Asslam O Alaikum!
Dear members,aaj hum bullish abandoned baby candlestick ko share karain gy r information hasil Karen gy
Introduction.
Bullish abandoned baby pattern aik bullish trend reversal pattern hai , jis main three candlesticks ka aisa aik pattern banta hai k us me pehli candle falling price , second candle stick holding price aur third ( ya last ) wali candle rising price k ban jati hai . Bullish abandoned baby pattern bearish abandoned baby pattern ka inverse hai , jo k us k opposite side pe banta hai . Ye pattern low prices ya bottom trend main banne par assets ki demand value main izzafay ka ishara deta hai , jiss se prices k barhne k asarat zahir hote hen . Pattern ki pehli candle bearish hoti hai , jiss k baad aik doji candle banti hai , jab k last par aik bullish candle hoti hai , jo k prices k trend k opposite direction main move karwati hai .
Uses of bullish abandoned baby.
Bullish abandoned baby candlestick pattern price chart par aik buy ka signal banata hai , jis par market mein hum entry kar sakte hen . Pattern per trading karne se pahle lajmi taur per hamen indicator ya price chart action se trend confirmation lena chahie kyunki is pattern ke bad lajmi taur per bole strength reversal hona chahie lekin agar aisa mumkin nahi hota to hamen apne pattern ke sabse lowest position per stop karna chahie takeh hum jyada lash se mahfuj rah sake dusri taraf petrol ki confirmation ek white ya purush candle se hoti hai jo ki sabse last per 4th number per upward site per banti hai jis per hum market mein aasani se entry kar sakte hain .
Trading.
Bullish abandoned baby pattern chokeh prices k current trend k khatemay aik ishara hota hai , iss waja se market par yahan buy ki entry se trades entre keye ja sakte hen . Pattern par trading se pehle aik confirmation bullish candle ka hona zarori hai , jo k real body hone k sath teesri candle k upper par bhi close honi chaheye . Lekin ye pattern uss waqat invalid ho jayega , jab confirmation candle bearish ban jati hai . Pattern ki confirmation CCI , RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai , jiss par value oversold zone main honi chaheye . Stop Loss pattern k sab se low position ya doji candle low price se two pips below par set karen .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим