forex me first month ki trading me bohat km log profit gain krte hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    yeh baat tu thek hai kyo ke jo log new hai unko idea nhn hota hai market ka aur wo trades krne ke baad hi aata hai kisi ko bi, trading kyo ke ek difficult kam hai is lye ap ko starting mein is business ke bohat saare losses bear krne padhte hai jo ke is baat ki cost hai ke ap seekh rahe ho aur ap ki trading improve ho rahi hai time ke sath
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      ji zehri say baat ha phelay month main tu kisi ko bhi profit nahi mitla ha yahan tu logo ko years guzer janay k bad bhi kafi loss hojta ha tu phir humain pehlay month ka loss dekh ker himmat nahi harni chaiye ha aur wasya bhi is main hum apni gultyoun say zyada seekhtay hain
       
      • #288 Collapse

        bhai g jaise k ap janty hain k forex aik risky or difficult business hai es main start main humein loss face krna parta hai jsi sy humein agy brhne main help bhi milti hai humien chahye k hum os loss sy lesson lein or un mistakes ko again again repeat na krein or mujhy start main loss hota tha pr ab kam...
        • #289 Collapse

          I think first time is liye loss karte han q ke un ko first time experiance horaha hota ha aur live trading me first step rakh rahe hote ha un ko chiye ke agr loss se bachna ha to complete practice ke sath live trading kare
          • #290 Collapse

            market ko analyse krty huwy real loss sy bachna he to demo par acha sai strategies plan kre..
             
            • #291 Collapse

              Yes brother aap ney sahi kaha first month men bohat sey log loss kertey hey kyon key wo us ka first experience hota hey for confidence bhi kam hota hey trading kerna ha. Jab himmat and confidence aa jata hey to phir aap is men kamiab hotey hey.
              • #292 Collapse

                jee brother ap ke bat theek hy k forex mn log first mont mn profit nahe le skte mn sajmhta ho shaid is ke wajah un ka is field mn new hona hy jab un ko ex prance ho jata hy tu wo profit gain kar leyte hn
                • #293 Collapse

                  mostly aisa hota hi coz ap is business me newly eneter hoty ho to ap ko is k bary me zaida knowledge nai hoti, is lye bohat se traders shro k month me achi earning nai kr paty or un ko loss b hota hai. because at that time they were in their practice session. so their experience and knowledge will increase day by day
                  • #294 Collapse

                    bhai aap ne bilkul tk kaha is ki waja ye hoti ha k aap ko forex ma experience ni hota aur aap ko market ki samj b nai aati k kis time apni movement change kr degi aur aap ko profit k bjaye loss hona shuru ho jata ha.
                    • #295 Collapse

                      dear me to abhi filhal new hun muje itna to nai pata ke first manth main loss ho jata hai ya nai lakin aesa hota bhi hai to humain har nai mannai chahye ager apko forex ki information hay to mera nai khyal ke apko loss hoga forex aik profact business hai is se buht faida hota hai
                      • #296 Collapse

                        forex main log is waja se k kam profit gain karty hai us ki bari waja experience or knowledge ka na hona trading main sub se bary waja hai q k first month main na tu is kaam ka experience hota hai na us ko karny ka sahi tareqa practice kar k hum gain hasil kar sakty hai
                        • #297 Collapse

                          ji han sach baat hai yeh to forex me tab he log profit gain kar sakte hain ke jab un ko is business ki achi khasi knowledge ho or woh is business me kaam karna jante hon warna loss to lazmi hoga .
                          • #298 Collapse

                            jis ki waja ye hoti he ky wo new hoty jis ki waja se earning tori hoti he aor profit kam ata he mgr koch mah ky bad wo kam theek ho jata he koe bhe kam he start me tora se masla hota he bad me ok result ho jata he trading me pele market ko chalan difficult hota he jb marke hath par char jy to fr koe poblem nae hoti he
                            • #299 Collapse

                              janab forex skon or samaj dare k sath ker na hota he bhot se log us ki knowledge k bina hi tarding ko start kerdety hen jis ki waja se un ko loss ka samna ker na perta he user ko chaye k wo us k bare m achi tarn jane or lat hi sahi per prectice k bina trading na karen
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                wese to mera bhi abhi first month hai forex mien but I must say that first month aap kaam kam or seekh zada rahe hote ho to is me jo b loss or benefit ho ap ko dono k liye pehle se khud ko prepare rkhna chaye...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X