Aroon oscillator use krty hoy trend ko janchna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aroon oscillator use krty hoy trend ko janchna
    Friends Forex mein Aroon indicator wo indicator hy jo market ka trend or pair aur commodity ki price ko maloom karny k liay use kiya jata hai es k sath sath ye trend ki strength ko b measure karny k lae use kiya jata hai. Ye indicator highs or lows k darmeyan ma time mahloom karta hai. So strong uptrend ki sorat ma ye new high ko show karta hai. Es k sath sath ye strong down trend ko new low sy share karta hai. Ye indicator signal deta hai jb es tarha hota hai or tb b signal deta hai jb es tarha ni hota
    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	6
Size:	13.3 کلوبائٹ
ID:	12541097
    Trading Strategy with Aroon oscillator.
    Respected forum Members Aroon oscillator main moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil kar ke trade open krna hota hy ya phir ham koi aur indicators jo kh moving average based hoty hain unke sath mila kar use kerny sy hi acha indication hasil hoti hai aur ham is per trade open kar lety hain jis sy hamari trade main profit hasil hony ky chances increase ho jate hain lehaza humein pehli yeh pata hona chahiye ky Aroon oscillator ko read kis tarah karna hai aur best trading kay liay indication kis tarah hasil kerny hai ky ham is per trade open kerain aur successful trade ho Aroon oscillator negative ya zero ki taraf sa 100 ki taraf jata ha to ye is baat ka ishara hota ha k price uptrend ma janay wali ha.

    A
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	5
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12541098roon Oscillator kaisy Kaam kerta hy.
    Respected Members Aroon oscillator indicator tareekh ky 25 periods ko istimal karty hoy kaam kerta hy aor ye batata hay kh kitny period high or low thy en 25 periods ma sy. Jb aroon up aroon down sy uper ho to ye bullish behaviour show karta hai or jb aroon down aroon up sy uper hai to ye downward signal show karta hai. Jab dono lines ma cross over hota hai to ye trend change ko show karta hai. Aroon up or aroon down lines 0 sy 100 k darmeyan ma chalti rehti hain. oscillator highs aur lows kay darmeyan main time mahloom karta hai aur strong uptrend ki soorat main ye new high ko show karta hai is kay sath sath ye strong down trend ko new low sy share karta hai.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	2
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12541099
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aroon oscillator use krty hoy trend ko janchna

    INTRODUCTION:

    Assalamu Alaikum dear Forex member kaise hain aap sab log ummid karta hun ki aap sab theek Honge aur forex market Mein Achcha work out kar rahe Honge dear member aapane Hamare Sath bahut acche knowledge share Kiya Hai Forex trading Mein Arun accelerator ke through main bhi aapke sath Iske related Apna knowledge share karta hun jo ki most important Forex trading ka topic hai aur Hamen chahie sabse pahle Hamen technical analysis Karni chahie aur Market ko visit karna chahie tabhi Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain daily basis per...

    WHAT IS AROON OSCILLATOR:

    Dear members for f market Mein yah Kaise indicator hai jo ki market ke trend or commodities ki price chart Mein perform karne ke liye use Kiya Jata Hai iske sath yah train kis strength ko bagair ko bhi karne ke liye use Kiya Jata Hai yah indicator aur long Ke Darmiyan mein time information karta hai jo ki strong friend Ki Surat Mein yah new high ko show karta hai Jab Is Tarah hota hai tab bhi signal provide karta hai isliye isko indicator Kaha jata hai...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-01T165505.484.png
Views:	13
Size:	22.7 کلوبائٹ
ID:	12407361

    TRADING WITH OSCILLATOR:

    Dear members forex market mein yah Kaise accelerator moving every se difference Mein Sel aur bike indication open karne karna hota hai aur FIR Ham isko indicator jabki moving every dust hota hai unke Sath Milkar use karne se hi acchi indication Hasil hoti hai aur ham is per trade open karke lete hain jisse Hamare pet Mein profit hone ki chances increase Ho Jaate Hain To pahle Hamen yah Pata Hona chahie ki is absolute Kis Tarah karna hai best trading ke liye indication Kis Tarah Hasil karni hai Taki Ham isase Achcha profit Hasil kar sake aur positive negative ko ismein show kar sake tabhi Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte hain...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-01T165520.145.png
Views:	3
Size:	26.9 کلوبائٹ
ID:	12407363

    WORKING ON AROON OSCILLATOR:

    dear members for X market Mein yah accelerator indicator tarikh ki 25% ko use karte hue kam karta hai aur date batata hai ki kitne period high aur Laung ki 25 period message Jab Arun up for Arun down se upper ho jata hai to yah police behaviour show Karta Hai To yah downward signature Karta Hai Jab donon line Mein crossover hota hai to yah train change hone ka show karta hai donon line zero se hundred Ke Darmiyan Mein Chalti rahti hain aur Darmiyan mein time information karta hai a strong down trend ko new losses share karta hai...


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-01T165510.654.png
Views:	6
Size:	18.9 کلوبائٹ
ID:	12407362
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Aroon oscillator use krty hoy trend ko janchna

      Aik kamyaab tijarti profession ke liye ahem aur zaroori hain. Tijarti mharton mein tamam awamil shaamil hotay hain jaisay ke rissk managment aur buying and selling fashion forex marketplace ke un aur outs ki aala darjay ki samajh rakhnay walay tajir. Buying and selling mein takneeki aur bunyadi tajzia ki bunyaad par qeemat ki naqal o harkat aur marketplace ke halaat ko janna shaamil hai. Jis tajir ke paas market ka tajzia karne ki behtareen mahaarat hoti hai usay dosray taajiron ke muqablay mein numaya faida haasil hota hai. Tijarat aik wasee maidan hai, aur hamein aalmi iqtisadi sar garmion ka jaiza lainay ki zaroorat hai, is liye maliyati taleem ka hona zaroori hai jo hamari tijarti mharton mein qader ka izafah kar sakay. Mukhtsiran, tijarat ka inhisaar hamari mharton par hota hai, lehaza aik jadeed tijarti mahaarat tayyar karna tijarti career mein tameeri kirdaar ada karta hai. Kamyabi un logon ko millti hai jo apni tarjeehi fehrist mein sab se oopar tijarti mharton ko ta

      Aroon oscillator use krty hoy trend ko janchna


      a aur mashq karna band nah karen. Tajurbah aik bohat bara asasa hai kyunkay aap har cheez ko nazriati tor par nahi samajh satke. Har cheez apna waqt layte hai, jo ke foreign exchange marketplace ka bhi hai. Seekhna is sanat mein aik jari tasawwur hai kyunkay forex marketplace mein har din aik naya din hota hai. Woh tajir jo amal aur mustaqil mizaji par yaqeen rakhtay hain aakhir-kaar kamyaab ho satke hain. Woh log jo sochte hain ke woh kaafi sekhe aur tajurbah kiye baghair tijarat shuru kar den ge inhen kuch tijarti sishnz mein nuqsaan uthana parre ga. Misbet rawayya rakhnay walay tajir hamesha samajte hain ke ziyada tajurbah ka matlab ziyada kamyabi hai. Na ahal zehniat ke haamil tajir baghair tayari ke tijarat shuru kar dete hain aur –apne career ko barbaad kar dete hain. Jo koi bhi forex ko pesha warana pesha banana chahta hai usay seekhna chahiye, tarbiyat haasil karni chahiye aur forex marketplace mein qadam bah qadam barhna chahiye. Yeh zaroori hai aur is ghair mustahkam aur pur kha

      اب آن لائن

      Working...
      X