Bearish flag candlestick
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish flag candlestick
    Asslam O Alaikum!
    Dear members, Aaj hum jis topic ko discuss kr rhy hain wo hai bearish flag candlestick pattern. Hum is ki information share karain gy

    Introduction.
    Bearish flag candle stick pattern aik technical pattern hey jo keh downtrend ke continuation ko farhm karta hey bearish flag ke tashkeel aik ebtadai strong movement say nechay ke taraf eshara karte hey or es kay bad opar ke taraf say aik consolidation channel hota hey down ke strong movement ko flag kay naam say jana jata hey
    Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	22
Size:	21.4 کلوبائٹ
ID:	12539935

    Trade with this pattern.
    Dear members es pattern main trade leny k kye hamen pattern k complete hony or phr es k breakout ka wait karna chahye . breakout us situation ko khty hain jb market flag se bhr nklti ha or eski confirmation ye hoti ha k js time frame main market ye flag bnati ha usi time frame main market flag k bhr closing dy . breakout ki confirmation k bad hum es main sell ki trade lety hain .
    Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	20
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12539934

    Identification.
    Bearish flag ke identification assan hote hey jab trader components ko nderstand kar sakta hey or yeh tamam financial market par lago hota hey or na serf forex pattern khod teen parts mein takseem kea ja sakta hey 1 trader ko flagpole talash karnay e zaroorat ho ge jes ke identification ebtadai kamee kay tor par ke ja sakte hey yeh pattern bearish ya bullish bhe ho sakta hey trend ke base kaim ke jay ge 2 Prices ke ebtadai kamee kay bad bearish pattern identify kea jata hey es period kay doran prices slowly up ja sakte hein or ebtadai ekdam kay aik part ko wapes lay sakte hein es makam par trader trend ke direction mein price kam honay ka intazar karen gay 3 Price dobara kam honay kay bad trader bearish flag pattern par trade karnay kay ley es kay last component ko talash karen gay profit ka target currency pair ke price mein next down kay bad profit laynay ke mumkana value hey prices ke es level ko indicate karnay kay ley pips mein faslay ke pemaish kar kay ke ja sakte hey value ko ph ir humaray strong pattern ke pemaish kar kay ke ja sakte hey es tarah phir humaray strong pattern ke peak resistance line say menha kea ja sakta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearish flag candlestick

    What the Bear Flag


    Forex trading for consolidation karte hain extend Karte Hain Ki yah hai hai depending karte hain friend ko down satrant ko Ham rebound karte hain short per Milda Ham rebound Karti Hai accident karte hain 50% retracement is Nahin Barrage counterpart may consist Karen aur flagpole aur flag ke sath counter Ham formate Karte Institute karte hain different pattern ke upar Ham trading co analyse karte hue Ek acchi trade open kar sakte hain trading karte hue aapane market ko understand karna hai aapane market ke upar trade karni hai to usmein consolidate Karen ke patton ko learning Kare uska throughout Paisa pattern per

    Click image for larger version

Name:	Bull-and-bear-flags.jpg
Views:	1
Size:	38.5 کلوبائٹ
ID:	12403754

    three elements are integral for the bearish flag to occur:
    • The flagpole - the asset’s price must trade lower in a series of the higher highs and higher lows;
    • Flag - a consolidation must take place between two parallel trend lines in an uptrend;
    • A breakout - a break of the supporting trend line signals the activation of the pattern.


    Spotting the Bear Flag Chart Pattern

    Process Jo trading Barrage flag Hote yah base Karte same principle ke upar Ham apply Karte apni trade ko candlestick ke patton ko jo support flag ke sath Ham vate Karte Hain Ham Jise flag ke upar trading Karti Hain To Hamara Jo flag hote hain vah training may analyse karne mein bhi HAL Deta Hai Ham trading ki ko understand karne lag Jaate Hain Ek Achcha trader wahi hota hai jo market per Soch samajhkar trading Karen aur sikhe vahin point Jo market Mein hote hain Vahi trading Mein use karne chahie Jo trading Mein Hamen Najar Aate Hain
    Trading the Bear Flag Pattern

    Forex trading padyu beer trader Hoti Hai vah Manchali vate karte hain throughout karne ke liye market ko Ham market ko analyse karne ke liye trading ko bhi samajh Aati Hain jismein Hamen trade karne ke sath sath market ko bhi understand karna padta hai Hamen trading ke liye mehnat karni hai Hamen Yahan per struggle karni hai throughout market to understand karna hai Breakout ke andar ko dekhne hai jo ke flag ko market ko understand karne mein Har De ismein Jo opening trade Hoti Hai vah Breakout candle ke sath close Karti Hai blue flag ko Ham eventually vate karte hain yahan se batteries clay To Ham reward dekhte hain entry ko hire market to understand Karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: Bearish flag candlestick

      WHAT IS A BEAR FLAG?

      Assalamu Alaikum dear Forex member Aaj Ham Apne topic ko discus Karenge bear flag point hota hai iske sath Ham dekhne ke liye Kafi Dada popular technique Hoti Hai jismein provide Kiya Jata extension Ham market ki Santan ke upar trading kar sakti hun karte hain aur yah consolidation market mein bahut acche se kam karti hai aur ham Kafi acha profit bhi Hath kar sakte hain and trading Mein Hamen Kuchh ko samajhne ke liye treat Karni chahie Har EK acchi trade open karne ke liye Nahin AP karte hain aur Achcha kam karne ke liye Vishva Katate rahe hain lekin Ham Jab Bhi Jab Bhi trading ki Jaaye to usko samajhte ki Jaaye Hamen trading Mein Kafi Dada machine missile ka bhi Samna karna padta hai

      Click image for larger version

Name:	bearish-flag-pattern_body_bearflagpattern.png.full.png
Views:	4
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12404288

      IDENTIFY A BEARISH FLAG ON FOREX

      Bearish flag indicator ko kaise Ham use kar sakte hain to Uske point mein Ja Dekhi Ke Baras like ke upar market ki jo movement Hoti Hai vah clear hoti hai ki market down side ke Taraf jana hai Iske component coordinator fire kiya jaaye point 25 kiya jaaye To Ham trading mein bhi achcha response Lekar Aate Hain uske sath Ham initially decline Dekhte Hain Jo market Mein sharing ko aur uske kaun sa ko samajhne ke kam a sakta hai hai aapko market Mein profit bhi deti hai aur aap Usi profit ke sath setting ko understand kar sakte hain

      Bear flag formation summary:
      1. Preceding downtrend (flag pole)
      2. Identify upward sloping consolidation (bear flag)
      3. If the retracement becomes higher than 50%, it may not be a flag pattern. Ideally, we’ll see the retracement be less than 38%
      4. Enter at top of flag or on breakout below the low of the lower channel
      5. Look for prices to break lower with a length equal to the size of the flag pole


      If procedure Ko Jab trader understand Karta Hai To Uske trading Mein Kafi Dada profitable technique ka use kar lete hain Ham tere ko bhi understand Karte Hain Ham Charon ki tips Kabhi understand Karte rehte hain aur kam Kabhi acche se kar sakte hain suit Ham ke liye market ko Ham bhi banaa sakte hain aur trading karne ke liye Hamen Hath se market ko Samajh Kar kam karna hoga
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Bearish flag candlestick

        Assalamu Alaikum! Dear seniers and juniers, umeed ha k ap sab kheriat sa hon ga aur forex market sa daily basis per ak acha gain le raha hon ga.

        Forex trading man trader kisi b currency pair ya commodity ko buy/sell kerna k liye technical analysis kerta ha. Technical Analysis k doran trader market price ki movement ko smajhna k liye price chart ko read kerta ha. Q k price chart price k patterns man changes, momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta ha. Chart Patterns currency pairs aur commodities k price chart man market price ki movement ko track kerna k liye use hona wala most common technical tools han.

        Flage Chart Pattern:

        Flage Chart Pattern ak strong trend continuation chart pattern ha, jo currency pairs aur commodities k price chart man long bullish/bearish trend k mid man banta ha aur price k current trend ki direction man thori dair consolidation kerna k bad breakout deta ha. Is pattern man price 10 to 20 candles small range man bana ker breakout k bad straight move kerti ha. Straight move ko ""Pole"" ka name diya jata ha.

        How to draw Flage Chart Pattern?

        Flage Chart Pattern ko draw kerna k liye trader ko chaheye k wo price k swing high aur swing lows ko trendlines sa jora, dono trend lines k dermiyan distance same hona chaheye aur her trendlines at-least two swing lows ya two swing highs ko jorh ker banai gai ho.

        Types of Flage Chart Pattern:

        i. Bullish Flage Chart Pattern.

        ii. Bearish Flage Chart Pattern.


        Click image for larger version

Name:	images (24).png
Views:	13
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12404329

        Bearish Flage Chart Pattern:


        Bearish Flage Chart Pattern ak bearish trend continuation pattern ha, jo currency pairs aur commodities k price chart man long bearish trend k mid man banta ha aur pattern k complete hona per price lower trendline ko break kerti ha. Ye pattern tamam timeframes man work kerta ha.

        Click image for larger version

Name:	images (26).jpeg
Views:	5
Size:	31.1 کلوبائٹ
ID:	12404328

        Intraday traders ko ye pattern small timeframes M-5, M-15, M-30 aur H-1 man watch kerna chaheye aur Long-term traders ko ye pattern bara timeframes H-4, D-1 aur W-1 man watch kerna chaheye.

        Trading with Bearish Flage Chart Pattern:

        Bearish Flage Chart Pattern per trading k liye zarori ha k trader is pattern ko acha sa draw kara aur jab ye pattern complete ho jae aur price lower trendline per a ker candle ka close trendline k nicha de to is per trader ko ""sell ki trade"" active kerni chaheye.



        Stoploss and Take Profit:

        Bearish Flage Chart Pattern per trading k doran trader ko stoploss upper trend line k oper place kerna chaheye aur Take Profit ko previous straight move k baraber nicha place kerna chaheye.

        ....Click image for larger version

Name:	images (25).png
Views:	1
Size:	13.7 کلوبائٹ
ID:	12404327

        اب آن لائن

        Working...
        X