What Is Harami Candlestick Pattern....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Harami Candlestick Pattern....
    Aslam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge aur apni trading se satisfy honge aur forex trading mein kam karte hue apni learning aur market ma focus kr ke working kr rahy ho gy dear Forex members jasy ke Ham sab janty hain ke forex ma ham jitna zada learn krty hain itna he ham is ma improve hoty jaty hain is liy hamen learning krty rahy chahie dear forex member ma aj ap ke sath jis topic ko discuss karna chahta us ma be ham market ma bullish aur bearish candlestick ke bary learning karen gy ummid ha tamam dost apni apni achi postshare krengy jis se ham sab ka faida hoga



    Bullish harami candlestick pattern
    Bullish Harami candlestick Pattern ak bearish trend reversal pattern ha ye currency pairs aur commodities k price chart man bearish trend k bottom per support level per commonly nazer any wala pattern hy

    Identification of ""Bullish Harami Candlestick Pattern""
    :
    Bullish Harami Candlestick Pattern two candles sa mil ker banta ha Is pattern man first candle long real body ki Black candle banti ha Jo market man sellers k strong hold ko batati ha Lakin second candle ""Gap-up"" k sath first candle ki real body man sa open hoti ha aur thora sa price change de ker first candle ki real body man he close deti ha Aur asa lagta ha k black candle phragnant ho


    Second candle ki real body first candle ki real body k 25% sa zayada nahe honi chaheye werna pattern Bullish Harami nahe raha ga aur trade signal b valid nahe hoga

    Trading with "Bullish Harami Candlestick Pattern
    "":
    Bullish Harami Candlestick Pattern k banna k bad new candle k open k sath trader ko ""Buy ki Trade"" active kerni chaheye. Stoploss ko first black candle ki low sa nicha place karen aur Take Profit ko next resistance level per place karenBullish Harami Candlestick Pattern k sath ager trader kisi technical indicator ko b use kara to trade ki mazeed confirmation ho jae gi. Ager trader ""Relative Strength Index (RSI) Indicator"" ko use ker raha ha to is pattern ki formation k doran RSI oversold (30 level sa nicha) area man honi chaheye aur trade entry k waqt RSI 30 level ko cross above ker rahe ho

    Bearish Harami candlestick”
    :
    Bearish Harami, two bar ka Japanese candlestick pattern hai, jo batata hai, k prices jald he downside move kar sakti hain ye pattern aik lambi white/bullish candle p mushtamil hota hai jis k bad aik choti c black candle hoti hai Second candle ki opening aur closing prices, pehli candle k under majud honi chaiye Bearish Harami ki tashkeel sy pehly aik uptrend hota hai

    Important point of Bearish Harami Candlestick pattern:
    1. Bearish haramicandlesticks ka aisa chart hai, jo bull price movement main reversal ko indicate karta hai

    2. Ye aam tor p price main thori kami ki taraf, yani black candle ki taraf ishara karta hai Jo k pichly aik ya do din sy di gyi activity ki uper ki qeemat ki movement main shamil ho sakti hai

    3. Traders technical indicators, jasa k Relative strength index aur stochastic oscillator, jis main bearish harami hai, kamyab trade k chances ko barha sakty hain

    Bearish Harami explaination
    dear members, Bearish harami main second candle ka size, pattern ki taqat ko zahir karta hai Jitni ye candle choti ho g, us ki reversal ka chance utna ziada ho ga Bearish harami ka opposite pattern bullish harami hai, jo k nechy ki taraf jata hai aur suggest karta hai k prices upside ki taraf reverse ho sakti hain

    Trading in “Bearish Harami Candlestick pattern
    ”:
    Bearish Harami main trade karty waqt agar hum in chezo ka khayal rakhain, to acha result gain kar sakty hain Un ma sy kuch point nechy explained hain1. Price action:Dear members, jab prices Harami pattern main dosri candle sy nechy break hoti hain, to aik short position li ja sakti hai Ye Harami candlestick sy thora nechy stop-limit order dy kar kia ja sakta hai, ye un traders k lye ideal hai, jin k pass trade dekhny ka time nhi hai Traders k risk ki bhuk ko dekhty hue, stop-loss order Harami candlestick k uper, ya white candlestick k uper rakha ja sakta hai Profit ka target set krny k lye, support aur resistance k area ko use kia ja sakta hai

    Dear members, agar hum is pattern ko better understand kar lain aur is k sath dosry indicators bhi use kar lain, to achi trade kar sakty hain aur loss sy bach k acha profit earn kar sakty hain Taham, is pattern main better trade karny k lye dosry market indicators ka use lazmi karain Is tra is ki efficiency mazeed increase ho jaye ga
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What Is Harami Candlestick Pattern....

    What Is Harami Candlestick Pattern

    Harami candle stick esa pattern hay jes ko understand karny key ley day 1 ka time frame chart use karna important hota hay, day 1 me single candle bullish ya bearish banta hay es par hi focus nahi kia jata 2nd day key candle se ye information hasil ho sakti hay key ye bullish haramicandlestick hay ya bearish harami candle.Forex mai candlestickpattern ke bohat ahmeyat hain hamy in ko learn kar ky istamal kar ky market mai enter hona chahey pher he hum ache earning hasial kar sakly gy candle ke mutalik iqsam hain hain hamy kabe be inhy ignore nahi karna chahey forex aik world wide business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik international business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain or agar hum is mai lalachi ban ky jald baze mai kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga.

    Click image for larger version

Name:	aaaaaaaaaaaaaaaaa.png
Views:	23
Size:	4.0 کلوبائٹ
ID:	12403737


    Importance of Harami Candlestick Pattern

    Haramicandlestick Aisa pattern hota hai Jise understand karna bahut Zaroori Hota Hai Kabhi kabhi aap market Mein dekhte hain ke candlestick ke upar wale side side par koi. Nahi hota happier candlestick Kohima Haramicandlestick kehte hain Is par focus karna bahut Zaroori Hota Hai Singapore market ki neck movement ke baare mein Maloom Hota Hai agar aap ek long time trader hai to aapko is candlestick strategy ke baare mein likhna bahut jyada Jaroori hai a long-term main Jyada accha kaam karti hai.Candlestick patterns ke baare mein strategy Hasil karne ki koshish karte hain iske liye bahut important hai uske baare mein informationHasil Kare Phir aapko Uske baare mein Mukammal topper study karna ya phir information Hassan karna easy ho jayega aur aap Uske baare mein bahut hi achha Tarah Se Jaan Sakenge.

    Click image for larger version

Name:	bbbbbbbbbbbbbbbbbb.png
Views:	3
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12403738


    Types of Harami Candlestick Pattern

    Harami candlestick pattern ki 2 types hain

    1)Bullish harami candlestick pattern
    2)Bearish harami candlestick pattern

    Bullish harami candlestick pattern:
    Jab market long time sy continue down trend main movement ker rehi ho tou same Trend main jab market main aesi bearish candle creat ho ky usky bahd next bullish candle kuch gap ky sath uptrend main open ho aur isterha sy close ho ky bearish candle ka yeh fourth part tak ho lekin jahan per bearish candle close hui ho us sy kuch upside gap ky sath yeh bullish candle creat ho tou aesy pattern ko bullish haramipattern ka name dia gia hai tou jab aesa pattern complete hota hai tou wahan sy hamain buy main trade open ker leni chahiay ky aesy time per buy main trade open kerny sy hamain bahot acha profit hasil ho sakta hai.

    Bearish harami candlestick pattern:
    Bearish Haramipattern dusre Patron se different Hota Hai aur is pattern Mein different candlesticks Banti Hain aur Hamare liye in candlesticks ke bare mein information Hasil karna Jaruri hota hai ya candlesticks market Mein trade open karne mein Hamari bahut jyada help Karte Hain barrish Harami Patron ki madad se Ham acchi trade Lagane ke bad Ek Achcha prapt bhi Hasil kar lete hain is pattern ko Ham us Waqt acchi Tarah Se samajh Sakenge Jab hamare pass knowledge or experience hoga yah behtrin market mein bahut hi Achcha roleplay karta hai Iske information Hasil kiye bagair market Mein trade open karne mein main bahut acchi difficulties ko face karna padta hai apni trade se profit Hasil karne ke liye aur apne business ko Aage badhane ke liye Hamen market Mein maujud Tamam patterns ko understand karne ki jarurat hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	ddddddd.png
Views:	3
Size:	2.2 کلوبائٹ
ID:	12403739

    اب آن لائن

    Working...
    X