ap ko pata hai kay forex ap ko ammeer karne ki bajaye ghareeb bhi kar sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1156 Collapse

    G bilkul mai apki bat sai agree kerta hun k forex trading busniss humin ameer kerna ke bajae humin wo greeb be ker sakti hy is liya seekh ker kerna sai humin koe mdla nai aye ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1157 Collapse

      Yes dear hume is ma experience ur knowledge k sath kam kr na chaiye ye hum ameer be kr sakta ha.ur gahreeb be is liye hume is knowledge k sath kam kr na chaiye ur demo account ma practice be krni chaiye phr hi hum is ma kuch profit hasil kr sakte hen
      • #1158 Collapse

        G Han mujy pata hy k Forex mujy ameer krny ki bajay ghareb bi kar sakti hy aur mujy tab ghareeb kary GI jab muggy forx trading ka knowledge aur experience niy ho ga aur main forx trading karoo ga is liy mujy forx seekh k trading karni chahiy
        • #1159 Collapse

          G bhai g bilkul easa he hy k forex trading busniss mai log ameer hona ke bajae wo is mai ghreeb be ho jaty hy uski reason wo ye hy k wo bohat jald sai jald is mai ameer hona ke koshish kerty hy
          • #1160 Collapse

            g han is main hum kam kar k earn kar skaty hain greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k market main earn kar k greed say loss na ho jaye is main hard work kar k hi trade karni ho gi ta k profit acha ho skay
            • #1161 Collapse

              g han is main hum kam kar k ameer bi ho sakty hain aur gareeb bi hamain is forex main hard work kar k hi trade karni ho gi ta k loss na ho skay aur market main loss kam ho saky experience k sath hi trade karni ho gi
              • #1162 Collapse

                Mere bahi mujhe yeh pta hai ke forex trading ameer bhi bina skta hai aur bahot jald ghareeb bhi bina skta hai is lye kam mein mehnat krein aur shi investment krein ta ke ap ko profit ho loss se bachein
                • #1163 Collapse

                  Forex may kaamnkarny k kye ak auchy trader ki luck b utni he taiz honi chiye jitna wo jhud samjhata ha is say wi aonag laye kaam ki asani k sath alnay kaam kar skta ha or is say aoni equity rise kar akta ha
                  • #1164 Collapse

                    greedy types kay traders kay sath is tarahsa y hi hona hota hai kay jo bus aur bus gred hi kartay hai aur rato rat ameer hobnay ka khawab dekhaty erhtay hai is tarah akay is me boaht hi jukld lost kar jatraty hai aur profit bi buwa bethtay hai
                    • #1165 Collapse

                      g han dear men janti hon, ager forex ap ko ameer ker sakti hai ye ap ko ghareeb bhi ker skati hai, is lei forex men enter hony se pehly apko forex ko learn kerna ho ga ta ky zada earn saktin
                      • #1166 Collapse

                        No doubt forex is a risky business is me loss ke bhe chances hain but us se bachne k lie learning aur hard work ki zarorat hoti hai hm jtni achi trading krain ge utna profit ziada aur loss kam ho ga
                        • #1167 Collapse

                          g han aisy hi hae agr hm bina seekhy forex ko shuru kren gy to hmko bina ameer kiay ulta ghareeb kry gi aur kamany ki bajey ulta apni jaib sy laga behten gy to lihaza seekh k start kren.
                          • #1168 Collapse

                            forex forum humary liey bohat achi cheez hy agar hum forex trading main ziada say ziada mehnat karen gay to tabhi hum esmain kamyab earning kar sakty hay jab esmain mehnat karen gay
                            • #1169 Collapse

                              forex trading ko agar hum sahi say seekh kar run karen gay tabhi esmain apny halat ko behtar bana sakty hay aur ye humary liey bohat acha business hay humay dil lga kar es par focus karna chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1170 Collapse

                                Ap ki baat thek han humy is business me loss bhi ho sakta han lekin is ki waja humari apni mistakes hoti han jis ki waja se humy market me loss ho jata han isi liye humy chahye k hum during trading greed se avoid kary aur market me aik small lot size par trading kary isi trha hi hum acha profit take kar sakty han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X