Sentiment indicator in fore x trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sentiment indicator in fore x trading
    AOA
    INTRODUCTION

    Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap khairiyat se honge aur forex trading mein acchi trade karte hue achcha profit hasil kar rahe honge aaj main aapke sath fundamental integrator sentiment ke bare mein Apne knowledge ko share karna chahta hun ki yah indicator kaise kam karte hain aur ham kaise isko apne liye fayda man banaa sakte hain integrated bahut se tool hai lekin sentiment integrator hamen market ke information uski resistance suppott level yah hamen aasani ke sath Bata deta hai aur ham Apne trade iske mutabik lagate Hain To chalte Hain Ham Apne topic sentiment indicator per aur discuss karte hain aur ek dusre ko samjhane ki koshish karte hain Taki hamara ek dusre ko knowledge improve hota Hai

    EXPLANATION

    technical analyse market ka trend or support resistance ki maloomat dete Hain jab ke fundamental market ke bare mein ek broad view dete Hain sentiment indicator ek fundamental tool hai jo ke forex market mein traders ko extreme condition ke bare mein alert karta Hai jaise ki price reversal ya integrated technical analys ke sath istemal ho sakte hain aur behtar result hasil kar sakte hain sentiment indicator bahut se available hai aur inmein se agar do ya teen (2,3)ko istemal kiya jaaye to behtar result milte Hain
    Click image for larger version

Name:	integrating-r-hadoop-text-mining-sentiment-analysis-17-320.jpg
Views:	1
Size:	13.4 کلوبائٹ
ID:	12540660

    HOW TO WORK SENTIMENT INTEGRATE


    Sentiment integrator hamen graph ya oscillator ki shakal mein data batate Hain ki kitne traders ne market mein kon si position li Hui Hai jaisa ki agar market mein 100 traders hain aur ek currency pair per 60 traders ne Buy Kiya hua Hai aur 40 ne sell ko sentiment indicator 60% buy show karega aur jaise jaise price upar jaati jayegi buy ke traders increase hote jaenge aur sentiment ki percentage badhati jayegi ab jaise ke main aapko ek image image bhe shere karta hn Taki aap aasani ke sath samajh jaen blue line red ko cross Karke upar jayegi to matlab hai ki market mein buyers ki percentage badhegi

    Click image for larger version

Name:	piponomics-111005-vix.eurjpy.png
Views:	1
Size:	45.0 کلوبائٹ
ID:	12540666


    TRADING PROCESS


    Sentiment integrators exact buy ya sell ka signal Nahin dete yah hamen market ki extreme levels aur price reversal ke bare mein batate hain jaisa ki aap trend mein jab buy ke percentage 70%to 80% ho ye uptrend ki peak hota hai aur jab iske bad market thoda niche aati Hai To jyada traders is time sell karte Hain Is Tarah trend reversal hota hai aur ise extreme level ke bare mein sentiment hamen batate Hain jab sentiment hamen extreme level ka Bata de to uske bad price action se confirmation kar lena chahie

    Click image for larger version

Name:	intermarket-analysis.gif
Views:	1
Size:	24.8 کلوبائٹ
ID:	12540667
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sentiment indicator in fore x trading

    Assalamu Alaikum friends kya haal hai aapke ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge Aaj sentimen indicator per baat karna chahti hun yah technical analys market ka trend aur support resistance ki maloomat Dete Hain jabki fundamental market ke bare mein ek board bhi vah Deta Hai sentiment indicator Ek fundamental tool hai jo ke forex market Mein traders ko explain condition ke bare mein alert karta hai aur Behtar result Hasil karne ke liye sentiment indicator bahut sev Hai available hai aur ine mein se Agar Do Ya Teen ko istemal kiya jaaye to Behtar result Milta Hai yah Hamen market ki exchange values aur price reversal ke bare mein batata hai Jiska ki aap friend Mein percentage 70% 28% ho yah aap attend ki ek hota hai aur jab Iske bad market thoda niche Aati Hai To yah Jyada trader is time Sel ki trade open Karte Hain

    اب آن لائن

    Working...
    X