Relative Strength Index Indicator in forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Relative Strength Index Indicator in forex.
    Assalamu alaikum dear Pakistan forex forum members dear Pakistan forex forum per hum jab kaam kar rahe hote Hain to hamen ismein apni information aur apna knowledge dusre members ke sath share karna chahie aur is platform ka acchi tarike se istemal karna chahie forex market mein hamare pass different technical indicators hote hain jinka Ham Apne analysis mein istemal Karke forex market mein trading karne mein aasani kar sakte hain aur isase ham profit le sakte Hain.

    WHAT IS RELATIVE STRENGTH INDEX (RSI): Dear forex market main relative strength Index ik technical indicator hy is sy apko market main achi trades milti hain. ye aik technical Indicator hy jis sy ap market main overbought aur oversold k bary main achy tareqy sy btata hy. Is Indicator ka istemal bahot he asan hy aur hum asani sy market ko dekh sakty hain. Relative Strength Index (RSI) main jab downtrend hota hy aur market down ho rahe hotibhy isi tarha apko market main ye Indicator oversold k level pr indicate karta hy. Oversold aur overbought par ap is main trade kar sakty hain.
    Click image for larger version

Name:	images (27).jpeg
Views:	14
Size:	19.3 کلوبائٹ
ID:	12540191

    OVERBOUGHT AND OVERSOLD OF RSI:

    OVERBOUGHT OF RSI: Dear jab bhe market uptrend main movement karti hy to is main ap dekhty hain k RSI 70 k level par ponch jata hy to is situation ko overbought kaha jata hy. Aur is main aap sell ke trade laga sakty hain different Candlestick Pattern ko dekh k ap trade laga sakty hain. Ye sell ke trade ka indication hota hy. RSI k overbought hony par ap candlesticks ko dekh sakty hain air usk indication par ap trade kar sakty hain.

    OVERSOLD OF RSI: Dear jab market downtrend main movement karti hy to ap is main dekhty hain k RSI main apk pass 30 ka level hota hy is main oversold ka indication hota hy. Jab market 30 k level par jati hy to apko market main buy ke opportunity milti hy jis sy ap asani sy trade kar sakty hain. Ye indicator apko market k kisi bhe achy level sy oversold ke indication deta hy jis sy ap market k trend reversal ko dekh sakty hain aur buy ke trade laga sakty hain.

    DIVERGENCE OF RSI:

    BULLISH DIVERGENCE: Dear RSI main hun dekhty hain k jab market down movement krti hy to downtrend main market lower lows bana rahe hoti hy jab k hum dekhty hain k first lower low main market 30 k level par aa jati hy aur 2nd lower low main market jab chart par nechy ati hy to RSI apko bullish divergence deta hy ye indicator apko RSI k oper he nazar ata hy usko bullish divergence kaha jata hy jis sy ap buy ke trade lgaty hain.

    BEARISH DIVERGENCE: Dear jab market uptrend main movement kar rahe hoti hy to market main ap chart par dekty hain k higher high bana rahe hoti hy jab market up movement krti hy to ik esa level ata hy jahan market main RSI ka level 70 par ponch jata hy. Isk bad market phr si ik higher high bnati hy lakin agr dosri side par ap dekhain to RSI apk pass 70 k level sy bhe down hota hy. To ye apk pass bearish divergence hoti hy jis main ap sell ke trade candlesticks pattern aur chart patterns ke confirmation k bad trade laga sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Relative Strength Index Indicator in forex.

    Introduction

    Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi details post Hamare Sath share Ki Hai no doubt Forex trading Mein Jab Ham different important indicators ko istemal karke Apne technical analysis ko perfect Karte Hain To Aisi situation mein humko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain aur ham apni trading per bahut hi best results produced kar rahe hote hain aur apne profit ko maximize ke Ne ke liye consistently hardworking kar rahe hote hain Forex trading Mein istemal hone wale different important indicators Rabari liye bahut hi best platform Hote Hain.

    RSI

    RSI relative strength index indicator ka istemal karte hain to uska aapko Jay fayda hota hai ki ji aapko market ki movement ka idea Pahle Se de deta hai aur Market ki overboard Aur oversold Ke position ke bare mein aapko batata hai jisse aapko fayda ho sakte hain aur aap apne analysis Mein isko istemal kar sakte hain aur Aise aap Achcha profit daily basis per Hasil kar sakte hain dear Forex trading Main Jab aap Kisi bhi indicator ko use karte hain to Iske bare mein proper study karna hoti hai.Forex Trading me jo indicator istemal hote hen wo mukhtalif kaam karte hen, wese results in k same hi hote hen lekin thora sa tareeqakar mukhtalif hota hai. Forex trading me different type k indicators ka istemal hota hai jis me hum sirf two pe baat karte hen aik RSI (Ratio Strength Index).

    Click image for larger version

Name:	images (19).png
Views:	29
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12404059

    Explanation:-

    RSI ya Ratio Strength Index aik indicator hai jo forex trading market me hum technical analysis k leye istemal karte hen. RSI ka bohut zyada istemal hota hai forex trading analysis me aur is indicatores se hum forex trading ki analysis bohut zyada madad lete hen. RSI indicator ka forex trading analysis bohut had tak kamyab bhi hoti hai. Forex trading me hum jab mt4 ya mt5 apps ko open karte hen to chart pattern k nechae aik line gragh show ho raha hota hai. Wo line graph hamare leye RSI indicator hai. Forex trading me RSI indicator ki value to points k darmeyan de jati hai jese 30- 70 ka level deye gaye hen. Is me jab value 30 se nechay ya 70 se uper ko chali jati hai to pher value apni direction ko change karne ki koshash krty hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X