What is scalping trading in fore x market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is scalping trading in fore x market
    AOA
    INTRODUCTION
    Friends kya haal hai aapki ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge aur forex chatting mein hard work karte hue achcha kam kar rahe honge forex trading market mein kam karne ke liye jaruri hai ki hamare pass forex trading ke bare mein knowledge ho experience ho knowledge hasil karne ke liye so use kiye jaate Hain aur news aur different countries ka data use Kiya jata Hai kyunki yah chij Hai market per effective hoti hain isliye knowledge ke information news aur date vagaira ko bhi collect karna hota Hai iske bad aapane karna jaruri hai to aapko use market ka trend maloom hota hai aur uske alava aapke pass data aur news ke release Singh ka time hi maujud hota Hai jab aap tamam chijen timing ke liye hath se puri karte hain to ismein aapko acche se open karne ke chances jyada milte Hain To aap achcha profit hasin karte Hain aaj topic ka selecting hai kaise kiya jata hai aur iske kya fayde
    Hai aur aap shital happy trading se kaise profit hasil kar sakte hain main aapke sath yah knowledge share karna chahta hun ummid hai aapke knowledge mein bahut improvement Hogi

    SCALPING TRADING
    Scalping day trading ka ek style hai jo bahut se traders adopt karte hain ismein shorter time frame 1 minut se lekar longer time frame maximum 1 hour ke chart per trade ki jaati Hai saclping trading style mein traders apni trades minimum second aur maximum mints tak hold karte hain is trading style mein jyada tar 5 and 15 minutes ka chart use hota hai aur ismein 10 to 20 moving average ka bhi use Kiya jata hai
    Click image for larger version

Name:	dotdash_Final_Top_Indicators_for_a_Scalping_Trading_Strategy_Sep_2020-01-c530bea4f4a84a34a89a4d7.jpg
Views:	4
Size:	434.4 کلوبائٹ
ID:	12540620
    LAYER TRADING

    Layer trading ka matlab hai different trades different price per open karna sclapping mein bhi aisa hi kiya jata hai jo entry price Hoti Hai vahan per hi Apne target trade nahe Le jate es trah vahan per kuchh trades li jaati hai aur phere agar market mein opposite jaaye to price ke sath new entries li jaati Hain aur is trah market hamari favor mein move Karti Hai To sabse last entry per bhi se jyada profit hota hai loss kam aur profit jyada hota Hai


    Click image for larger version

Name:	pyramid-trading-strategy1.jpg
Views:	2
Size:	44.4 کلوبائٹ
ID:	12540621
    SCALPING MAIN LOSS

    Baki tamam trading style ki Tarah hota Hai is mein har trader Ko itna jyada risk Nahin hota Hai q k 0 to 20 tips ka hi to stop loss hota hai lekin layers increase ki vajah se vah loss automatic ho kar zada Kafi jyada ho sakta hai aur ismein scalping ka bhi dar hota hai agar scalping ki i vajah se SL hit na ho aur traders close Naha aur trade close na ho to loss badh jata hai aur aapko nuksan jyada hota Hai
    Click image for larger version

Name:	rsz_1eurusd-scalping-strategy.png
Views:	14
Size:	30.7 کلوبائٹ
ID:	12540619
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is scalping trading in fore x market

    Dear forex member ummid krti hain sub kharyt sy hn gy or mahnat say apna work krrhy hn gy hmy kamyabi Hasil krny k ly mahnt sy kam krna hota h or hmy chye apna knowledge ko increase kry jitna zeda knowledge ho ga itna hi hm kamyab ho skty hai
    What is advance decline index
    Decline index market ki wusat ka aik indicator hai jo kisi diye gaye index ke andar agay bherne aur girnay walay astaks ki tadaad ke darmiyan majmoi farq ko zahir karta hai. a / d index ki barhti hui qader batati hai ke market raftaar haasil kar rahi hai, jabkay girty hui qader batati hai ke market raftaar kho rahi hai .

    Dear forex member Advance / Decline index ko Advance / Decline line ya a / d index ya line bhi kaha jata hai. is ka istemaal stock index ke mojooda rujhan ki tasdeeq mein madad ke liye kya jata hai, ya jab A/D index stock index ki simt se hatt jata hai to stock index ke ulat jane ki paishgoey karsaktha hai .

    اب آن لائن

    Working...
    X