Stoploss and Take Profit Limit
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stoploss and Take Profit Limit
    Stoploss and Take Profit Limit.

    Introduction.

    Dear members jaisa k ap janty hain k forex trading ik bahot risky aur profitable kaam hai to Forex trading men stop loss aur take profit Limit ko achi trha sy samjhna aur use karne ka tareeqa bohot he important hai kyun k hum har waqt online ya active nahi reh sakte hai isly take*profit*or stop loss humein bohot ziada help karte hai mt4 main stop loss and take*profit*set karna bohat hi easy hai is main koi problem nahee hoti hai aap bari asaani se ye seekh sakte hain aor trading ko easy bana sakte hain stop loss ke 2 methods hain jin ko use ker k hum apna sl our tp set ker sakte hain aik instant ya pending order lagaty waqt our dosra oder lagany k bad bhe laga sakte hain Forex Trading ke liye regular training aur learning karen ge tab he ap achi tarah Forex ko samajh saken ge aur forex se earning kar saken ge.

    Click image for larger version

Name:	download (9).jpeg
Views:	1
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12540785

    Explanation.

    Dear members hum is market k chart ko achi tarha say reads kanray k baad is main entr hotay hain aur jub bhi hamain is main kaam karny ka sahi andaza hota hay to hamaray liye is market main kam karna bhi asan ho jata hay aur hamen is main say tab he kuch eanring ka milna bhi mumkin ho jata hay, is liye better yahi hay k ham is main kaam akrtay hwuay kabhi bhii lalach na karian aur jo bhi ham trades ko pick karian usk sath sath ham sab sya pehlay propper stoplose ka use karian jisk karnay say hamein is makret amin jub bhi loss hoga to wo aik Limit main hoga aur agar ham is makret main kaam kartay hwuay aisa nai akrtay hain aur agar ham is main ziadas sy ziada lalach kartay hain to haamray liye is market main kaam kanra bhi muskil hay aur ham aisa kanray say is main say sirf aik adh baar he kama saktay hain usk bad ham is amin say kabhi bhi kuch khaas hasil nai kar skaty hain jisk liye hamko lose pay lose ota jayega aur ham makret k baray main isi loss ki wajah say kuch bhi nai kama saktay hain is liye hamain yahi behtra hay k ham is makreet amin kaam kartay hwuay isk lose aur earning ko maintain rakhtay hwuay kaam karnay main he haamra faida hay aur hum apny capital ko increase kr skty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	1
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12540786
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stoploss and Take Profit Limit

    Assalamu alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek hun Priya se hun aur ummid karta hun ki aap bhi bilkul aapko main Pakistan fresh trading ke ek bahut important topic ke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share karunga vah aapke knowledge aur experience mein jarur ijaafa karegi

    اب آن لائن

    Working...
    X