What is Hammer Candlestick Pattern in Forex Trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Hammer Candlestick Pattern in Forex Trading...
    Assalamu Alaikum dear member I hope of sub khairiyat se Honge aur farish market Mein acchi earning kar rahe Honge Jab aap ismein apna work kar rahe hote hain to aapko hard work ki jarurat hoti hai agar aap ismein Mani management and rules regulation ko follow karke kam karte hain to aapko Achcha result Milta hai aapko Hamesha Koshish Karna Hogi ki aap is market Mein acchi strategies ke sath kam Karen agar aap demo account per Apna experience Hasil kar lete hain aur apni learning ko perfect banaa Lete Hain To aap is market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain main aaj aapko bahut hi acchi information dene ja raha hun jo aapki trading Ho successful banaa sakti hai to Mera topic Hai hammer candlestick pattern kya hai Ham is per Kaise kam Karke Achcha profit banaa sakte hain....

    What is Hammer Candlestick Pattern:

    Dear member forex market Mein Jab Ham kam kar rahe hote hain to usmein hammer candle use time Banti Hai Jab security open hone ke bad numaya Taur per down Chali Jaati Hai Lekin din ke ektatam per price Bole Ho Jaati Hai is process mein aane wali candles tax Ek lambi down ke sath banate Hue Dikhai Deti Hai candlesticks agar bear stand yalo price area Mein banta hai to isko hammer candlesticks Kahate Hain Jo Ke Bole candles ki Yad rakhti hai aur police friend reversal Kabab hi banti hai hammer candles ka talluk ambrella family se hai jismein candles ki up side per Sambhal real body Hoti Hai Jab Ke Lohar per Ek long Shadow hota hai candles ke real body ke upper side per Shadow ka Nahin Hona chahie lekin small acceptable hai...

    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-06-28T160510.263.jpeg
Views:	51
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12540738

    Identification Of Hammer Candlestick:

    Dear member hammer Candice Ek single candle pattern Hai Jiske pattern price area mein jyada famous hota hai yah candle baaki umbrella aur inverse ambrella candles Ki Tarah trend reversal ka Sabha banta hai price Mein candles ki permission aapko mil rahi hoti hain..

    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-06-28T160517.553.jpeg
Views:	27
Size:	30.1 کلوبائٹ
ID:	12540739

    Hammer candles ke liye price ka lower bottom jabe Re stand Hona important hai candles ki real body Sambhal honi chahie Jiska open aur close sem Nahin Hona chahie candles ke lower side per Ek long Shadow Hona chahie candles ke Shadow real ke mukabale mein double size Mein Hota Hai candles ki real body black ya white donon ho sakti hai lekin Agar green ho to Jyada behtar hai...

    Trading With Hammer Candlestick Pattern:

    Dear member forex market Mein hammer candles ke price ke bottom par buyer jor se ladke psychology ki vajah se Banti Hai Jab Bhi sailors price ko Veeresh push Karti Hai Lekin use time BIOS bhi market Mein Active hokar price ko Majid down Nahin Jaane dete to use time yah candles banti hai price ka bottom hone ki vajah se price trend reversal Mein change Ho Jaati Hai price Ek Saman real body wali candle Hoti Hai Jiska lower side per Ek long real body Hoti Hai Jab Ke stop loss pattern ke lower side per set..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-28T160524.250.png
Views:	14
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12540740

    Hammer candle single pattern candle judges ka lower side per Ek long real body Hoti Hai Jab Ke candles ki real body Shadow ke mukabale mein bahut Sambhal Hoti Hai candles ki real body ka open aur close same price per Nahin Hona chahie jabki real body Kuchh Kisi bhi color mein ho sakti hai lekin Agar yah candle lower price per Bole Shiv banti hai to yah pattern Se Jyada musabat rakhti Hai candles ka Apar side per Shadow Nahin Hona chahie but Chhota Sa Sawal Hai hammer candles ki volume mostally Pichhle do candle Se Jyada Hota Hai..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Hammer Candlestick Pattern in Forex Trading...

    Hammer Candle


    Introduction

    Hammer aik trend reversal candlestick pattern hai, jo umoman prices ko uptrend main badalta hai, aur ye prices k bottom par ya bearish trend k baad paya jata hai. Hammer candle aik strong bullish trend reversal candle hai. Candle ki real body bohut small hoti hai, jo k umoman candle ki shadow k muqabele main adhi hoti hai, yani shadow bohut ziada lengthi hota hai. Ye candle upper side par shadow nahi rakhti hai, lekin bohut small si wick mumkin hai, jo k candle ki formation par ziada asar andaz nahi hoti hai. Hammer candle ki real body ka open aur close same nahi hona chaheye, take ye candle dekhne main dragonfly doji candle s3 mukhtalif dekhaye den. Hammer candlestick aik long lower tail k sath short body ki candle stick pattern banti hai. Candle ki open aur close price aik dosre k qareeb hone chaheye. Ye candle dekhne main doji candles ki tarah lagti hai, lekin doji candlestick se mukhtalif hoti hai, q k doji candlesticks me body banti hi nahi hai aur is me short body hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (325).png
Views:	65
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12411455

    Candle ki Pehchan k Rules
    1. Hammer candle k leye prices ka lower, bottom ya bearish trend hona zarori hai, ye candle aik bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai.
    2. Candle ki real body small honi chaheye, jis ka open aur close same nahi hona chaheye.
    3. Candle k lower side par aik long shadow honi chaheye.
    4. Candle ki shadow real body k muqabele main double size main ya uss se ziada hona hai.
    5. Candle ki real body black ya white dono ho sakti hai, lekin agar green ho to ziada behtar hai.


    Click image for larger version

Name:	images (326).png
Views:	5
Size:	2.2 کلوبائٹ
ID:	12411457

    Pattern ki Tafseel


    Hammer candle single pattern candle hai, jiss ka lower side par aik long real body hoti hai, jab k candle ki real body shadow k muqabele main bohut small hoti hai. Candle ki real body ka open aur close same price par nahi hona chaheye, jab k real body kisi bhi color main ho sakti hai, lekinagar ye candle lower prices par bullish banti hai to ye pattern se ziada mushabehat rakhti hai. Candle ka upper side par shadow nahi hona chaheye, lekin chota sa small wick acceptable hai. Hammer candle ki volume aksar pechle do candles se ziada hota hai. Hammer candlestick price chart par aksar bottom ya top prices par nazar ati hai aur aksar issi position prices reversal ho jati hai. Ye candle aik spike ki sorat main nazar ati hai, jab bhi kisi strong news ki waja se prices teezi k sath downward fall karne k baad wapis apne upper open price k qareeb ja kar close hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (327).png
Views:	2
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12411456

    Pattern par Trading


    Hammer candle k prices k bottom par buyers aur sellers k psychology ki waja se banti hai. Jab bhi sellers prices ko bearish push karti hai, lekin usi time buyers bhi market main active ho kar prices ko mazeed nechay nahi jane deti haito us waqat ye candle banti hai. Prices ka bottom hone ki waja se prices trend reversal main badal jati hai. Prices aik small real body wali candle hoti hai, jis ka lower side par aik long real body hoti hai, jab k stop loss pattern k lower side par set karen. Hammer candle prices k bottom main ziada bearish pressure parne par banti hai, jiss se aik small real body ki candle k lower side par aik lamba saya hota hai, jo k candle k real body se taqreeban dugna ya uss se bhi ziada banta hai. Ye candle aik strong bullish signal genrate karti hai, jiss par confirmation k baad buy ki entry ki ja sakti hai. Confirmation candle ka bullish real body main hona zarori hai, jab k bearish candle banne se ye candle invalid ho jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (324).png
Views:	41
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12411453
    منسلک شدہ فائلیں
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is Hammer Candlestick Pattern in Forex Trading...

      WHAT IS A HAMMER CANDLESTICK PATTERN :





      Hammer candlestick pattern market ka chart ma tab banta ha jab market ke price decline ho rahe ho yani jab market ke price lagatar fall ho rahe ho to ya pattern huma dakhna ko milta ha is pattern ma small real body hote ha candle ke q ka is ke small real body hote ha to is pattern ke jo opening or closing price hote ha wo ak dosra ka near jota ha or is candle ka top ma koi shadow ni hota or is ka lower ma ak long shadow hota ha jo ka is pattern ke real body sa twice hota ha. Ya hammer pattern ke candle tab bante ha jab market open hote ha to is ma sellers market ke price ko low ma push kar ka market ko low ma la kar jata ha or is ma buyers absorb karta ha selling ka pressure ko or market ko buy ke traf push karta ha or ak long shadow banat hua market ko close kardata ha up ma opening price ka near ma. Is pattern ke candle ke closing price opening price ka above ma ya phir below ma close ho ge magar ya closing or opening point near ho ga. Ya hammer candlestick pattern signal data ha market ka reversal ka is ma market downtrend sa reverse hote ha or uptrend ke traf jate ha.





      UNDERSTANDING HAMMER CANDLESTICK PATTERN :





      Ya pattern market ka chart ma tab banta ha jab market ke price downtrend ke traf ja rahe ho or market jab downtrend ka bottom ma punch jate ha to ya hammer pattern market ka downtrend ka bottom ma banta ha or ya market ka reversal ka signal data ha is pattern ma market bearish sa reversal ho kar bullish ke traf jate ha. Ya hammer candle market ka chart ma dakhna ma hammer ke trha sa hote ha is candle ke shape market ka chart ma "T" shape ka hota ha. Is Hammer Candlestick Pattern ke conformation karna bahot zarori ha q ka ya pattern ak candle sa banta ha or is liys is ke conformation karna bahit he zaroori jota ha. Is pattern ke jo candle hote jlha os ka jo lower shadow hota ha wo market ma support level ko tuch kar raha hota ha jo ka market ak strong reversal ka strength ka batate ha. Is pattern ke conformation ka liya traders is pattern ke next candle ko dakhta ha agar is pattern ka bad jo candle bante ha wo bullish ke hote ha to pattern ke conformation ho jate ha ka market na uptrend ke traf jana ha or jab is Hammer candle ka bad agr next candle bearish ma jate ha to is ma reversal ke conformation ni hote.





      TRADING WITH HAMMER CANDLESTICK PATTERN :





      Is pattern ma traders ko bullish ka signal milta ha ya signal traders ko market ma downtrend ka bottom ma dakhna ko milta ha. Is pattern ma sirf ak he candle bante ha jo market ka reversal ka batate ha or ya pattern traders ko kai dafa rong signal bhi da data ha q ka ya pattern ak candle sa bana hota ha is ko samajna easy ni hota is pattern ma traders is ka signal ko confirm karna ka liya is pattern ka sath different technical indecators ko use kara ga jo is pattern ma reversal ke trade ko enter karna ma madad kara ga is ma traders support level, pivot point, or oversold condition jasa indecator ko dakha ga jo market ka reversal ka signal data ha.

      ENTRY :
      Hammer candlestick pattern ma traders buy ke trade ko enter kara ga q ka is pattern ma market bearish sa bullish ke traf reversal ho ge or ya buy ke tradebis pattern ke hammer candle ka top point sa enter ke jay ge or ya ak long term term trade ho ge or kuch traders is pattern ke conformation ka bad is ma buy ke trade ko enter kara ga jab is ke conformation ho jay ge to jo is pattern ka bad next candle banay ge is ka top sa buy ke trade ko enter kara ga.

      STOP LOSS :
      Is pattern ma stop loss ko traders is pattern ke candle ka low point par rakha ga or ya low point is pattern ka lower shadow ka low par ho ga.

      اب آن لائن

      Working...
      X