kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    yes forex unemployment ko khatam kar skata hai aur forex ko day by day bohat ziyda log pasand kar reh hain aur yeh bohat suitable hai womens ky liye so jis ky pass knoweldge hai wo is business ko easy handle kar skata hai aur acha earn kar sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      yes forex change the society by reducing the poverty .because it is easy to work on forx and it give us a reasonable reward of our working and also very quickly.
      for this purpose we should be expert in forx trading.so by introducing forex trading in society poverty should be reduced.
      • #558 Collapse

        g han,,forex hamari garebi khtm krny main ehm kirdar ada kr skta hai wo b agr ALLAH chahy to,,agr Allah chahy to forex wasela bn skta hai is bt ka,,our jaisa k hamary mulk main umemployment b boht hai our is sy gurbat boht hai,to forex online bussiness hai,jo hr koi kr skta hai lekn agr koi mehnti ho to,,,agr log mehnat k sath forex main kam krain to un ki life change ho skti hai,,our is trah hamary mulk main ghareebi km ho skti hai our hr koi easy life guzar skta hai pr is k lye hard works require hota hai
        • #559 Collapse

          jaisa ke ap ne kaha k forex se gareebi khatam ki ja sakti he? jee han ye baat bilkul thek he forex se khareebi mitai ja sakti he, forex se ap apni soch se bhi ziada kama sakte hen, bas koshish krne ki der he, jab tak ap koshish nai karen ge tab tak ap kabhi bhi taraqqi nai kr sakte, {(HIMAT E MARDAN)(MADAD E KHUDA)}
          • #560 Collapse

            Ji haan forex hamari society ki gurbat ko khatam karne mai bohat help kar raha hai, or forex ki waja say hi hamare mulk mai boaht sare logo ko rozgar bhi mila hai.
            or bohat sare log aise hai jo sirf or sirf forex trading business per hi depend kar rahe hai.
             
            • #561 Collapse

              arey bhaahee aap ne thjo kamaal kee baath kee he waqeyatan agar agar forex har jaghaa aam ho jae oar har koi is kaam ko sahee tareky se seekhey tho kaafee ghorbath khatam ho sakhthaa he.........
              • #562 Collapse

                g blkul aisa ho sakta ay laken as ka leya sab sa pahly hamary mulk mean pakistan main forex trading ko leagle hona cheya aur par pakistani companies ko kaam karna cheya.ar logo ko es k mutaliq sea trh btana chaiye 70% log es ko frad smjhty hain
                • #563 Collapse

                  yes bhai jan kiun k forex aik aisa business hai jis mn her insan kam kr k is se achi khaasi earning kr skta hai jis se humari society ki poverty khtam ho skti hai
                  • #564 Collapse

                    g ha bhai kyu nai agar hum Forex trading karain to hum is main daily unlimited profit earn kar sakty hain and is se hamari economy bhe better ho sakti hai and we will become rich....
                    • #565 Collapse

                      dear aesa bilkul mumkin hai because forex aa buissness hai jo bahut normal paison sy start ho skta hai aur hr koi isy asani sy kr b skta hai agr national level py isy pomt kya jay to ye humary mulk sy gareebi khatam krnen men ahm kirdar ada kr skta h
                      • #566 Collapse

                        filhal to shyd asa na ho ... kuk hamara han log knowledge hasil hii nahi kerna chahta hain bus wo chahta hain k jald se jald pasa mil jai ... per agar sub log emandari se kam karen to assa ho skta hai...
                        • #567 Collapse

                          bhut acha sawal kiya apne dear friend mai iss bare mai aoko batana chahun ga kay yeh sab ap pe dipnt krta hay kay ap kis trhan ka insan hain agagr ap apni society khud thek krna chaho to kar saktay ho forex kay bare mai sab ko bata kar.
                          • #568 Collapse

                            ji haan dear aapnay achi post ki hay forex bhut achaa busniss hai mager is mai hamy chaiye kay bhut sari learning karen takay hum is mai bhut saraa faidaa othaa saken or forex mai hum apni society kay afraad ko bhi join karen takay wo is mai work kar kay gareebi door kar saken...........................
                            • #569 Collapse

                              g bhai forex aik aisa bussnes hai jes main hum itna paisa kama sakhta hai jitna hum soch bhe nahe sakhta aur yah aik aisi online jab hai jes say hamari earning bhut zaida ho jati hai jo hum soch bhe nahe sakhta hai.aur forex hamari gyrbet khatam kar daita hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                gee han janab ham forex se apni society ki povertyu ko bhi khatam kar sakte hain kun ke hame is se kafi earning ho jati jhai or ham apni income ache kamon main use kar ke doosron ki help kar sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X