Daily Trading Strategy
Forex trading mein mukhtalif kesam kee trading kee jaati hae jess mein aapp different strategy estemaal kar kay market mein kaam krte hein. Aaj mein aapse intraday trading ke maloumat shatre karun. Agar app daily bases par thora thora profit banana chahetyehh hein to aapko intraday trading stratedy pe kaam karna hoga. Expert trader hamiesha yehh bat kehty hain ky timeframe jetna bara ho ga trader ko market ma itnaa he reliable signal mil jae ga. Trader jetna small timeframe ko estemal karyn gy wo itnaa he casual signal hasil kar payn gy jes ko estemal kar ky profit hasil karna bhot mushkil ho jata hai.
Choti Lot Ka Estemaal
Forex trading ma trader wo he kamyab hota hai jo small lot ky sath trade karta hai. Intraday timeframe ma trader ko bhot acha signal mil sakta hai but esk sath trader ko hamesa small lot he estemal karne chahe. Jo trader intraday timeframe ky sath bara lot size ko estemal karty hain unko profit hasil karny ma bhot problems hoti hai. Forex trading ma bara lot sy trader karna easy hai aur es ma profit acha hasil ho jata hai but trader ko agrnuksan ho jae to itnaa bara hota hai ky trader ka account he wash ho jata hai aur trader chah kar b es baranuksan ko recover nahe kar paty. Forex trading ma bara nuksan ko recover karna trader ky lae mumken nahe hota aur esk lae yehh asan ho jata hai ky wo account he wash karwa dey aur phr sy acha capital jama karna start kar dey but acha capital jama karna b bhot mushkil ho jata hai.
Intraday trading Kay Faidey
Agr es ki importance aur advantages ki baat ki jay to kuch trader daily trade kar kay profit andnuksan lainy per he iktefa karty hain aur apna trading order market close hony say pehly he close karty hain. Yehh intraday strategy kehlati hay aur meray khial say es kay teht trading karna bahut mufeed hota hay. Q keh daily market jab close hoti hay to next day baz dafa gap banati hay, aur last session ko continue nai karti esi tarah market ka daily pivot point, support and resestance point bhi change ho jata hay. Youn jo traders market kay pivot point, support and resestance ko find kar laity hain woh esky mutabiq daily bases per short term trading karty hain. Agarcheh inka profit some limited he rehta hay buy yehh at the end of the day baghair kesi tension kay trading say exit ho jaty hain. Next ager market gap say bhi open ho to yehh es effect say bachy rehty hain.
Lazmi nai keh aik trader ager intraday main trading kary ga to esko daily he acha profit ho, sometimes aesa bhi hota hay keh market es trader ki favour main nai hoti aur youn esko ya to tradenuksan main close karna par jati hay ya phir next openeng session main esko continue karna hota hay. But ager trader ko trading main ziada nuksan ho raha ho to usy chahiyehh keh woh back up plan bana kar apne trading konuksan say nekaly.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим