kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    Asalam O Alaikum to all dear forex join karnye sey hum apney mulk ki economy ko better kare saktey hain lakin hamarey mulk ki sari awam bhi to isey join nahi kar sakti keu k sab k pas invest k liye paisey to nahi hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      g hana bilqul thek kaha hai apny k forex froum sy hmari society badal jati hai hmari poverty khatam ho jati hai or hum kshuh haal or sukoon wali zindagi guzarty hain es forum mai kaam k bad
      • #258 Collapse

        my dear friend forex me agar hum sahi rules ke sath trading kare to hum forex me apna ghareebe door kar skate hai . leken agar hum ne forex ke liye learning nahi kia to hosakta hai ke hum aour bee lost kare aur ziada ghareeb ban jaye . es liye hame ziada mehnat ke sath trading karna chahye .
        • #259 Collapse

          ji hain bhai hm forex se apni society se gurbat khatm kar sakty hain. hmin chahiye k hmari society main jitny b parhy likhy no jawan hon on ko is kam k bary main advise karni chahiye phr agr wo apni raqm invest na kar sakty hon to in ko pak forex main posting kar k bonuss hasil karny ki advice ki jai or phr trading is tarha hmari society se gurbat khatm ho sakti hai
          • #260 Collapse

            dekho is kaam k liye apna computer with internet connection hona lazmi hai hai aur agar kisi ghareeb k pad apna computer aur internet connection hai to woh banda zaroor apni ghareebi door karsakta hai mehnat karkay
            • #261 Collapse

              yes jis tarha pakistan main roz ba roz mehngayi main izafa ho raha hai usi tarha poverty main bi izafa ho raha hai jis ki waja se street crime main bi izafa ho raha hai agar hum forex main poor logo ko introduce karwaye tu ho sakta hai k humaray mulk se poverty ka khatma ho jaye q k ye earning karnay k liye acha business hai.
              • #262 Collapse

                is baray main kuch kaha nahi ja sakta hay kun kay agar sekha jaey to Forex koi asan business nahi hay yahan per bohot hard work karna parta hay or her koi maray khayal say to ye business nahi kar saka hay.
                • #263 Collapse

                  gee bhai bilkul forex trading se hamare mulk ki poverty khatam ho sakti ha ager hamare pass ach trading knowledge or skills hon to hum forex trading se profit earn ker ke apni sari needs ko pura ker skte hain.
                  Islamic Books Blogging Tips
                  • #264 Collapse

                    hmari economic me poverty line bohat zada hai so agr zada se zada people employed ho jayen to poverty line km hote hote remove ki ja sakti hai is liye agr forex aese logon ko moqa de jo k poor or needy han to through forex b poverty ko km kiya ja sakta hai coz forex pe b aap achi earning kar sakte han..
                    • #265 Collapse

                      yes i think it is the right that with the forex trading we can remove the poverty from the society that is why we should learn and then help the others to earn the money then we will able to remove the poverty from the society
                         
                      • #266 Collapse

                        apka sawal bht valid hai apne sahi kaha forex per agar ghar ka har fard kam kare milal k tor pr house wifes student females to is se humare milk ki ghurbat khatam ho skti hai our pakistan khush hal ho skta ha.
                        • #267 Collapse

                          Han ye kisi hadd tak mumkin hai .. aur ye forum is he liye hai kay ap earn karnay kay sath sath learn bhe kar sakein is trhan poverty khtam hony kay sath sath logo mai knowledgr gain karnay ke bhe justuju rehti hai.
                          • #268 Collapse

                            g bilkul ager hum un educated person ko jo unemployed hai un he forex join krne ke dawat dy tu Yaqenan kuch gurbat kum ho jaye gye hamare mulk man or wo acha khasa profit earn kr ke apne life man kush reh sake gain yane koi tension nhe ho gye
                            • #269 Collapse

                              jee apne theek kaha .. forex se koi bhe asani se ghar behte kar k earn krskta hai ix me koi xada qualification ki bhe xrorat nahi hai or ix se humari society ko kafi faida hoskta hai or poverty bhe kam ki ja skti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                g han brother forex trading ko soch samjh kr aur is ka knowledge exprience hona bhi bohut zaroori hai.forex k rules ka bhi pata hona chahy.phir forex join kren gaye to bohut acha profit mile ga.gareebi khtam ho jaye gi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X