kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    yes dear bilkul iss say hamarai society ki gareebi door ho sakti hay laykin agar aap iss may achay analysis ban jatay ho quen kay ya money game hay aap iss may ziyada say ziyada profit kama saktay ho aik single day may.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      g han forex trading say hamari society ki poverty khatam ho sakti ha lakin is k liye hum sub ko forex trading sekhna ho gi q k agar hamain forex trading ata ho gi tub hi hum learn kar pae gay aur tub hi hum learn kar saktay han so sub ko trading sikhatay jao ta k wo trade kar k apni poverty khatam kar sakay.
      • #693 Collapse

        g bhai forex trading ki madad say gurbat khatam ho skti hai hamy chahiye k hum un logo ko insta porex say introduce karwaye.
        • #694 Collapse

          g han forex aek aesa business ha jo k itni power rakhta ha k hamare mulk aur hamari society mein se easily ghurbat ko door ker sakta ha aur ham tamam log easily is business k zariye se ek achi kamyabi le sakte hen brother
          • #695 Collapse

            gee haan, forex se hmari society men se jobless problem kafi had tak iluminate ho satka hai,q k jin logo k pas education tu hoti hai, mager un ko job nhi milti hein, wo apni education ko forex men use ker sakty hein or aik normal job se zada hasil ker sakty hien,,
            • #696 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
              jaisa kay humaray mulk mai ghurbat buhut zada hai, aksar log itna earn nahi kar sakte kay wo aik livelyhood earn kar saken tu agar hum unahi forex mai introduce karain tu kia poverty khatam hu sakti hai
              jahan tak mera mind kehta hai wo toh yeh hai k hamari society forex use karnay say apnay andar say gareeebi nhi khatam kar skti kio k hamari awaam buht he greedy hain or in logo ko slow earning pasand nhi ha or forex to just un logo k liye ha jo slow earning b like kartey ho or fast b jab ham slow earning gain karnay lag partey hian toh fast earning automatic he hoti hia ................!
              • #697 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: noushad110 پيغام ديکھيے
                han sir me ap se agree hu or me ye kehna chahata hu k forex aik aesa bussiness hai jaha hum itne paise kama sakte hain jitne hum soch bi ni sakte so if we want to make much money here so we have to good trading and do our best here to get much money..
                Yes guys bilkul forex eik aisa business hai jis ko hr koi join kr skta hai or forex forum pr trade kr k achi income gain kr skta hai or apni zruriat ko puar kr skta hai forex forum pr trade kr k hum itna paisa kma skty hain jitna hum soch bhi nai skty is sy hum apny ghr k halaat ko bhi better bna skty hain...
                • #698 Collapse

                  g hain forex main kam karnay say humray socity main asar hota hai es main bohat say log hai jo es main kam karat hai wo humray socity kay hai
                  • #699 Collapse

                    Han bilkul eisa he k ye karobar humin rozgar bhi deita he aur ye unemployment ko khatam bhi kar skata he hum ne es karobar min se kafi bara profit bhi earn kar skate hin hum es akrobar min jeise jeise work karte hin to humin pata chalta he hum es karobar ko aur bhi useful bana k es karobar se bari earning bhi kar skate hin.
                    • #700 Collapse

                      nhe forex to aik business ha es ka society ke poverty say kia tlk.society ke ghrebi to tb he htm ho ge jb tmam logo ko zindgi ma agay brnay k liay yksan mwakay frahm kiay jay gay.equal right milay gay or sub logo ko education frahm ke jay ge.
                      • #701 Collapse

                        ya to zarori nahin ha is leya ky hamary moashry me forex trading ko acha nahin samjha jata ha or is me har koi be trading nahin kar sakta ha is leya kya koi be is ky loss ko accept nahin karta ha is leya to Pakistan me is per ban laga ha is ko hum openly use nahin kar sakty han or Pakistan me to is ko gambling samjhtay han is leya is ko koi be as a business nahin kar sakta ha or is me pasy be invest nahin karta ha.
                        • #702 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                          jaisa kay humaray mulk mai ghurbat buhut zada hai, aksar log itna earn nahi kar sakte kay wo aik livelyhood earn kar saken tu agar hum unahi forex mai introduce karain tu kia poverty khatam hu sakti hai
                          yes my brother you are right and you post is best and lovely my totally agree with you forex ke mada se pakistan mai gurbat khatam ho sakty hia
                          • #703 Collapse

                            forex say to ghareebi or ameeri khatam nahin ho sakti ha ya to wasy baten ha forex say pasy kamana itna be aasan nahin ha kay har koi issay pasy kama kar wo ghareebi dor kar saky ya to bas just simple job ha is me ager tum bahut he deep jao gay per ya samandar ha is me tom doob jao gay is ko just of time pass or for earning karo gay to tum is say profit be or loss be same karo gay jis per tumhen per afsoos nahin hoga.
                            • #704 Collapse

                              yes bhai jan aisa possible han but us k liye hamari goverment ko is pr working krna hogi phir yeh possible hoga otherwise aisa possible nai hoga or ham ko is man loss hi mily ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                dear ap ne bilkul theek kaha hy ke forex se humari society ki poverty khatam hu sakti haiy wo is lie ke agar ap ke pas proper knowledge r experience ho to ap forex pe apni marzi ka profit earn kar sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X