Pin bar candlestick r uski types Kia hn??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pin bar candlestick r uski types Kia hn??
    Assalam alaikum dear members!umeed ha aap sb khair khairiat se hn gy or apki trading bahut achi jaa rahi ho ge.
    dear members candlesticks ka trading main bahut important role ha es lye inko smjhna lazmi ha.
    or aj ki post maij hum important candle stick pattern ko study karen gy jo pipe top or pipe bottom pattern ha.

    What is Pipe Top pattern?


    Dear member ye aik bearish reversal pattern ha or ye bullish trend k end main banta ha es k bad market main trend reverse hota ha or market bearish jati ha.

    es lye es pattern main hamen achi sell ki entry mil jati ha.

    How it is formed?


    Dear members es pattern main aik bullish candle estrha close hoti ha k us k opr shadow ni hota ya phr mamoli sa shadow hota ha or opr complete body hoti ha jb k es k bad aik bearish candle banti ha or ye candle bullish candle ki 70% body k equal hoti ha es bearish candle k opar bhi koe shadow n hota ya ohr mamooli shadow hota ha.

    es trha aik bearish or aik bullish candle mil k top bnati hain jsko pipe top kaha jata ha.

    Click image for larger version

Name:	9CB0D700-AF2A-4948-B4F7-21682DA56120.jpeg
Views:	11
Size:	14.4 کلوبائٹ
ID:	12540780


    How to trade it?


    Dear members es pattern main 2nd bearish candle k close hony k bad hum sell ki trade le skty hain or es main hmara stop loss pipe top k opr hota ha jb k profit target next support hoti ha.


    What is Pipe Bottom Pattern?


    dear member ye aik bullish reversal pattern ha or ye bearish trend k end main banta ha. Es main phly aik beaus candle estraha ki close hoti ha k us k nechy shadow ya to blkul n hota ya bht mamoli hota ha or es k bad next candle bullish banti ha or es k nechy bhi shadow na hony k brabr hota ha.

    es trha 2 bearish or bullis candles ml k bottom bnati hain jsko pipe bottom kaha jata ha.

    Click image for larger version

Name:	99B51FD0-E377-4DB2-982E-250882326072.jpeg
Views:	11
Size:	29.9 کلوبائٹ
ID:	12540781

    How to trade it?

    Dear members 2nd bearish candle k close hony k bad es main hum buy ki trade lety hain or hmara stop loss pipe bottom sw nechy hota ha jb k profit target next resistance tk hota ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pin bar candlestick r uski types Kia hn??

    Pin Bar


    Forex trading me aksar aik long tail k sath short body ki candle stick pattern banti hai, jo k doji candle stick se mukhtalif hoti hai, q k doji candle sticks me body banti hi nahi hai aur is me short body hoti hai. Pin bar ki aik long tail is baat ka ishara karti hai k ab yahan se price reject ho gaye hai. Is waja se wo dosre(reversal) semat me apne trend ko continue karti hai. Is me trend ki semat (reversal) change nahi hoti hai bulke jo candle stick pin bar banti hai us k tail ki reversal trend shoro hoti hai. Forex trading me pin bar candle stick patrren ko hammer candle stick pattern bhi kaha jata hai. Pin bar candle stick pattern ko bullish aur bearish pin bar candle sticks pattern se zahir kia jata hai. Jab k hammer candle sticks ko hammer aur invert hammer candle sticks pattern se zahi kia jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (164).png
Views:	30
Size:	16.8 کلوبائٹ
ID:	12407788

    Pin bar bullish


    Pin bar bullish candle sticks pattern me nechay (bearish side) pe aik lambi tail ban jati hai jo ye zahir karti hai k yahan se bearish movement ko reject kia gaya. Aur baad me candle stick bullish trend pe move karna shoro kar deti hai. To ye pin bar bullish candle stick patrren kehlata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (165).png
Views:	5
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12407789

    Pin bar bearish


    Pin bar bearish candle stick pattern me pin bar candle ki tail bullish side pe lambi hoti hai, jo k bullish side ko reject area ko show karti hai. Jab k candle wapis bearish side pe movement shoro karti hai. Pin bar ki bearish candle pattern pin bar bullish candle pattern se bulkul oposite hoti hai.


    Pin bar aur doji candle stick pattern me faraq

    Pin bar aur doji candle sticks pattren me ye faraq hai k oin bar candle sticks pattern ki wazih body hoti hai, aur is me candle ki opening aur closing price same nahi hoti hai. Jab k doji candle sticks pattern me candle ki opening aur closing point aik hi hota hai. Aur us me candle ki body bulkul bhi nahi hoti hai aur wo just aik plus k nishan ki tarh hi nazar ati hai. Jab k pin bar candle sticks pattern me candle hammer ki manend nazar ati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (84).jpeg
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12407790
    • #3 Collapse

      Re: Pin bar candlestick r uski types Kia hn??

      Candlestick Pattern plan panch (ya uss se ziada) candles standard mushtamil aik negative example reversal plan hai, jiss ki pehli light aik long authentic body wali bullish fire hoti hai. Ye light costs k vertical side ki teezi ko zahir karti hai. Plan ki dosri fire bhi bullish candle hoti hai, lekin ye aik minimal veritable body wali light hoti hai, jo k pehli flame k se above banti hai. Plan ki dosri aur teesri candles minimal veritable body wali negative candles hoti hai, jo open aur close same dosri minimal negative fire k sath top standard hoti hai. Plan ki akhari candle bhi same negative hoti hai, lekin ye fire aik long real body wali negative light hoti hai, little candles ki nisbat lower standard close hoti hai....
      Candles Formation,
      Tower Top Candlestick Pattern k leye market me pehle se bullish model ka ya exorbitant expense area me hona zarori hai.Tower Top C
      • #4 Collapse

        Re: Pin bar candlestick r uski types Kia hn??

        forex trading k rleeted kafi strong learning share ki hian apne forex trading main agar learning k sath kaaam hota hain tu achi earning k chances hote hain forex trading main learning ko strong karna parta hain agar ek traders k pas learning strong hoti hain tu best earning ki jah skti hain jo b trades forex trading main aate hain tu forex trading main big loss kar dete hain qk loss ki wahi waja hoti han k analysis nhe kiya jata hain forex trading main learning ko strong kare best learning kare analysis kare jaaab tak analysis nhe hain tu forex trading main kamyabi kabi b nhe hain forex trading main pratice kare hard work k sath kaam kare regular learning kare best earning mil stki hian jisne learning k bina kaaam kiya hain wahi big loss kar dete hain loss ko reocer karna hain tu forex trading main b pratice karna parta hain


        How to find pinbar in forex trading market and how to analysis tha market:


        forex trading main learning ka good hona must hota hain joinse learning ko strong kar k kaam kiya wahi traders forex trading main aasani say kamyab ho skte hain forex trading main pratice kare agar ek kamyab traders banna hain tu forex trading main learning ko incresss kare jaaab tak learning strong nhe hoti hain tu koi b chancs nhe hote hain k forex trading main kamyabi mil jygi forex ek high risk wala kaam hain jis main learning ko storng karna parta hain hard work k sath kaaam karna parta hain forex trading main pratice hain tu earning hain jisne learning nhe ki vo kabi b kmayabi nhe pah skte hain forex trading ka busniess forex trading main learning k bina kabi b nhe ho skta hain forex trading main regular pratice karna must hota hai hard work karna must hota hain
        Gullalai
        • #5 Collapse

          Re: Pin bar candlestick r uski types Kia hn??

          Pin Bars


          These candlesticks are often ko aksar hathoray aur shooting setaaray kaha jata hai. aap aksar inhen bazaar ke jhoolon ke oopar aur neechay se bahar nikaltay hue dekhen ge .sab se ziyada taaqatwar signal jo market bhejta hai woh hai jab qeemat previous peak or trough ( support ya muzahmat ki satah ) tak pahonch jati hai aur phir pan baar lagati hai ." pan baar" mom batii ki shakal ko bayan karta hai, yeh is terhan ki pan ki terhan lagta hai jo aap ko notice bordz mein milta hai. angothay aur shahadat ki ungli ke darmiyan pan ko pakarney ke liye kaafi jism aur kaafi taakay yeh board mein sarayat kar sakay. dam hai aur is ki baaz auqaat bohat choti naak hoti hai .agar candle stuck pan ki terhan nazar nahi aati hai to yeh pan baar nahi hai, yeh shayad aik waqfa ya tasalsul ki barhti hui waardaat hai ( pichli harkat ka tasalsul ) .ziyada tar mom batian kisi nah kisi terhan ki harkat aur kisi qisam ka rdd dukhati hain. agar candle stuck choti hai to is ki taraf ishara sirf akkaasi ke liye aik waqfa hai. pan salakhon ko wazeh tor par mustard kya gaya hai. woh tehreek dikhata hain aur woh mustard karte hain. mustard is waqt hota hai jab khredar baichnay walay par qaboo paate hain ya makhsoos time frame ke douran dosray tareeqay se .

          Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	10
Size:	64.7 کلوبائٹ
ID:	12407846

          Example for using Pin Bars



          phir agli muddat ( nai candle stuck baar ) par market sirf farokht knndgan ke liye ziyada taizi se qeemat wapas karne par majboor hoti hai. candle stick –apne oopar se nisf neechay qeemat ke sath band ho jati hai. yeh aik pan baar hai. is se zahir hota hai ke kharidaron ka control tha lekin intehai qeemat ko mustard kar diya gaya aur baichnay walon ke dobarah kuch zameen haasil karne ke sath baar khatam ho gaya .–apne chart par baen taraf aik fori nazar dalain. kya market pehlay is satah par palat gayi hai? aksar aap dekhen ge ke is mein hai, ya kam az kam yeh ke pehlay is satah par kuch muzahmat ( aik tawaquf ) thi .agar yeh maamla hai to yeh ishara day sakta hai ke market neechay jane wali hai. yeh mumkina tor par aik acha tijarti signal hai. hum dosray awamil se tasdeeq talaash karen ge aur agar hamein woh mil jayen to hum usay tijarat ke liye signal ke tor par le satke hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Pin bar candlestick r uski types Kia hn??

            forex trading main har person achi tara forex trading main kaaam karrahy hain forex trading main achi tara learning kar rahy hain forex trading ko samjhna parta hain forex trading main best learning karna parta hain forex trading ka busniess karne k liye forex trading main regular pratice kare demo account main hard work k sath kaam kare demo account main learning ko icnress kare forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain forex trading main learning ko incress kare hard work kare forex ek best learning karne wala busniess hain

            اب آن لائن

            Working...
            X