What is Volatility and factors that can affect market Volatility.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Volatility and factors that can affect market Volatility.
    Assalamu Alaikum dear member Jab aap market mein profitable trading karna chahte hain to iske liye aapko market mein different factors ko acchi tarah study karna hota hai kyunki market Kisi time per Kisi bhi factor ki vajah se aapko bahut achcha profit de sakti hai agar aap ko market se associated different factors ki mukmmal learning ka idea hota hai to aap definitely bahut acchi trading kar sakte hain isliye aapko hamesha market mein jyada se jyada trading karne ke liye ek acchi position available ho sakti hai aapko market valatality ka completely idea hona chahie yah ek important factor hota hai iski kuchh important details Main apni post mein shamil karne ja raha hun.

    What is Volatility

    Dear jab market mein aapko ek acchi movement dekhne ko milati hai to isko market voltality kaha jata hai basically market volatility use time per hoti hai Jab market mein different reasons ki vajah se acchi movement reserve ki jaati hai Same time market ki volatility bilkul na hone ke barabar hoti hai agar aap market volatility ko classified karte hain to ismein aapko do different locations available ho sakti hain jinki details yah hai.

    Click image for larger version

Name:	20120825_woc838(1).png
Views:	1
Size:	34.0 کلوبائٹ
ID:	12540847

    High Volatility

    Market mein sometime aapko bahut jyada movement dekhne ko milati hai aisi condition mein ya market bahut jyada upar ja rahi hoti hai aur ya market bahut jyada down ja rahi hoti hai is situation ko aap market mein easily identify kar sakte hain aur iski bahut jyada reasons ho sakti hain jiski vajah se market mein aapko bahut jyada movement milati hai isko aap market mein highest voltality ke naam se jante Hain.

    Zero Volatility

    Sometime aapko Kisi market ke ek specific session mein market mein bilkul movement na hone ke barabar milati hai aisi condition mein market mein kisi bhi kism ka pressure nahin hota jiski vajah se market mein aapko zero volatility milati hai yah aisi situation mein hota hai ki Jab market mein kisi ek specific pair per trader Koi trade nahin kar rahe hote hain Same time aisi condition mein tab bhi possible hota hai Jab market open hoti hai aur ya fir market close hoti hai yah bahut situation aisi situation hoti hai jismein aapko bahut jyada careful hokar rahana hota hai jiski vajah se maximum trader trading nahin kar rahe hote hain aisi condition mein zero find out ho sakti hai.

    Factors Affecting Volatility


    Dear members Jab aap market mein volatility find out karte hain to ismein aapko definittely kuchh important factors hote hain jiski vajah se market volatility effect ho sakti hai isliye aapko kuchh important factors ko find out karna hota hai jinki vajah se market mein aapko acchi walitality available ho sakti hai kuchh important factors ki details main aapse share karne ja raha hun jiski vajah se market waltality effect ho sakti hai.

    1 : Dear members market mein volatility ki sabse badi reason fundamental analysis hote Hain Jab market mein highest volatility wali news aati hai to iski vajah se market volatility maximum Ho jaati hai for example Jab market mein non form payroll jaisi news aati hai ya aisi news jiski wajah se market mein USD bahut jyada effect hota hai for example inflation rate aur unemployment ratio ki data market ko bahut jyada ifect kar sakti hai iski vajah se market mein aapko news volatility available hoti hai.

    2 : Jab market mein bahut jyada trader trading kar rahe hote Hain to aisi condition mein bhi market mein vo litality maximum Ho jaati hai isliye aapko market mein yah carefully focus karna hota hai ki market mein kisi specific session mein bahut jyada trader enter ho rahe hote hain aur iski vajah se market holiday bahut jyada ho sakti hai aur aapko market mein ek achcha profit ho sakta hai.

    3 : Jab aapko market mein vo lateriti milati hai to ismein aapko hamesha bahut jyada advantages available ho sakte hain kyunki Jab aap market mein aapko volatility available hoti hai to ismein aapko bahut fayda ho sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Volatility and factors that can affect market Volatility.

    Assalamu alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek aur khairiyat se hun aur ummid karta hun ki aap bhi mere ko theek karo sahi se honge aaj is thread mein aapko main ek bahut important topic hay vah talati ki importance ke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share karunga vah aapke knowledge aur experience jarur izaafa karegi aur agar aap mere friend per Amal karte hain aur apna jyada se jyada time Yahan per gujarte Hain to aap ek acche trader Ban sakte hain aur bahut sare paise bhi Kama sakte hain

    اب آن لائن

    Working...
    X