ap ko pata hai kay forex ap ko ammeer karne ki bajaye ghareeb bhi kar sakta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    Assalam-O-Alaikum jii nahi bhai jan me ap ki is bat say agree nahi karoon ga q key forex trading kisi ko gareeb nahi karti hey bal key ye aik wahid business hey jo unlimited earning offer karta hey ager kisi ko loss hota hey to wo us ki apni mistake hoti hey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: komalmehmood پيغام ديکھيے
      yes my dear forex trading bohat profitable hone k sath sath bohat risky b he agr hamen forex men acha expereince nahi ho ga to forex men hm ameer hone ki bajaye gareeb b ho sakte hen ye aik acha business he agr is ko proper learn krne k bad agr kiya jaye
      app ney teak kaha he forex trading ek buhat profitable and buhat zyada risky business ager hum es ko learn ker key start kerin tu yeh hum ko ameer ker sakta he or ager hum es ko learn na karein or start ker dein tu yeh buhat risky ho ga or hum loss ker sakty he.
      • #903 Collapse

        main iss bat ko nhe manta hoon keh Forex trading aap ko ghareeb kar dayti hay agar aap koiss main experience hay to aap iss ki wajah say kabbhi ghareeb nhe ho saktay hain
        • #904 Collapse

          le haan hamin bohat ache tarha mahloom h kah forex hamin ammer bhe bana sakte h or ghareb bhe bana sakte h .agar market hamare haq main chal gae to ham ammer ban jain gein .agar market hamare mokalif chal gae to ham ghareb ban jain gain.as lae hamin bohat mohtat ho kar trading karna chae .takah ham zyda se zyda loss se bach sakin.
           
          • #905 Collapse

            jahan tak meri rae ka sawal hai forex na to aap ko ameer ker sakta hai aur na ghareeb.aapka ammer ya ghareeb hona aap ke mehnat imaandaari aur tez zehan per depend kerta hai aur aisa sirf forex he nahin her kaam mein hota hai,aapko ko kaam ke samajh hogee to ameer ho saktay hein aur samaj na honein ke soorat mein ghareeb,
            • #906 Collapse

              Han ye bat to bilkul durast he ansar bhaei k hum es business min profit ki umeed pe to ate hin magar zarori nahi he k yahan se sirf profit hi ho balke humin es business min se loss bhi ho sakta he aur loss ki wajah to humari apni ghalti hi hoti he hum ghalati ko qaboo pa lin to hum loss kar k ghareeb bhi nahi hon ge.
              • #907 Collapse

                g bahi ap bilkul theek kh rahan han ka forex ak asa business hajo ap ko jhan day by day ameer karta hatu usi jagaa ap ko ghareeb bh ka sakta ha q agar ap investment karta han or us ka baad us kam ka rules and regulations ko follw nai kartay to ap apni investment sa hath dho bathtay han
                • #908 Collapse

                  O nai yar yeh to kabi socha he nai tha.. ok thanks to you jo apnay hamain is bat ki awairness d.. warna ham to aj tak bass kamaye ja rahay thay.. kamaye he ja rahay thay...
                  • #909 Collapse

                    je bahi ap ney bilkul tekh kha ha jha forex ap ko ameer karte ha waha ghareeb bhe kar sakhte ha . ya risky business ha as may loss kay chance zadha jo log borrow ley trad kartay un kay ya buhat dangrous ha humy trad kabhe bhe loan ya borrow ley kar nehi karne chheae.
                    • #910 Collapse

                      jee hy sir ma apki baat pay agree krta ho sir baat ya ha kay ma apko yahi kaho ga kay forex hi aek asa bussniess ha jaha say ham ziada say ziada eaarning bhi kr kstay hy ior ha kamiyab ho skaty hy
                      • #911 Collapse

                        hello dear friend Assalam o Alaikum g aap sab ko pta hona chaheay k is main loss b ho skta h kiun k agr aap ko trading ki smjh nh ho gi tu aap ko loss ho skta h
                         
                        • #912 Collapse

                          han ye to samney hai aik way main sochney waley to ye samajhtey hain k forex sirf un ko ameer hi bana sakta hai
                          • #913 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis se hmen kafi loss bhi ho sakta ha or is business se hm apni investment b sari loss kar sakty hain isi liye hmen is business ko bht hi soch smjh k karna chahye ta k hm is business se achi earning kar sakyn
                            • #914 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                              jaisa kay forex mai buhut zada risky hai aur profits se bhi ada loss hu sakte hain tu humai apni huge investments nahi lagani chaiye kiu kay forex humai ameer karne ki bajaye agar loss de tu hum ghareeb bhi hu sakte hain
                              forex ma hum sub sa pala to is ma hum point ko bana ta ha or is ma trade kar ta ha or is am eran kar ta ha or is am hum ko is ma loss ho ta ha to hum is ma phir sa point ko bana ta ha or isma trade kar t aha or is ma eran kar ta ha or is am hum hud sa be pas ko laga kar is ma trade kar ta ha or isam eran kar ta ha or is am hum ko zada kam be na he kar ta ha or is ma eran kar ta ah
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                han ji kar sakta hai us me hamari he mistakes hon gi is lye kiun ke is ko learn na kara agar ham ne to loss he loss hota jaye ga is business ko learn karna must hai agar learn nahi kara ham ne to ham ko is me loss ke siwa kuch nhi mil sake ga .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X