INTRODUCTION: Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum members dear ham jab Pakistan forex forum per kam kar rahe hote Hain to ismein ham dekhte hain ki hamen bahut hi acche tarike se hard work karna hota hai aur hamen is market mein mehnat karna hoti hai dear forex mein kam karte waqt aap dekhte hain kya aapke pass different candle stick patterns hote hain jinmen aap kam Karke is market se achcha profit le sakte hain agar aap candle stick patterns ko acchi tarike se learn karte hain aur acche tarike se inko samajhte Hain to aap is market mein kamyabi hasil kar sakte hain aur aap achcha profit le sakte hain isliye forex market mein learning Karen aur apna experience increase karen to aapko kamyabi milegi.
TWEEZER TOP: dear tweezer top candlest pattern ko identify karna bahut hi aasan hote Hain jab bhi aap is market mein Apne analysis kar rahe hote hain to iske liye aapko candlestick pattern hamesha market ke resistance per milega jab bhi market up trend mein move kar rahi hogi aur resistance per koi bhi aisi jagah jahan market Kisi bhi time frame mein yah pattern banaegi Uske bad market down hone ke chances ban jaate Hain to ise top ko dekhna bahut hi aasan hote Hain koi bhi aisi do candle jinmen candles ka jo top level hote Hain jisko aap candles ka high bolate Hain vah barabar Hona chahie usko tweezer top karna stick pattern bolate Hain yah ek reversal candlestick pattern Hota hai.
TWEEZER BOTTOM: dear forex market mein tweezer bottom aapko hamesha market ki support per yah pattern dekhne ko milega yah bhi ek reversal candlestick pattern hote Hain Jo ki market ko aap trend mein change karta hai jab market down trend mein ho rahi Hoti hai to ismein dekhte hain ki market Kisi bhi support per do aisi candles banati Hain jinka lo market mein barabar hota hai ismein ham dekhte hain ki niche wala hissa Jo market ki viks hoti hain ya fir market ki closing aur opening hoti hai vah barabar hogi jiski madad se yah ek reversal candle stick pattern banega use time frame ke mutabik bhains mein yah pattern banega usmein aap target le sakte hain.
TRADE ON THIS PATTERN: dear jab bhi aapko yah pattern dekhne ko milta hai aap ismein trade laga sakte hain lekin ismein sabse pahle market mein confirmation honi chahie ismein next candle ki 50% detressment per aap trade lagate Hain aur ismein aapka stop loss market ki lo ya high ke thoda sa upar hota hai iske sath ismein aap dekhte hain ki aapko take profit bhi achcha usi time frame mein jismein yah pattern banega usi hisab se achcha mil sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим