Channel Formation Details and Channel linnes Introduction.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Channel Formation Details and Channel linnes Introduction.
    Channel Formation Details and Channel linnes Introduction.

    Dear member Aslam o alikum!
    I hope ap sab thk hon gay, or acha kam kar rahy hon gay.Dear Agar Ham market me successful trading karna chahte hain to ismein humko fundamental analysis ki bahut jyada jarurat hoti Hai. Forex trading market Mein technical analysis ko complete karne ke sath sath fundamental analysis per bahut jyada tawajjha dene ki jarurat hoti Hai. Agar aap fundamental analysis ko ignore karte Hain to aap successful trader nahin Ban sakte hain aur aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai. Fundamental analysis ki vajah se market mein bahut jyada movement hoti hai aur ismein aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai.Forex trading man trader currency pairs aur commodities ki price movements ko smajhna k liye price chart ko read kerta ha, q k price chart patterns man changes, momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta ha. Chart Patterns currency pairs aur commodities k price chart man market price ki movement ko track kerna k liye use hona wala most important technical tool han.ya 3 candle sa mil kar banta ha ,isma pahli candle long bullish candle stick hoti ha ,ya kahe ka lambi tezi ki candle hoti ha ,dusri candle long bullish candle stick hoti ha ha green color ki hoti ha or 3rd candle bhi small bullish candle stick hoti ha yaha choti tezi ki candle hoti ha.Linear Regression channel three lines par mabni aik technical indicator hota hay, jo existing trend ki upper aur lower limit ko analyze karta ha, ye aik statistical tool ha jo past data sa future moments ko predict karta ha, ye prices kay over extended honay ko janchta ha, ye channel price volatility ki base par potential buy aur sell signals ki information daita hai.

    Click image for larger version

Name:	price chal5.jpg
Views:	2
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12540685

    CHANNEL KY THREE PARTS HOTY HAIN:

    1. LINEAR REGRESSION LINE
    2. UPPER CHANNEL LINE
    3. LOWER CHANNEL LINE

    LINEAR REGRESSION LINE :

    ye aik straight line hoti hay jo prices kay start points sa lay kar end point tak construct ki jati hay, ye line trend ki direction kay baray ma information show karti ha, jab prices is line kay above ya below deviate karti hain to bullish ya bearish signal miltay hain, jab prices linearvregression line kay below ati hain to bullish aur jab above jati hain to bearish signal miltay hain,

    Click image for larger version

Name:	price chal5.jpg
Views:	2
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12540685

    UPPER AND LOWER CHANNEL LINE:

    upper aur lower channel line linear regression line kay parallel move karti hain aur normaly one ya two standard deviations is kay above aur below hoti hain, ye lines trend kay top aur bottom ko mark karti hain, 1 standard deviation ka matlab ye hota hay kay 68% price moments upper aur lower channel lines kay darmian hoti ha aur jab prices in line ko break karti hain to buy ya sell kay signal miltay hain.

    Click image for larger version

Name:	price 7.png
Views:	3
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12540686

    TYPES OF LINEAR REGRESSION CHANNELS:


    is channel ki two basic types hoti hain, jo trend ki direction par depend karti hain,

    1. BULLISH LINEAR REGRESSION CHANNEL:

    2. BEARISH LINEAR REGRESSION CHANNEL:

    Bullish linear regression channel market main bullish trend ko indicate karta ha, is main prices increase hoti hain aur linear regression channel ki slope positive rehti ha, jab kay bearish linear regression channel bearish trend ka signal daita ha, is ma prices decrease ho rahi hoti hain aur regression channel ki slope negative hoti ha,

    DRAWING OF LINEAR REGRESSION CHANNEL:

    Dear member channel ko draw karnay kay liay hmain trend ki beginning ko select karna hota ha aur indicator ko stretch kar kay trend kay dusray point tak lay jatay hain, channel ki three lines trend kay top ya bottom kay hisab sa self adjust ho jati hain.

    HOW TO PROFITABLY TRADE USING REGRESSION CHANNEL:

    Dear member Ager ham linear regression channels ki help say profitable trading karna chahty hain to phir hamain Bollinger band aur ADX ko bhi sath use karna hoga. Yani jab regression line lower line kay as pas ho to yeh buy ka signal daita hay, jab keh yehi signal bollinger band per lower band ko touch hony say aur ADX ki range below 20 per milta hay. Isi tarah sell ka signal linear regression line kay upper line kay as pas hony say jab keh BB main upper band say touch hony aur ADX below 20 main trading kar raha ho.

    CHART IN ANALYSIS:

    Dear member market main ap ko diffrent factor par study kr k achi tara judgement karna hai. ta k ap successfull trading krain, jab ap analysis karty hain to ap ko bhot zyada advantage available hoty hain.ap ko humesh khoshish krna ho gi k candlestick pattern ko achi tara study krain. ager achhay real chart mein faling window ko identify karnay mein moshkel hote hey laken medan mein kadam rakhnay say pehlay apni salaheton ko action mein lanay say ki moshkell nahe hote hey opar de gai example mein ap asan red arrows ka sahara lein apnay tor par falling window ko talash karen,Dear members, Nechy diy gay chart me ap clearly round bottom chart pattern ko daikh sakty hain. Agr ap is pattern ki clear understanding lay laity hain to ap ko trade krny main buht asani hogi.Forex trading ki agr bat ki jaye to es ma linear regression kay tor par time or place ko use kiya jata hai. Kisi bi time period ma daye gaye data ko observe karny sy ham future performance ko find kar sakty hain. Linear bhot zayada effective tb hoti hai jb trader es ko trend ma use karty hain. Serf yaha par he linear regression indicator stop ni ho jaty. Wo zayada tar asy channels form karty hain jis sy market kay support or resistance levels ko find kiya ja sakta hai. Wo ye sb probability theory ki base par karty hain.

    Click image for larger version

Name:	price8.png
Views:	1
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12540687
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Channel Formation Details and Channel linnes Introduction.

    Channel Chart Pattern – Formation
    channel chart patteren do linon ka majmoa hai jis ke nateejay mein tasalsul ka namona hota hai .
    qeemat ke chart par kheinchain jane par, yeh do linen, jo aik dosray ke matawazi hain, aik channel se millti jalti hain .
    channel ki nichli line support line ke tor par kaam karti hai, jabkay channel ki oopri line channel ki muzahmati line ke tor par kaam karti hai .
    jab koi channel oopar ki simt mein barhta hai, to usay taizi se chalne wala channel kaha jata hai. jab yeh neechay ki taraf barhta hai to usay bearish channel kaha jata hai .
    What is Channel Chart Pattern?
    channel chart patteren bananay ke liye do matawazi linen jo support aur muzahmat ke zone ke tor par kaam karti hain shaamil ki jati hain .
    oonchai ki aik taar muzahmat ya oopri trained line se jari hui hai .
    support ya lower trained line ke zariye neechay ki aik taar jor di jati hai .
    channel chart patteren ki takhleeq zail mein dekhaya gaya hai :




    Types of Channels:

    Bullish Channel Pattern:
    taizi ki dhalwan ke sath tasalsul ka namona taizi ke channel ke tor par jana jata hai .
    agar qeematein oopri channel line se toot jati hain to pichla misbet rujhan jari rahay ga .
    doosri taraf, tajir apni lambi position ko kam kar satke hain aur apni mukhtasir position ko barha satke hain agar qeematein nichli channel line ko toar deti hain .
    taham, tajir is waqt mukammal tor par mukhtasir honay ke bajaye wapsi ka intzaar kar satke hain .
    Bearish Channel Pattern:


    neechay ki taraf dhalwan ke sath tasalsul ka namona bearish channel ke naam se jana jata hai .
    agar qeematein nichli channel line se toot jati hain to pichla mandi ka rujhan jari rahay ga .
    doosri taraf, agar qeematein oopri channel line ko toar deti hain to tajir apni mukhtasir pozishnon ko khatam kar satke hain aur lambi position banana shuru kar satke hain .


    Horizontal Channel Pattern:
    jab qeemat mustahkam ho rahi ho ya agay barh rahi ho, to yeh patteren bhi ban sakta hai .
    is soorat mein, channel patteren sirf himayat aur muzahmat ke shobo ko ujagar karne ka kaam kartati
    Trading with Channel Chart Pattern:

    jab k yeh sthon mein se kisi aik ko nahi torta, tajir himayat aur muzahmat ki do sthon ke darmiyan tijarat karne ke liye aik khaas security ki tawaqqa karte hain .
    taajiron ko break ki simt mein fori iqdaam ke liye tayari karni chahiye .
    channels bunyadi tor par rujhan ko wazeh tor par zahir karne ke ilawa muawnat aur muzahmat ke ahem ilaqon ki nishandahi karne ke liye istemaal kiye jatay hain .

    اب آن لائن

    Working...
    X