Forex Trading Price Mein Slippage keyaa Hae?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Price Mein Slippage keyaa Hae?
    Forex Trading Price Mein Slippage keyaa Hae?

    Forex market mein trading kay doraan slippage es haalat ko kehtay hain ky jbbb koi order aap market meinn open yaa close kartey hein tu current position ke bjay market upward yaa downward move kar jay aur hmara order aik new position perr open ho jay. Slippage us waqt hoti hae jbb market maein buy aur sells ky darmiyaan steadiness na ho. Forex market mein trading key doraan do tarah ke slippage hotie hae.

    1) Jab hm market maein koi order place kartay hain tu market ky back move karnay sa hmara order aik new aur less position perr execute ho jata hai jo ziada mufeed sabit ho es ko hm positive slippage kehtay hain, isi tarah koi order close kartay huay bhi agr market up move kar jay aur new position perr trade close ho tu ye bhi positive slippage kehlata ha, jaisay hm trade open karnay ky liay kisi pair ko 1800.00 parr buy karain aur market further down move kar jay jis sa hmara order 1750.00 perr execute ho yaa trade close karnay ky liay hm 1800.00 select karnay ke koshish karain lakin market up move kar jay aur hmari trade 1850.00 perr close ho in situations ko hm positive slippage kehtay hain.
    2) Jab hm market maein order place karain aur prices further move kar jaen jin sa hmari trade ghalat situation parr open ho jay usay negative slippage kehtay hain, jaisay agr hm kisi pair perr 100.00 perr trade open karain mgr wo 101.00 parr execute ho jay, yaa isi tarah agr hm koi trade close karnay ky liay 100.00 ke position select karnay ke koshish karain mgr trade 99.00 perr close ho jay in conditions ko negative slippage kahain gay.

    Click image for larger version

Name:	slippage.png
Views:	13
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12539721

    Slippage ko ham take profit or stop loss and buy limit yaa sell limit trading tools ko estemaal kar ky counter kar sakty hain So hamy slippage sey bachny ky lae enko estemaal kar lena chahe tu better hota hay bad az pachtany ky trade profit maein close he ni ho paeIs condition maen aapko Apne order Ke Andar Se limit yah by limit stop aur by stop tools ka estemaal karna hoga Kyunkimarket Jab Tu volatile bahut jyada hoti hay bahut hi jaldi Upar aur niche ke taraf Munh kar rahi hoti hay tu aap apni trademein stop-loss aur upay limit Ja take profit ke rules ka estemaal karte hue Jis point perr Chahte Hain Apne trade ko close karna yapoint parr take profit stop plus size limit by limit stop bus stop koi bhi tool ka estemaal karte hue aap apni trade ko band kar sakte hain es Sarah se hum es situation se bach Sakte hain

    Forex trading me slippage jbb trader ke favour maein ho jae tu esko ham positive slippage kehty hain. Jesa ky trader ko agr trade close karni hay or wo trade close ni hoe tu bad maein trader ka profit zayada ho jata hay tu esko ham positive slippage kehty hain. But agr trader apni trade ko slippage ke waja sey close ni kar pata or market profit sey loss maein ponch jati hay tu esko ham negative slippage kehty hain. Trader trading tools ky help sey market slippage ko counter kae sakty hain. Ik trader ko agr trade close karni hay tu esko chahe ky stop loss or take profit estemaal kary or trader ko agr trade open karni ho tu esko chahe ky wo pending orders ko estemaal kary or trade ko open karny ky lae wo limit order yaa stop order ko estemaal kary. Or apny account ke base perr manage kary.

اب آن لائن

Working...
X