Scalping Kiya Hoti hai.
Introduction.
Dear members forex trading mein short term ke liye trade open karna aur close kar lena scalping kahlata hai jis mein hum constructively selling trade bhi open kar sakty hain aur buying opportunity bhi ly sakty hain. Scalping mein specific koi bhe direction select nahin ki jaati hai bulky market key trend ke against bhi trading ki jaati hai. Short-term ke liye instant trade entry li jaati hai aur jab trade profit mein a jaaye to instantly apni trade ko close kar liya jata hai taa k profit hasil kar sakin. Forex trading mein 02 tarah Ki trading terms istemal ki jaati hain, jis mein sy ek ko long term trading kahate hain aur dusri ko short term trading kahate hain aap short term trading ko scalping bhi keh sakty hein aur scalping short term trading hoti hai. Is mein ap thori pips hasil karny ki trading karty hian aur market sy jaldi out ho jaaty hain.
![Click image for larger version
Name: images (9).jpeg
Views: 1
Size: 10.6 کلوبائٹ
ID: 12540809](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12540809&d=1656463592)
Time frame for scalping.
Dear members har trader apni marzi aur apny experience ki bunyad py scalping ky ley apna time frame select krta hai.
To bahot sary traders 1 mint sy 30 minutes aur kuch traders 1 hour tk ki scalping techniques use krty hain. But maximum traders scalping trade krny ky liye 1 se 15 minutes wala time frame istemal krty hain lekin ye best time frames nahi hain scalping krny ky liye aur 15 minutes wala time frame scalping trading ky liye least popular hai aur 1 se 5 minutes waly time frames ko bohat sare log istemal krty hain ye time frame bohat common hai. But scalping mein ap jo bhe time frame use krin, candlestick ki formation aur uski completion ko daikh kr hi trade lein. Taa k ap apni investment ko bhe save rkh sakin.
![Click image for larger version
Name: images (8).jpeg
Views: 2
Size: 9.2 کلوبائٹ
ID: 12540810](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12540810&d=1656463622)
Dear members Scalping trading ke liye agar aapane technical analysis pe focus karna hai to ismein hamain ziada profit mil sakta hai maximum earning ke liye aapko fundamental news time aur support and resistance per trading Karni chahi, pending order use karna chahie jis sy instant profit hamain mil sakta hai scalping trading mein risk bhi maximum hota hai jis mein loss bhi maximum ho sakta hai. Lehaza expert and professional trading members ki guideline ke sath hamain scalping trading karni chahie taa k hum profit hasil kar sakin.
Introduction.
Dear members forex trading mein short term ke liye trade open karna aur close kar lena scalping kahlata hai jis mein hum constructively selling trade bhi open kar sakty hain aur buying opportunity bhi ly sakty hain. Scalping mein specific koi bhe direction select nahin ki jaati hai bulky market key trend ke against bhi trading ki jaati hai. Short-term ke liye instant trade entry li jaati hai aur jab trade profit mein a jaaye to instantly apni trade ko close kar liya jata hai taa k profit hasil kar sakin. Forex trading mein 02 tarah Ki trading terms istemal ki jaati hain, jis mein sy ek ko long term trading kahate hain aur dusri ko short term trading kahate hain aap short term trading ko scalping bhi keh sakty hein aur scalping short term trading hoti hai. Is mein ap thori pips hasil karny ki trading karty hian aur market sy jaldi out ho jaaty hain.
Time frame for scalping.
Dear members har trader apni marzi aur apny experience ki bunyad py scalping ky ley apna time frame select krta hai.
To bahot sary traders 1 mint sy 30 minutes aur kuch traders 1 hour tk ki scalping techniques use krty hain. But maximum traders scalping trade krny ky liye 1 se 15 minutes wala time frame istemal krty hain lekin ye best time frames nahi hain scalping krny ky liye aur 15 minutes wala time frame scalping trading ky liye least popular hai aur 1 se 5 minutes waly time frames ko bohat sare log istemal krty hain ye time frame bohat common hai. But scalping mein ap jo bhe time frame use krin, candlestick ki formation aur uski completion ko daikh kr hi trade lein. Taa k ap apni investment ko bhe save rkh sakin.
Dear members Scalping trading ke liye agar aapane technical analysis pe focus karna hai to ismein hamain ziada profit mil sakta hai maximum earning ke liye aapko fundamental news time aur support and resistance per trading Karni chahi, pending order use karna chahie jis sy instant profit hamain mil sakta hai scalping trading mein risk bhi maximum hota hai jis mein loss bhi maximum ho sakta hai. Lehaza expert and professional trading members ki guideline ke sath hamain scalping trading karni chahie taa k hum profit hasil kar sakin.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим