Tweezer top candle stick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tweezer top candle stick pattern
    what is tweezer top candle stick pattern:




    tweezer top candle stick pattern aik reversal candle stick pattern hey jo keh 2 opposite rang ke candle stick par moshtamel hota hey pehle candle stick ke end price dosree candle stick ke start price kay barabar ho ge pehle candle stick bullish ho ge dosree bearish candle stick ho ge tweezer candle stick kay upper part mein dono hesay mein wick nahe hotay hein
    Click image for larger version

Name:	Tweezer-top-candlestick-pattern-1.png
Views:	1
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12540258
    yeh aik reversal pattern hota hey jo keh price trend ko bullish ko bearish mein tabdel karta hey zyada trade ko win karnay kay tanasob say yeh baray paimanay par khordah trader ke wajah say technical trader kay zarey say mostakbell ky trend kay ley paishan goi ke ja sakte hey tweezer candle stick pattern pin bar candle stick pattern ke aik kesam hote hey




    identification of tweezer candle stick pattern:




    pehle candle stick ke price aik jaice hone chihay or es ke body 60% say zyada hone chihay kun keh body ka size seller or buyer kay darmean raftar ko zahair karta hey
    dosree candle stick ke price aik jaice hone chihay es pehle candle stick ke close price ko parakhna chihay candle stick ke body size candle stick pattern kay 60% say zyada hona chihay
    dosree candle stick ke end price pehle candle stick ke price say 50% level say kam hona chihay
    Click image for larger version

Name:	Tweezer-top-candlestick-1.png
Views:	1
Size:	10.5 کلوبائٹ
ID:	12540261
    third step par amal karna zaroore hota hey kun keh technical analysis price close honay par or price open honay par bohut value rakhtay hein tweezer top ccandle stick pattern sakhat bohut he asaan hey or assane say samaj mein ate hey live price chart par ap ko rules par amal karna h ga




    trade with tweezer top candle stick pattern;





    back test kay result kay motabek serf tweezer top candle stick pattern forex market kay profit hasell karnay kay ley estamal nahe kea jata hey kun keh market kay mokhtalef hallat kay zarey say amal karnay kay ley bohut say pattern banen gay lahza price kay wrong pattern ko identify karnay kay ley bohut say sungum banen gay
    1 resistance zone
    2 Fibonacci golden zone




    tweezer top candle stick pattern with resistance zone:




    price kay zone par resistance zone price kay chart par revers karnay kay ley laken ager tweezer top resistance zone banta hey to price kay dono pattern ke saleahat yakja kar jay ge jes kay result higher imkane trade set up kar ho ge
    Click image for larger version

Name:	Tweezer-top-resistance-zone-1.png
Views:	1
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12540262




    Fibonacci Golden zone:




    Fibonacci glden zone price kay trend ko reversal karnay kay ley higher salehat hote hey ager Fibonacci golden zone mein chamtee top banta hey to price trend kay reversal janay ka emkan increase ho jay ga es ley hamesha dosree price kay pattern kay siungom kay sath sath candle stick pattern ke safaresh ke jatee hey
    Click image for larger version

Name:	golden-zone-and-tweezer-top-1-760x501.png
Views:	1
Size:	50.9 کلوبائٹ
ID:	12540263




    Bottom line




    tweezer top candle stick pattern selling pressure ke confirmation kay ley estamal ke jate hey es candle stick pattern kay estamal karnay ky bohut say tareekay hotay hein jab ap es pattern ke pechay ke psychological ko samjhen gay to es ko kai tareekon say technical kay ley estamal kar saktay hein
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tweezer top candle stick pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Tweezers Top Candlestick Pattern


    Tweezers top candlestick patteren aik trend reversal pattern hai, jo k two days candles par mushtamil hota hai. Ye pattern aam tor par bohat se traders ke zareya istemaal kya jata hai, kyunkay usay kisi bhi chart mein talaash karna aasaan hai aur usay nazar anay ke liye bohat se indicators ki zaroorat nahi hai. Agarchay Tweezers top candlestick patteren ka tasawur bohat seedha hai, lekin is mein bohat se dosray tareeqon se istemaal honay ki salahiyat bhi hai. Ye pattern aik trend ke ulat jane ka ishara karta hai. Yeh traders ke liye mumkina nuqsanaat se bachney ke liye positions k buy ya sell ka aik signal hai. Tweezers top candlestick pattern prices k top ya bullish prices main bearish trend reversal ka kaam karta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (36).png
Views:	1
Size:	1.8 کلوبائٹ
ID:	12404856

    Candles Formation


    Tweezers top candlestick pattern prices k top ya bullish prices main banne par current trend ka khatama karke new trend ka aghaz karta hai, ye pattern do mukhalif candles se mel kar banta hai, jiss main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (3) (35).png
Views:	19
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12404857

    1. First Candle: Tweezers top candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k prices top ya bullish trend main hone ki waja se ye aik white ya green color main hoti hai. Ye candle shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti hai, jo k ziada tar long real body main hoti hai.

    2. Second Candle: Tweezers top candlestick pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k same pehli candle k top ya high ki banati hai, ye candle ziada tar real body main bhi pehli candle k same hoti hai, lekin zarrori nahi hai, lekin aik bearish candle hone ki wajase pattern change hota hai. Ye candle prices k trend reversal ka sabab banti hai.

    Explanation

    Tweezers top candlestick pattern main do mukhalif candles hoti hai, jiss main dono candles ki long aur strong real body hoti hai. Pehle aur dosri candles k real body ka high ya top same hota hai, jab k candles k shadows ya wicks candles ka hissa hote hen. Pattern dekhne main matching high se ziada mushabehat rakhta hai, jo k same bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Tweezers top candlestick pattern ki pehli candle bullish hoti hai, jo k bullish trend ki tarjumani karti hai, jab k pattern ki dosri candle bearish hoti hai. Ye bearish candle pehli candle k top ya high point k sath same high banati hai, jo k close downward side par hoti hai. Ye pattern aik Tweezers ki tarah dekhne ki waja se iss ka naam bhi yahi hai, jo k same hight aur real body ki waja se aik trend reversal pattern hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220630_153201.jpg
Views:	1
Size:	73.3 کلوبائٹ
ID:	12404858

    Trading

    Tweezers top candlestick pattern trading main ziada tar wazih dekhta hai, jab k iss par trading karna itna ziada reliable nahi hai. Pattern par trading se pehle iss ka high prices par banne k baad aik trend confirmation ka candle ka bhi hona zarori hai. Confirmation candle bearish real body main hona chaheye jiss ka open aur close same point par nahi hona chaheye. Pattern k baad bullish candle hone par ye pattern invalid ho jayega, jiss par trading se parhez karna chaheye. Pattern ki confirmation CCI indicator ya stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value overbought area main hona chaheye. Pattern ziada reliable ya strong nahi hai, iss waja se stop loss ka istemal zarrori hai. Stop Loss pattern k sab se top par jo dono candles ka high ho sakta hai, se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220630_153212.jpg
Views:	1
Size:	70.2 کلوبائٹ
ID:	12404855

    اب آن لائن

    Working...
    X