Money Flow Index Indicator (MFI) ka istimal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Flow Index Indicator (MFI) ka istimal
    Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	3
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12539859
    Money Flow Index Indicator aik ""momentum indicator"" hy jo currency pairs aur commodities ki Money flow k in aur out ko specific timeperiod k liye measure kerta ha. Money Flow Index Indicator aur Relative Strength Index Indicator man main difference ye ha k RSI Indicator sirf price per work kerta ha jab k MFI indicator volume aur price dono per work kerta ha. Is liye MFI indicator ko ""Volume Weighted RSI"" b kehta han. MFI indicator ""Money Ratio"" calculation k liye currency pairs aur commodities per money positive and negative flow ko accumulation sa find kia jata ha aur Money Ratio ko ""Oscillator"" per display kia jata ha. RSI Indicator ki terha is man b 0 to 100 levels hota han, jin k dermiyan MFI indicator apna results display kerta ha. Money Flow Index (MFI) basically aik technical indicator hy ye keemat aur hujjam dono ko use karta hai . lekin mostly Selling pressure Jo market me mojood hota hy us ko calculate karny k liye use hota hai. is indicator ko volume weight RSI bhi kaha jata hai.
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	3
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12539860
    Working and Calculation of Money Flow Index Indicator:

    1. MFI indicator man ager MFI line 20 k level sa below ho to isko particular currency pair ya commodity ki price k ""Oversold"" condition ko batati ha. Aur ager MFI line 80 sa above ho to ye particular currency pair ya commodity k ""Overbought"" condition ko batata ha. Money flow index market ki different states ko depict karta hai jis ma mainly over bought jo market ki major resistance par or over sold states jo market ki major suppprt par hain. Jb money flow index market ki over bought state ko rectify karta hai to ye trader ko helpout karta hai k wo short ki trade ko start kar leyn. Jb money flow index over sold state ko consider karta hai to ye trader ko signal deta hai kay wo long ki tradr ko start kar sakyn.
    Click image for larger version

Name:	images (1).jpg
Views:	1
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12539861
    MFI ka Istimal karna
    Ye indicator agr singly use kr k hum trading krengy. To hamen false trade signals/entries ka samba krna par sakta hai. Is liaye hamen chaheye k dosry technical indicators ko use krty huwy is indicator ki help len. Is tarha market mai chart patterns sy signals bhi len or market mai overbought or oversold conditions k bary mai janny k leye hum is indicator ka use kr sakty hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money Flow Index Indicator (MFI) ka istimal

    . Forex trading aik risky business hai. Is me profit hasil krnh k liy ap k pass candlesticks ka knowledge aur experience hona buht zarori hai. Bearish kicker candlestick pattern, aik buht hi important aur famous pattern hai, is pattern ki achi understanding, profit Hasil krny k liy aur loss say bachny k liy, buht zarori hai.

    Introduction of Bearish kicker candlestick pattern:

    Bearish kicker candlestick pattern, 2 Candlestick per mushtamil hota hai. Ager ap is pattern ko understand krna chaty hain to dono candlestick ko study krna hoga.

    * is pattern ki first Candlestick, aik bullish candle hoti hai, jo strong up trend ya consolidation phase k bad banti hai.

    * is pattern ki second Candlestick aik bearish candle hoti hai, is ke pehchan yah hai k first candle (bullish candle) k close say kafi down open hoti hai, aur first candle k close aur second candle k open me distance hota hai.

    Dear friends, Forex trading market me, is candlestick pattern ko Bearish kicker Candlestick Pattern khety hain. yah pattern, tabi powerful hota hai, jab ap ko strong uptrend k bad ya consolidation k bad mily. is time is ki accuracy aur zayda hoti hai. Yah aik buht strong trend reversal pattern hai. Yah market k mood change k bary me btata hai.

    Bearish kicker effectiveness:

    Bearish kicker candlestick aik buht powerful signal hota hai. Yah ap ko aik selling entry daita hai.



    Interpretation:

    Dear friends, Bearish kicker Candlestick Pattern, ap ko aik achi selling entry daita hai. Forex trading me kamyabi kli money management aur emotional discipline buht zarori hai.

    Chart:

    Dear members, main ap k sath is candlestick pattern ka chart share kiya hai is say ap ko achi trah understanding lay lain ta k ap ki trading skills increase hon gi.
    • #3 Collapse

      Re: Money Flow Index Indicator (MFI) ka istimal

      Money Flow Index - MFI Definition and Uses

      money flow index ( mfi ) aik takneeki oscillator hai jo qeemat aur hajam ke adaad o shumaar ka istemaal karte hue kisi asasay mein ziyada khareed aur ziyada farokht honay walay signals ka pata lagaata hai. is ka istemaal anhrafat ka pata laganay ke liye bhi kya ja sakta hai, jo qeemat ke rujhan mein tabdeeli ka ishara deta hai. Oscillator ki range 0 se 100 tak hoti hai. money flow index, riwayati oscillator jaisay relativ strength index ( rsi ) ke bar aks, sirf qeemat ke bajaye qeemat aur hajam ke data dono ko mad e nazar rakhta hai. nateejay ke tor par, kuch tajzia car mfi ko hajam ke lehaaz se rsi ke tor par kehte hain. jab qeematein aik muddat se dosray daur tak barh jati hain to khaam raqam ka bahao misbet hota hai, aur usay misbet money flow mein shaamil kya jata hai. raw money flow ko manfi paisay ke bahao mein taawun diya jata hai jab yeh is muddat ke andar qeemat mein kami ki wajah se manfi hota hai .




      How to Calculate the Money Flow Index


      money flow index ko mukhtalif marahil mein shumaar kya jata hai. agar aap usay haath se kar rahay hain to, speed sheet aik acha khayaal hai .
      pichlle 14 sishnz ki ost qeemat ka hisaab lagayen .
      nishaan zad karen ke aaya aam qeemat har muddat ke liye pichli muddat se ziyada thi ya kam. agar khaam paisay ka bahao acha hai ya manfi, yeh aap ko betaye ga .
      khaam raqam ke bahao ka hisaab laganay ke liye is muddat ke liye aam qeemat ko hajam se zarb den. is baat par munhasir hai ke aaya dorania oopar tha ya neechay, manfi ya misbet adaad istemaal karen ( oopar ka marhala dekhen ). guzashta 14 adwaar mein tamam misbet raqam ke bahao ko mila kar aur manfi raqam ke bahao se taqseem kar ke raqam ke bahao ke tanasub ka hisaab lagayen .
      chouthay marhalay mein qaim kardah tanasub ka istemaal karte hue, money flow index ( mfi ) ka hisaab lagayen .
      har nai muddat ke khatam hotay hi hisaab kitaab jari rakhen, sirf pichlle 14 adwaar ke data ko istemaal karen .
      What Does the Money Flow Index Tell You?

      jab inhiraf hota hai to, money flow index sab se mufeed tools mein se aik hai. jab oscillator qeemat ki mukhalif simt mein harkat karta hai to usay divergen kaha jata hai. yeh is baat ki alamat hai ke qeemat ka mojooda rujhan badal raha hai .
      aik intehai ouncha money flow index jo 80 ki qader se neechay aana shuru ho jata hai jab ke bunyadi security mein musalsal izafah hota rehta hai, misaal ke tor par, bearish price reversal indicater hai. aik intehai kam mfi reading jo 20 se ziyada barh jati hai kyunkay bunyadi sikyortiz ki qeemat mein musalsal gravt hoti hai qeemat ko ulat jane ka ishara hai .
      tajir aksar qeematon aur mfi mein mutadid lehron ka istemaal karte hue ziyada farq talaash karte hain. misaal ke tor par, aik stock $ 10 ki oonchai tak pahonch sakta hai, phir $ 12 tak pounchanay se pehlay $ 8 tak gir sakta hai. qeemat lagataar do nai bulandiyon par pahonch gayi hai, $ 10 aur $ 12 par. jab qeemat $ 12 se tajawaz kar jati hai, to mfi kam oonchai peda karta hai, jo is baat ki nishandahi karta hai ke nai bulandi ki tasdeeq nahi hui hai. yeh qeemat mein kami ki alamat ho sakti hai .
      ziyada kharidi hui aur ziyada farokht ki sthon ko aksar taajiron ko mumkina tijarti mawaqay se aagah karne ke liye istemaal kya jata hai. 10 se neechay aur 90 se oopar ki harkatein dekhna ghair mamooli baat hai. tajir taweel tijarat ki nishandahi karne ke liye mfi ka 10 se oopar bherne aur mukhtasir tijarat ki nishandahi karne ke liye 90 se neechay girna dekhte hain .
      ziyada kharidi hui ya ziyada farokht ki haalat se bahar niklny ki doosri hikmat e amli faida mand ho sakti hai. jab koi asasa oopar ke rujhan mein hota hai, misaal ke tor par, 20 ( ya is se bhi 30 ) se neechay girna aur phir is se oopar ka izafah yeh tajweez kar sakta hai ke pal back khatam ho gaya hai aur qeemat ki paishgi dobarah shuru ho gayi hai. neechay ki taraf rujhan ke liye bhi yahi kaha ja sakta hai. aik qaleel mudti really mfi ko 70 ya 80 tak le ja sakti hai, lekin jab yeh is satah se neechay aajay, to yeh aik lambi position shuru karna munasib ho sakta hai .
      • #4 Collapse

        Re: Money Flow Index Indicator (MFI) ka istimal

        Money Flow Index (MFI) indicator for profitable trading

        Money Flow Index (MFI) is an oscillator that usages Yahan per aap instrument Dekhte Hain Jo private car volume Hote measuring buying hoti hai apne chunati Hoti Hai unko Ham base out Karte Hain unhen ke sath Ham trading Karti Hain trader ko iske sath hi mein dekhna hai ki market kis point ke sath volatile Hoti Hai Har point aapko trading Mein Najar Aane chahie yahan se further Ham Dekhte iska Jo wait Sahi hota hai vah indicator combine Hote Momentum volume ke sath jismein Ham formula generate Karti Hain Ki yahan se Agar Jo Hote above considered Kiya jata hai ki over purchase condition mein hai aur below 20 oversold condition Mein Hota Hai

        Click image for larger version

Name:	290yp2w.gif
Views:	4
Size:	12.2 کلوبائٹ
ID:	12403747

        Construction of MFI Indicator
        Ham main market Mein for the dekhte hain to use karte hain different method ko yahan se Hamen trading co regularly failure ke sath Nahin dekhna hai ismein occurrence Dekhe To Ham lete karte hain price ke reversal ko yahan se failure completely Hamari independent Hoti Hai price Jo solimo Karti Hai vah failure swings consists Karti Hai 4 step ke upar joke Hamara considered Kiya Jata Hai dariya tu yah bolo Chhoti Hai buying opportunity mein bhi Barish Hoti Hai sending opportunity Mein kiske sath aap lete karte ho enter karte hue inside oversold song ko jismein Ham FIR Oz ke sath Ham Kafi Jyada pull up Karte rahte hain market ko

        Working of MFI Indicator
        Money flow index apart Dekha Jaaye to yah yahan se Ham dekhte hain ki yah Yahan per Jo market Deti Hai Ya Latif index se ke sath closely hoti hai jo delete Karti Hai construction Kisan main difference dekar ismein Ham incorporate Karte volume ko aur lete karte hain signal ko karte hain possible reversal ke sath ismein timely fashion mein time set karen to yahan se Ham range dekhte hain between zero se hundred Jo use ki Jaati Hai default setting mein aur Market ki ISI default setting Mein Hamen trading Mein volume ko instrument ke sath use karna hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Money Flow Index Indicator (MFI) ka istimal

          Assalamu Alaikum Forex member ummid hai aap sab theek Hogi Aaj ka Hamara topic Hai money folw index indicator kia hai or ya Kis Tarah Se karte hain aur yah Forex Mein Kya Kam Karti Hai Is per Aaj Ham detail mein baat karte hain.

          Money flow index indicator:

          Money flow index indicator ko bahut acche tarike se momentum indicator Mein Maiya Kiya Jata Hai jisse make sure aapko floor ki moment ka pahad Mein Pata Chalta Hai jisse money ko bahut acche tarike se into aur out of security key over specific period of time mein dekha jata hai jo ki relative Karta Hai relative strength index mein jo ki Hamen bahut acche tarike se incorporation volume ko Dekhte Hue rice kara hota hai Hamen relative index mein aur usko consider Kiya Jata Hai price ke sath.

          Click image for larger version

Name:	images (16).png
Views:	1
Size:	2.6 کلوبائٹ
ID:	12403902


          What is the best money flow indicator?

          Jab Hamen reason Chaikin money flow ki best volume ki classification volume ke indicator ko Dekhte Hue make sure Institution of accommodation distribution. Type lete aur Pradhan isko Delhi mein dekhte hain isko bahut acchi tarike se chaikin volume indicator Mein isko above zero line Mein Dekhte Hain Jo ke Converse Karta Hai selling ko off karta hai chaikin indicator ko bahut acche tarike se zero line Mein show Kiya Jata Hai below line mein.


          Click image for larger version

Name:	images (23).jpeg
Views:	1
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12403903


          How do you use the money flow index indicators?

          1 . Compute the typical price for a period. Typical Price = (Low + High + Close) / 3. ...


          2 . Compute the raw money flow. Raw Money Flow = Volume x Typical Price.


          3 . Compute the money ratio. ...


          4 . Compute the Money Flow Index (MFI).



          Click image for larger version

Name:	images (17).png
Views:	6
Size:	9.0 کلوبائٹ
ID:	12403904

          اب آن لائن

          Working...
          X