Important Information About Relative Strength Index Indicator in Forex Trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Information About Relative Strength Index Indicator in Forex Trading...
    Assalamu Alaikum dear I Ho Paap Sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge aap Jab is market Mein kam kar rahe hote hain to ismein aapko अच्छे-अच्छे learning ke sath kam karna hota hai jo members is market Mein analysis ke sath kam karte hain aur Market ko proper time Dete Hain aur Chhote time frame aur different time frame Mein analysis Karke trading kar rahe hote hain vah profitable Ho Jaate Hain agar aap bhi profitable Hona Chahte Hain To aapko Apne analysis Karke trading karna Hogi aur Market ko different tarike se Samajh Kar kam karna hoga main aaj aapko bahut hi acchi information dene ja raha hun jo aapki trading ko Kamyab banaa sakti hai to Mera topic Hai relative strength index indicator kya hai Ham is per Kaise working Karke Kamyab ho sakte hain....

    What is Relativr Strength Index Indicator:

    Dear member forex market Mein relative strength index indicator for exchading Mein sabse Jyada use hone wala indicator Hai Park Stadium Mein Iske Jyada use ke vajah iski aur dusra easy use Hai relative strength index indicator market ki sabka price ke hisab se apni value adjust Karta Hai relative strength index indicator ki value line chart Ki Tarah zero aur hundred Ke Darmiyan chal rahi Hoti Hai relative strength index indicator ka use dusre indicators oscillators ya candlestick start pattern ke sath use karne per high accuracy deta hai...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-01T125215.124.png
Views:	3
Size:	17.9 کلوبائٹ
ID:	12541164

    Explanation Of Relative Strength Index Idicator:

    Relative strength index indicator ki 3 Mai position hoti hai overwat over sold or natural position relative strength index indicators ka natural position 50 Ka Hota Hai jismein price ya to ek normal Si moment per upper down hoti hai aur ya market Mein buyers aur sellers ki dilchaspi na hone ki barabar Hoti Hai 50 ki indication per traders market ke kisi ek side per break out hone ka vate karte hain natural valiyon ke alava relative strength index indicators ke over bad aur avar sold position ki bahut jyada important hai relative strength index indicator mein agar Baat level bye default 70 ki position Hoti Hai Kuchh platform Mein yah 80 ki bhi Hoti Hai important Nahin Hai Kijiye position hi Honi chahie yah traders per depend karta hai ki vah kaun si position area 70 ki ho to Jab Bhi indicator ki value 70 ki position per pahunch Jayegi to yahan se price ka revers hone ke chances badh Jaate Hain relative strength index indicators ki oversold area level downward side per 30 ka hota hai but Kuchh plate form per ya 20 bhi hota hai aur baat level Ki Tarah over sold level bhi traders Khud Se select kar sakte hain Ek signal ke Taur per kam Karta Hai Kyunki yahan se price rivers ho sakti hai...

    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-07-01T125232.054.jpeg
Views:	42
Size:	21.8 کلوبائٹ
ID:	12541165

    Trading On Relative Strength Index Indicators:

    Dear relative strength index indicators May June ke over bath or our sold level 1 kism ke resistance aur support level ke Taur per work Karte Hain Is vajah Se ine level se price ka reversal hone ki tavakwad Hoti Hai Jab Bhi price overbaat area Mein a Jaaye to traders ko Sel ki entry Karni chahie aur Agar sold area mein bye ki entry se market Mein inter Hona chahie Iske alava Agar relative strength index indicators per Agar value 50 se Apar move kar raha ho to yah Bole friend ka Ishara Hota Hai Jab Ke 50 se down wali value bearish trend kahlata hai...


    Click image for larger version

Name:	download (9).jpeg
Views:	2
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12541166

اب آن لائن

Working...
X