Piercing pattern kise khte he?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Piercing pattern kise khte he?
    Introduction:

    Assalamu Alaikum friends kya haal hai Umeed karti ho sab khairiyat se Honge aur Forex trading Mein Achcha work kar rahe Honge friends Forex bahut acchi job Hai Is per kam karne ke liye Hamen bahut Sare indicators ki jarurat Hoti Hai Jiski madad se Ham Ek successful trader Ban sakte hain friends Forex per job karne ke liye Hamen knowledge ki jarurat hoti hai agar hamare pass knowledge aur experience hoga to Fir hi Ham Ek successful trader Ban sakte hain friends aaj ka Mera topic hai piercing pattern aaj main aapko bataungi ki trading ke dauran yah pattern kis time banta hai aur ham isko kaise use kar sakte hain friends ek perfect karne ke liye different important candlestric pattern ko study karna bahut Jaruri hota hai aaj main aapke sath pair Singh candistic pattern ki Kuchh information share karungi


    PIERCING CANDLESTICK PATTERN :

    Dear members piercing pattern sport level per banane wala pattern to candle parmishthamil hota hai jo aapko aap trend ki information aur indication data Deta Hai is catastic pattern mein aapko down train ke bad buyers pressure Milta hai agar aap chart ko Dekhen to aap is pattern ko isiliye identify kar sakte hain




    Click image for larger version

Name:	images (87).png
Views:	44
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12540464



    IDENTIFICATION OF PIERCING CANDLESTICK PATTERN :


    Dear members agar aap chart ko Dekhen to aapko yah notice karnastric pattern ko down train ke bad sport level per banta hai agar market Mein yah pattern sport level per Nahin Banta to is pattern ki effective veenus Jyada Nahin Hoti yah Hamesha Tu different type ki candlestick Se Milkar banta hai stick honi chahie aur tu aur second candle police honi chahie Jo first candle ke mid point se upar close Hoti Hai ISI situation Mein market mein bye ki trade kar sakte hain


    CANDLESTICK PATTERN OF IMPORTANCE :


    Dear members Agar market ko technically analyse karna chahte hain to aapko Hamesha market Mein available candle stick pattern ko study karna hota hai for exting Mein different candistic pattern ki bahut jyada importance Hai inke andar stick ko study Karke aap ek acchi trade kar sakte hain



    Click image for larger version

Name:	images (88).png
Views:	22
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12540465


    INTERPRETATION OF CANDLESTICK PATTERN :


    Dear members a pattern aapko future police trend ki information Deta Hai Forex trading Mein trade open karne se pahle Puri planning Karni Hoti Hai isase Pahle stop loss aur take profit ki value ko acchi Tarah calculate Karke koi bhi decision Lena chahie is candlestick pattern Mein stop loss ki value last brush candidate ka closing value hota hai aur jab aap iska take profit set karna chahte hain to brush Trend ke start ki point Se Hota Hai use point Tak aapka take profit ki limit ho sakti hai agar aap ine rules ko follow karen to aap apne account cozier rack achi trade kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Piercing pattern kise khte he?

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Piercing Line Pattern


    Piercing line candlestick pattern assets ki iss baat ki taraf ishara karti hai, k ab market main sellers ka control buyers k hathon muntaqil hone wala hai. Pattern main shamil candlestick aghaz main aik bearish candle hoti hai, jo k downtrend ki mazboti ki alamat hoti hai. Lekin dosri candle aik bullish candle hone par ye prices ko mazeed downward jane main rukawat dalti hai. Pattern low price area main uss waqat banta hai, jahan par assets ki demand ziada ho chuki hoti hai aur supply kam increase ho rahi hoti hai. Demand ki increasing ki waja se assets ki value main izzafa hota hai, jiss se prices bhi bharna shoro karti hai. Ye pattern musalsal bearish trend k end main uss waqat banta hai, jahan par sellers market main mazeed interest lena band kar dete hen.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (122).png
Views:	4
Size:	2.2 کلوبائٹ
ID:	12407710

    Candles Formation


    Piercing line candlestick pattern prices k bottom par banne ki waja se aik strong bullish trend ki indication deta hai, jo k do candle ka aik simple sa pattern hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (3) (124).png
Views:	3
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12407711

    1. First Candle: Piercing line candlestick pattern ki pehli candle aik strong real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka color bhi bearish pattern k mutabiq black ya red hota hai. Ye candle prices k bottom ya low price main bearish trend ka mazeed izzafe ki koshash hoti hai.

    2. Second Candle: Piercing line candlestick pattern main shamil dosri candle aik real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka open pehli candle se nechay gap main hota hai, jab k close ussi candle k midpoint se thora sa ooper hota hai. Ye candle prices ko mazeed downward side par reject karti hai.


    Explanation

    Piercing line pattern ka shumar strong bullish trend reversal main hota hai. Financial market main kisi bhi assets ki value bohut ziada low hone par aksar usko trend reversal ka samna karna parta hai, issi tarah same iss pattern main bhi hota hai, jiss main prices lower area ya bearish trend k baad bullish trend reversal main tabdeel hoti hai. Ye pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jiss k real body lazmi hoti hai aur iss candle ka open close se ooper hota hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle k real body se nechay gap main open ho kar ussi k real body k midpoint ya center se thora sa ooper close hoti hai, jiss se market main maojooda bearish trend ka khatma ho jata hai, aur control buyers k hathon main chala jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (121).png
Views:	59
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12407709

    Trading

    Piercing line candlestick pattern trading k leye aik moasar candlestick pattern hai, jiss par market main buy ki entry ki ja sakti hai. Trade k enter karne se pehle market ka low price area ya bearish trend main hona zarori hai, jab k dosri bullish candle k baad aik trend confirmation candle ka hona zarori hai. Confirmation candle ka bullish hona lazmi hai, jo dosri candle k top par close honi chaheye. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya dosri bullish candle k low price se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (123).png
Views:	5
Size:	14.7 کلوبائٹ
ID:	12407708

    اب آن لائن

    Working...
    X