Asslam O Alaikum!
Dear members, aaj hum bearish Breakaway candlestick k pary mai information share karain gy r knowledge hasil karain gy.
Introduction.
Dear member bears break away candle stick pattern basically ek aisa candlestick pattern hota hai jo aapko market mein bears confirmation deta hai aur aisi confirmation per aap market mein entry lekar maximum profit hasil kar sakte hain Jab aap is candlestick pattern ko study karte hain to ismein aapko iski complete identification aur interpretation ka idea hona chahie Jab aap is candle stick pattern ko focus karte hain to ismein aapko following important points ko focus karna hota hai .
Candle formation.
Bearish break away candlestick pattern basically 5 different candlesticks pet mushtamil hota hai Jab aap is candlestick pattern ko study karte hain to ismein aapko sabse pahle market mein Bullish trend mil raha hota hai aur Market mein aapko regularly basis per completely bullish candles mil rahi hoti hai Jab aap market mein regular Bullish candlesticks ko find out karte hain aur iske bad aapko suddenly ek aisi candle milati hai jo market mein lost 3 candles ko completely cover kar leti hai to use candle stick pattern ko aap market mein bearish break away candlestick ke naam se jante Hain .
Other details.
Bearish breakaway candlestick pattern prices k top main banta hai , jo k ladder top aur concealing baby swallow pattern se melta julta hai , lekin candles ki formation main thora sa difference hai . Iss pattern main panch candles hote hen , jiss main pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai . Pattern ki baad main banne wali teen candles small real body main hoti hai , jo k bearish aur bullish dono tarah se hpti hai . Ye candles pehli candle se above gap main banti hai , lekin small real body ki waja se prices k bullish jane main rukawat dalti hai . Pattern ki akhari candle aik long real body wali bearish candle hoti hai , jo k small candles k baad open ho kar pehli aur dosri candle k darmeyan banne wale gap main close hoti hai .
Trading.
Bearish breakaway candlestick pattern k aghaz main buyers market main bohut ziada strong hote hen , q k pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai . Pattern ki agli teen candles small hone ki waja se prices ko mazeed bullish jane main dushwaree ka samna karna parta hai . Jab k last candle trend reversal ka sabab banti hai . Pattern k akhari candle k baad aik trend confirmation wali bearish candle ki zarorat hoti hai , jo k real body main honi chaheye . Trend confirmation CCI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai , jiss ka value overbought zone main indication hona chaheye . Jab k confirmation candle ka ka trend k mutabiq na banne par ye pattern zaya ho jayega . Pattern ka Stop Loss sab upper point par se two pips above set karen .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим