Discussion about Range Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion about Range Trading.
    Assalam alaikum dear friends kaise hain aap sab I hop ki sab khairiyat se honge dear jab aap forex market mein kam karte hain to aapko successful hone ke liye isko properly study karne ki jarurat Hoti hai kyunki jitne acchi aapki learning Hoti hai ISI Tarah ki acchi strategies ke sath kam Karke aap is market mein achcha profit hasil kar sakte hain dear trading mein aapki strategy vah hoti hai jo aap open karte hain ismein aap market ko dekhte hain ki kis Tarah se aap market mein entry lekar achcha profit hasil kar sakte hain.

    What is Range Trading?

    Dear forex market mein jab aap dekhte hain ki Kisi bhi time frame mein market ek hi support se lekar resistance tak move karti hai aur uske bad phir usi resistance se dobara usi support tak aati hai to usko range kaha jata hai. Dear rain trading mein aap support se bye karte hain aur register se sel ki trade open karte hain ismein aap Kisi bhi indicator ka istemal Karke market mein entry Le sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	The_3_Step_Range_Trading_Strategy_body_RangecreatedwithsupportandresistanceforUSDollar.png
Views:	11
Size:	18.8 کلوبائٹ
ID:	12540208

    Trading strategy of range trading:

    Dear range trading strategy mein aap jab apna koi bhi order place karte Hain to aap ismein oscillator indicator ka use kar sakte hain iske sath support resistance ko dekhkar bhi trade open ki ja sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	The_3_Step_Range_Trading_Strategy_body_Stopsandlimitsplacing.png
Views:	5
Size:	20.4 کلوبائٹ
ID:	12540209

    1: Find the Range:
    Dear is Madrid karne ke liye aapko sabse pahle range ko find out karna hota hai kyunki jab bhi market Kisi bhi time frame mein range banati hai to ismein aap trade kar sakte hain ismein market ke support aur resistance ke darmiyan hone wali mom ko dekhkar trading ki ja sakti hai.

    2: Time your entry:
    Dear friends isme aapko entry ke time ko dekhna hota hai ki jab aap trade karte Hain to ismein aap different oscillators ka istemal karte hain sabse best oscillator aur si CCI aur testic hain ismein aap Kisi bhi indicator se aur Market ke hidan diversion se trade kar sakte hain.

    3:Mange Risk:
    Dear ismein aapko market ko acchi Tarah se risk aur reward reshiyo ke mutabik manage karna hota hai kyunki market jab Kisi bhi support ya resistance ko break karti hai to aapko loss hone ke chances hote hain isiliye apni trade ke sath stop loss lagana bahut jaruri hota hai jiski vajah se aapki trade automatic Ali close ho jaati hai aur aap big loss se mahfuz rahte hain.

    Click image for larger version

Name:	Range@2x.png
Views:	5
Size:	66.0 کلوبائٹ
ID:	12540210

    4: Oversold and Overbought with CCI:
    Dear joker se ek technical indicator hai jo ki bahut hi achcha oscillator hai iski overboard per aap bike ki trade Laga sakte hain aur iske over board per aap sel Karke trade Laga sakte hain jab market sport per aati hai aur yah indicator aapko oversold dete Hain to aap bye kar sakte hain is Tarah jab market register per a jaati hai to yah oscillator aapko aur bat deta hai to aap sel kar sakte hain.

    5:Stop & Limit placement:
    Dear jawab rain trading strategy mein kam karte Hain to ismein aap pending orders game ka bhi use kar sakte hain. To ismein aapko yah fayda hota hai ki jab market use point per aati hai to aapki train automatic Ali open ho jaati hai aur jab market ke resistance per sel limit ka istemal karte hain aur sports se aap bye limit Laga sakte hain is Tarah jab market range break karti hai to aap bye stop aur self stop ka use Karke Apne advantages ko increase kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discussion about Range Trading.

    Range trading range trading mein Ham sab dekhte hain ke market na to Apne resistance ko break kar rahi hai aur na hi vah apni support ko break kar rahi hai to is range trading mein market hamesha support aur resistance ke darmiyan hi move kar rahi hoti hai isliye hamen range trading mein risky trade milati Hain kyunki agr market support or resistance ko break kr deti hai. To phir TP or SL break hokr Los ya profit ziada ho jata hai

    اب آن لائن

    Working...
    X