forex me first month ki trading me bohat km log profit gain krte hen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    ku k shuru me hum jo b kam kartay hain us me hume abhi pehla kam hota hai hum seekh rahay hotay hain is liye kum earning howa karti hoti hai lekin jesay jesay wakat guzarta hai wesay wesay hum us kam me zyada achi tareekay say earn karna shuru kar detay hain or expert ho jaya kartay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      first month forex trading main app ka aik trhan ka traning session hota ha is main ap ko market ki bohat c ups ka down ka pata chalta ha ap ko market watch karny ka pata chalta ha ap k bohat say views cleas hoty hain ias liye first minth ziada profit ka lalach bhi nahin karna chaye ap ko aik smoothly kam karna chaye ta ka ap is main long term kam kar skain is main ap ko khud par patients karny k bary main seekhny chaye
      • #1068 Collapse

        G han ap na theek kaha brother, first month mein bohot se traders ko nuqsan hota ha because un k pas perfect knowledge and experience nahi hota, is liye new traders ko chahiye k wo pehlay demo account mein practice karain, ta'k real trading mein ziyada loss na ho.
        • #1069 Collapse

          I am join the Forex market today and I have no idea about the market behavior. Nay be you are say the right .
          • #1070 Collapse

            bilkul, yaha trading mein ek trader k liye first month bohat important hota ha jis mein wo ya to forex-trading ko chort kr chala jata ha ya phir agr koi trader zyada intelligent ha to wo is kaam mein survive krny ki try krta ha mgr profit earn krna 1st month mein bohat hi mushkil ha.
            • #1071 Collapse

              Recommendations are big set, but I would like to add one more of them. I recommend to all beginners to start trading is not short-term, but at least positionally hold the transaction for several days, and at the same time analyzing the market for the day, and not one time frame less. And you with your little knowledge getting into the meat grinder called scalping and leave out meat.
              • #1072 Collapse

                Yes apne belkul theek kaha hai k forex ki trading main first month main bhot kam trader profit gain karty han is ki ye waja hoti hai wo is forum pe new hoty han or un ko koi experience nahe hota hai is lye wo profit nahe kar skhty han
                 
                • #1073 Collapse

                  Dear brother only forex hi nahi koi b business ho agar ap ka mind children sa hai tu maarket may enter mat ho koi business because marekt is ko nahi deka kart hai k yeh child hai or old trader who only market run ko deka karti hai
                  • #1074 Collapse

                    agar in 1st month mi traders kum log profit hasil kerty hien tu is ka main reason is busines smi risk ka na lina and care ha most person kuke in start is business mi new hoty hien is ly wo over tarding se perhaz kerty hoien jis se un ko is business mi profit bhi kum he hasil hota ha .
                    • #1075 Collapse

                      je main ap ke bat se agre karta hon kah first month main ham sab ko loss hota h kunkah ham log mahnat nahe kar sakte jis ke waja se hamin loss ho jata h .jab ham log as main kam karte hain to hamin knowledge hasel hota h jis ke waja se ham log phir profit hasel karne lag jate hain .lakin main to abhe bhe loss he kar raha hon.kunkah main bohat zyada jald baze karta hon jis ke waja se loss ho jata h.
                      • #1076 Collapse

                        han dear is buiness ko bahut sy loog k ra hay hain lekin bahut mehnat sy ye aik acha buiness hai is ko kisi time bhi kia ja skata hai ye aik acha buiness hai is ko kisi time bhi kia ja skata hai ye aik agood buiness hai
                         
                        • #1077 Collapse

                          Financial Risk Taking

                          Financial Risk Taking: An Introduction to the Psychology of Trading and Behavioral Finance
                          by Mike Elvin
                          In Financial Risk Taking, trader and psychologist Mike Elvin explores the complex relationship between human behaviour patterns and the markets, offer [...]
                           
                          • #1078 Collapse

                            Irrational Exuberance

                            Irrational Exuberance
                            by Robert J. Shiller
                            Irrational Exuberance is more than ever a cogent, chilling, and astonishingly far-seeing analytical work that no one with any money in any market anyw [...]
                             
                            • #1079 Collapse

                              apki bat bilkul theak hai kam koi bhi ho profit and loss to hota he hai har ik cheez ka samna karna chaheya forex ko samj ka chalna wala kamyab ho jata hai jo samjta nahi wo kamyab nahi hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                Agar to aap ney forex ko pehlay seekha aur phir join kia hy to ho sakta hy keh aap huge loss sey bach jayen. Lekan aksar aisa hota hy keh log buhat emotional hotey hain keh kis tarah trading sey acha profit bana lain aur isi jaldi main first investment ko zaya kar detay hain. Lekan us key bad khud hi yeh samjh jatey hain keh yeh aik risky business hy aur zara dekh kar chalo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X