ap ko pata hai kay forex ap ko ammeer karne ki bajaye ghareeb bhi kar sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    yeah pata he brother forex trading me loss bhi hota he or profit bhi hota he so jab ap trading karte hen to risk hota he apko loss or profit dono hi ho sakta he agar apko profit hota he to ap earning karte hen but agar loss hota he to apka balance kam hota he apka deposit bhi khatam ho sakta he so kabhi bhi bina samjhe trading ko naa karen warna ap kabhi ameer nahi ho paege
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      actually aisi koi bat nahi hai so app aggr posting kar k aggr bonus hasil kar reh hain or wo invest kar rehe hain to app k sath aisa nahi ho sakta kun k aggr app ko loss ho bi jata hai to sirf bonus or earn kia hoa hi loss ho ga app k pocket se kuch nahi jaye ga so dont worry about this ....
      • #93 Collapse

        han ge thk kaha forex main agr ap achye se smjh kr work krain gain to easily ameer ho skte hain per agr ap is ko bgair smjhe kam krian gain to ap ko loss hoga .
        • #94 Collapse

          g bhi humay pata hyai forex ap ko ammeer kany ke bajiye gharab bi kar sakta hai lakin is tara ager ap forex main bagir knowlage or learning kay bagir trading star=tad karty hai tu forex ap ko gharab bi kar sakta hai is liya ap ko forex main learning kay bad trading karni chiayai aap forex ap ko profit day gay
          • #95 Collapse

            Gi han friends ye sahi bat hy key jis tarha forex apko achi planing or trading se ameer bana sakta hy isi tarha bad planing or without planing key humey bhot loss ho sakta hy or hum apni sub kuch loss kar saktey hy.
            • #96 Collapse

              yes i agree with this, forex aik bht risky bussniess ha ku k isme hm ameeer hne k sth sth ghareeb bhi ho skte, agr koi pese ziada invest kr dea aur use loss hojae to vo ghareeb hi hojaega isle hme chahie k km invest kren take agr loss ho bhi to itna farq na pare
              • #97 Collapse

                je han forex trading may dono chance hotay han kay forex may ham ameer honay kay bajaye ghareeb bhi hosaktay han forex aik acha business bhe hay agar ap is may trade karnay say pahly experience of knowledge learning karnay kay bad start karaingay to apko is may profit bhe hosakta hay
                • #98 Collapse

                  Yes Forex trading me ratoo raat ya dino din ameer nhi bana ja sakta or ye ameer bannany ki lalach trader ko ghareeb bana deti hai is liye trader ko chahiye k wo sirf utna profit hasil karny ka sochy jo us ko us k analysis bta rahy ho is me rich bannay k liye kafi time lagta hai or trader ko kafi mehnat k sath kam karna parta hai tab trader trading me ziada se ziada profit hasil kar sakta hai. Agar trader ye soch kar trading kare k aj us ne rich bannana hai or wo over volume laga de to us trader k liye bohat ziada risky hai or aksar aisy traders ko kafi ziada loss ka samna bhi karna parta hai.
                  • #99 Collapse

                    jee bilkul jese k ye aik business hai to har business me nafa o nuqsan hta hai forex me any se phly zarure hai k hum isko jan lain yaha demo trading kar k iski practice karen takai trading ko smj sken r loss se bach saken
                     
                    • #100 Collapse

                      g brother who sub ko pata hota hai k jub b business start kartay hai tu only is par depend nahi kartay hai ik muslam agar ho tu k wo only profit hi karay ga us say no esay kabi nahi schota hai k who sub say pehlay apnay loss ka hi hisab karta hai brother our agan who winning k baray may sochta hai brother
                      • #101 Collapse

                        dear brather ap thk ke rahe hain q k agar is ke bare men knowledge ho to ye ameer karti hai hai is business men risk bhi bhoot zayada hai laikin business ko ache tariqay se handle karna chihieay ta ke aap ko looss na ho
                        • #102 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                          jaisa kay forex mai buhut zada risky hai aur profits se bhi ada loss hu sakte hain tu humai apni huge investments nahi lagani chaiye kiu kay forex humai ameer karne ki bajaye agar loss de tu hum ghareeb bhi hu sakte hain
                          dear g han aesa b ho saktra hai lekin aesa tabi hoga jab ap ko forex pay trading karny k about knowledge nai hoga , forex pay trading karnay k liye ap ko pehlay demo account par work karna hoga tab hi ap ko forex pay trading karnay k about information gain hogi
                           
                          • #103 Collapse

                            jee bilkul jo log yahan sirf yeh soch kay atay hain kay yahan raat o raat ameer ba n jaye gay un ka yeh over confident un ko big loss main lay jata hai yeh business hamesha complete learn karnay kay baad karo aur yahan se seekhtay raho to faida hoga.
                            • #104 Collapse

                              je han dear ap ne ye bat boht he best boli he ke forex ham ko ammeer karny ki baje ghareeb bhi kar sakta he agr ham log forex ko join kar lety hen or hamry pass forex ka knowledge nhi hota he to ham ko is se loss ho sakta he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                                jaisa kay forex mai buhut zada risky hai aur profits se bhi ada loss hu sakte hain tu humai apni huge investments nahi lagani chaiye kiu kay forex humai ameer karne ki bajaye agar loss de tu hum ghareeb bhi hu sakte hain
                                Jee han forex main humain apni saari jamma ponji nahi laga deni chahiye kyun kay yeh aik risky business hai aur humain kisi bhi waqt loss ho sakta hai aur hamara sara sarmaya doob sakta hai so forex main utni investment karni chahiye jitna loss hum bardasht kar saken.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X