forex me first month ki trading me bohat km log profit gain krte hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    starting kay 1st month main kuinkay ap ko kam ka zyada experience nai hota hay so wo jazbat main aa kar big lot size use karty hain aur jub market opposite chali jaye to margin call ki vaja say in ko loss ho jata hay pehly month main mujhy bhe aisy hi loss hua tha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      g han bilkul aisa he hai forex me log first month main achey se amount profit nahe kar patey us ki waja ye hai k yahan par log bina practice k trading krtey hain aur earning nahe kar patey
       
      • #843 Collapse

        han har monh ap ko jitna knowledge hota jaega ap ka profit bhi barhta jaega aur ap aik acha profit gain kar sakain gey agley months main
        • #844 Collapse

          dear g han app ne bilkul thek kaha hai forex k buisness mein first month mein bohat kam log profit earn kar pate hen aur knowledge aur experience na hone ki waja sey zyada tar log loss kar dete hen is buisness mein
          • #845 Collapse

            G haan brother forex risky business to hai lekin ager hum new trader forex trading start karney say pehly is ko learn karein gain or is mein best analysis ko develop karein gain to phir humein real account par loss nahi hoga or hum acha profit start mein earn kar saktey hain
            • #846 Collapse

              g bhai aysa kam he hota ha dekhain hmain loss us wqat aata ha jab hum trade glt kar rhe hon aur agr hum trade theek krain to aysa bilkul b nhe hota ye ma ne b dekha ha kay aksar new trader jo apni earning start krty hain to un ko 1st mont loss aa jata ha kyu kay unki real trade ki ibtada hoty ha.....
              • #847 Collapse

                i think that forex trading is a good business and you can do this by sitting in your home and this business is a very tricky business and in this business in your first month of trade it is not easy to get profit or you will get little profit in your first week of trade so do not be panic and try to learn the forex as much as you can then you can be able to get the profit and will successful in this business
                • #848 Collapse

                  friends woo iss liye kay jab koe forex trading ko join karta hai tou woo forex tradiing kay barey main knowledge nahi leta bas ajata hai working karnay phr demo account kay through uss ko knowledge milti hai tou woo gain kartay hain iss liye un ko first month profit kaam hota hai.
                  • #849 Collapse

                    Nahi aisa bilkul bhi nahi hai sab days ak jase hoty hai market move karti hai aur hum iss ka advantage lay saky hai ye hamri tarding pr deepend karta hai hum kitna earn kar sakty hain aur kis tarah tarde karty hai. achi tade ho gia cha profit bhi ho ga.
                    • #850 Collapse

                      Han bhaei apne durast kaha he k es karobar min hum weise to profit earn karte hin magar apne previous trading experience min most of the people loss hi leite hin hum jeise jeise apni trading ki taleem min ezafa karte hin to hum es qabil bhi ho jate k buhat hi ziayda profit bhi earn kar sakin. Es lei humin pehle losses se dil bardashata na hon aur lagatar trading karte rahin.
                      • #851 Collapse

                        maine khud bhi forex main start ke 2 ya 3 months kuch bhi earn nahi kiya tha. mujhe kafi time forex ki market ko samajhnay main laga tha. phir uss ke baad maine loss bhi kiya lakin ab mujhe forex ke baray main kafi kuch pata chal gaya hai.
                        • #852 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: emphil پيغام ديکھيے
                          friends woo iss liye kay jab koe forex trading ko join karta hai tou woo forex tradiing kay barey main knowledge nahi leta bas ajata hai working karnay phr demo account kay through uss ko knowledge milti hai tou woo gain kartay hain iss liye un ko first month profit kaam hota hai.
                          ap bilkol theek bol rhy hn jab koi nya forex me ata hn to os ko is k bary me koch zyada ni malom hota hn is lye wo log apna phly noqsan karwa lyety hn is lye in ko pahly malom kar lyna chahy hn
                          • #853 Collapse

                            jee han mere dost shuru may traders buhat kam profit gain karte hain kiunke un ki knowledge aur experience kam hota hay, lekin mehnat karne ke saath saath banday ki knowledge aur experience barh jata hay
                            • #854 Collapse

                              yer is ki waja ha hum ko real trading ka experience tu ni hota ha is se phalay tu ye hi waja ha kam profit ki inforex trading business 1th month me mare dost but next month me profit gain hota ha aur bi zada
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                g forex mein shoro shorro mein trade lagane se tu bht hi loss ka samna hota hai lekin isko karte karte hum bht kuch seekh jaate hain aur phir humein definately profit hota hai so dont take care of loss in forex first time

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X