kay reversal janay ke paishan goi karta hey reversal hammer candle stick pattern ka estamal kartay hovay aik reversal hammer market kay reversal janay ka indicator hota hey es ka matlab yeh hey keh market mein buy order enter ho ga or bullish kay trend ko tabdel karna start kar dein gay



    find inverted Hammer candle stick pattern



    price kay chart mein best pattern ko talash karnay kay ley aik khordah trader zyada imkani trade ko daikhanay kay ley sungom ko shamel karna chihay chonkeh market chart shore say bhara hova hey es ley tamam candle stick kay pattern ko profitable trade karna assan nahe hota hey es ley hum nay achay pattern ko shamell karnay kay ley chand rules ko shamel kea hey
    structure
    Prior trend
    Location



    structure


    structure mein wick shadow ya size or candle stick ke body bhe shamel hey aiklong upper shadow or lower aik small shadow body kay total shadow mein 80% shadow 20% body par moshtamel hota hey
    Click image for larger version

Name:	inverted-hammer-pattern-1-760x519.png
Views:	1
Size:	44.9 کلوبائٹ
ID:	12541221


    Prior trend



    reversal hammer candle stick ke tashkeel say pehlay trend bearish ka hona chihay kun keh ager yeh bullish trend kay bad banta hey to trade win karnay ka imkan kam ho jay ga reversal hammer candle stick pattern pehlay 3 ya 4 bearish candle stick banana aik acha action hey
    Click image for larger version

Name:	inverted-hammer-pattern-1-760x519.png
Views:	1
Size:	44.9 کلوبائٹ
ID:	12541221



    Location




    pehla para meter yeh hey keh essay candle stick ke limit ya market ke taraf movement ke taraf say nahe banana chihay kun keh point ke tabdele kay bad pattern ka ehsas badal jata hey mesal kay tor par ager bullish kay trend kay bad aik reversal hammer banta hey to yeh bullish trend kay bad bearish trend kay reversal hammer kay tor par banta hey kunkeh yeh bearish pin ke tarah hey es ley kamel e point down trend kay bad reversal hammer ke tashkeel hey or baray shadow pechle candle stick ke limit kay andar hne chihay es pattern ke tafheem kay ley nechay de gai tasweer ko daikhen
    Click image for larger version

Name:	location-of-inverted-hammer-pattern-1-760x575.png
Views:	1
Size:	55.4 کلوبائٹ
ID:	12541229




    inverted Hammer tell retail trader



    technical analysis mein sab say important question mein say aik sawal hey kun keh candle stick ka name par koi farq nahe parta hey es ley pattern kay pechay feeling or trading activity important hein
    jaisa keh opar zair e bahas aya hey bearish pin bar candle stick say pehlay laken hamesha aik bullish trend hota hey jo keh es bat ko wazah karay ga market ko mosalsal agay barha raha hey ab market overbought ke halat mein hey or aik long upper shadow kay sath pin bar banta hey jo keh es bat ko wazah karta hey market over bought condition mein hey or aik long upper shadow banata hey or aik long upper shadow kay sath bearish pin bar banta hey jo keh strong resistance zone ko reject hnay ko zahair karta hey es reject mein seller nay buyer ka control sanbhal lea hey buyer kay pass itni strength nahe hote hey takeh woh price ko zyada buy kar kay rakh dein ab seller ain gay or bearish trend start ho jay ga
    Click image for larger version

Name:	live-example-of-candlestick-1-760x582.png
Views:	1
Size:	64.4 کلوبائٹ
ID:	12541240




    intraday trading strategy for inverted hammer candle stick pattern




    candle stick pattern ke trade hamesha dosray technical tools jaisay keh Fibonacci level , support zone or technical indicator kay sangom kay sath ke jate hey
    jab price chart par aik reversal candle stick bante hey to entry or stop loss ke wazahat yeh hote hey



    inverted Hammer with support zone



    support zone technical analysis or bullish trend kay revesal janay ko indicate kartay hein dosree taraf hammer aik reversal ke hove candle stick ese analyss ko zahair karte hey lahza jab aik he time mein 2 technical pattern bantay hein to trend kay reversal janay ka imkan bhe barah jata hey es ley behtar ho ga melta julta support zone talash karna chihay




    open buy order:



    forex market mein jab reversal hammer candle stick pattern banta hey to phir agle candle stick ka intazar na karen ager es pattern kay bad bullish candle stick bante hey to fore tor par buy order open karen or support zone kay nechay ya nechay stop loss lagain support zone ko adjust kartay wakt sab say low ka choose karen
    ager reversal hammer candle stick continuation rehnay kay bad bullish candle stick nahi bante hey to buy trade open na karen
    Click image for larger version

Name:	inverted-hammer-day-trading-strategy-1-760x456.png
Views:	1
Size:	44.9 کلوبائٹ
ID:	12541241
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish inverted Hammer candle stick pattern

    Inverted Hammer Candle


    Introduction

    Inverted Hammer aik trend reversal candlestick pattern hai, jo umoman prices ko uptrend me badalta hai, aur ye prices k bottom par ya bearish trend k baad paya jata hai. Inverted Hammer candle aik strong bullish trend reversal candle hai. Candle ki real body bohut small hoti hai, jo k umoman candle ki shadow k muqabele main adhi hoti hai, yani shadow bohut ziada lengthi hota hai. Ye candle lower side par shadow nahi rakhti hai, lekin bohut small si wick mumkin hai, jo k candle ki formation par ziada asar andaz nahi hoti hai. Inverted hammer candle ki real body ka open aur close same nahi hona chaheye, take ye candle dekhne main dragonfly doji candle se mukhtalif dekhaye den. Inverted Hammer candle k aik small real body hoti hai, jiss ka upper side par aik long shadow banti hai. Ye shadow inverted hammer candle ki real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Inverted hammer candle ki real body k lower side par koi wick ya shadow nahi banta hai, yanni candle ki real body ka lower aik "Bozu" candle hoti hai, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi acceptable hai, lekin bohut ziada lamba na ho jiss se candle ki hososeyat tabdeel ho jaye.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (129).png
Views:	2
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12407907

    Candle ki Pehchan k Rules
    1. Inverted hammer candle k leye prices ka lower, bottom ya bearish trend hona zarori hai, q k ye candle bullish trend reversal pattern k tawar par kaam karti hai.
    2. Candle ki real body small honi chaheye, jis ka open aur close same nahi hona chaheye.
    3. Candle k upper side par aik long shadow honi chaheye. Jab k lower side par koi shadow nahi hona chaheye, sewaye aik small se wick k, jo k size main bohut ziada lamba nahi hona chaheye.
    4. Candle ki shadow real body k muqabele main double size main hota hai, yanni candle ki real body bohut small honi chaheye.
    5. Candle ki real body k leye khas color ka hona zarori nahi hai, ye black ya white dono ho sakti hai, lekin agar green ho to ziada behtar hai.


    Click image for larger version

Name:	images (3) (128).png
Views:	9
Size:	2.8 کلوبائٹ
ID:	12407908

    Pattern ki Tafseel


    Inverted hammer candle single pattern candle hai, jiss ka upper side par aik long real body hoti hai, jab k candle ki real body shadow k muqabele main bohut small hoti hai. Candle ki real body ka open aur close same price par nahi hona chaheye, jab k real body kisi bhi color main ho sakti hai, lekin agar ye candle lower prices par bullish banti hai to ye pattern se ziada mushabehat rakhti hai. Candle ka lower side par shadow nahi hona chaheye, lekin chota sa small wick acceptable hai. Inverted hammer candle ki volume aksar pechle do candles se ziada hota hai. Ye candle aik small real body, jiss ka open aur close same nahi hona chaheye, k sath upper side par aik long shadow rakhti hai. Candle ka shadow real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Candle k real body k lower side par aik small si wick to acceptable hai, lekin ziada lengthi nahi hona chaheye, jiss se candle ki hososeyat par faraq par jata ho, lekin bagher lower shadow ki ye candle ziada perfect hoti hai. Inverted hammer candle ki real body bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, issi waja se candle k leye color ka hona zarori nahi hai, lekin iss ki position ziada zarori aur aham hai.

    Click image for larger version

Name:	images (180).png
Views:	5
Size:	2.2 کلوبائٹ
ID:	12407910

    Pattern par Trading


    Inverted hammer candle k prices k bottom par buyers aur sellers k psychology ki waja se banti hai. Jab bhi sellers prices ko bullish push karti hai, lekin usi time buyers bhi market main active ho kar prices ko mazeed nechay nahi jane deti hai to us waqat ye candle banti hai. Prices ka bottom hone ki waja se prices trend reversal main badal jati hai. Prices aik small real body wali candle hoti hai, jis ka upper side par aik long real body hoti hai, jab k stop loss pattern k lower side par set karen. Inverted hammer candle ki inverse Hammer candle hoti hai, jo k same bearish trend main bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Inverted Hammer candle par trade entry se pehle iss ki bearish trend ya bottom prices position ka hona bohut ziada zarori hai. Ye aik single pattern candle hone ki waja se trade k leye bohut riski hai, iss waja se aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, trader next bullish candle par market main buy ki entry kar sakte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (57).jpeg
Views:	7
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12407909

    اب آن لائن

    Working...
    X