Types of "Currency Pairs" and their detail.
INTRODUCTION:
Dear forex members umeed krta hu k ap sb kheriyat sy hu gy or forex sy daily k basis pr achi earning kr rahy hu gy. Dear forex members forex aik risky business ha jis ma loss b hota ha or profitb. Loss us soort ma hota ha jb hamen trading ka experience ni ho ga. Is k lye zrori ha k is k bary ma knowledge hasil krn ta k profitable trading kr saken. Aj ma ap sy currency pairs ki types k bary ma discussion krn ga.
TYPES OF CURRENCY PAIRS:
Currency pairs ki 3 iqsaam hain.
1. Major Currency pairs
2. Minor Currency pairs
3. Exotic Currency pairs
MAJOR CURRENCY PAIRS:
Dear Forex members major currency pairs sy murad asay pairs hain jo forex market ma bht zyda trading krty hain. In ma daily kafi zayda traders trading krna pasand krty hain. In ka spread or volatility low hoti hai. Jb k inki liquidity b high hony ki waja sy inko trading k lye bht active samja hata hai.Forex trading ma minor ki b liquidity b high hoti hai lakin major pair sy km hoti hai. Forex trading ma agr major pairs ma traders ko acha signal na mil raha ho to minor pairs par b trading ki ja sakti hai. Minors pairs ma jpy .gbp wegra shamil hain. Ye USD dollar ki trha high liquid to ni ha lakin ye kafi had tk liquidi rakhti ha. Major currencies pairs ma USD ki involment ki waja sy is ma bht zyda trading ki jati hai. Top major currencies pairs EUR/USD ,GBP/USD, USD/JPY , USD/CHF, AID/USS, USD/CAD wegra shamil hain.
MINOR CURRENCY PAIRS:
Dear forex members minor currency pairs ki pehchan bht asani sy ki ja,sakti hai. Yahni asi currency k pairs jin ma US dollar involve na hu wo minor currency's pairs kehlaty hain. Jb k in k cross rates ko calculate b asani sy kiya ja sakta hai. Or main pairs ma sy inko minus b kiya ja sakta hai.Forex traders ko ye koshish krni chajye k wo in pairs ko minus kry q k in ki liquidity bht high hoti hai.or in ki volatility bht low hoti hai. Jo traders forex ma trading krty hain unko pairs select krny chahye beshak wo trading ma stabl hun. Major currencies ma Developed countries ki currencies hoti hain. Iski aik nishani ye hai k jis pair ma us dollar evolve ho usko hum major pair kahen gy. Inko hum kahen sy b cash krwa sakty hain. Or inko ksi b currency ma convert b krwa sakty hain. Minor pairs ma EUR/GBP, EUR/AUD, GBP/JPY, EUR/CHF, EUR/NZD etc shamil hain..
EXOTIC CURRENCY PAIRS:
Dear forex members exotic currency pairs ki identification b bht easy hai. In mma wo currencies shamil hoti hain jin ma aik currency major hoti hai. Jb k dosri currency development ya fast emerging marketing currency hoti hai. Kafi currency k large current account deficit hota hai. is lye lye ye currency stable nahi hoti. Im ma utar charhao bht zayfda hota hai.or in ma liquidity bht km hoti hai. Is lye broker is pr trade krny ki high brokage charges charge krta hai. Or in pairs ki speed b bht zyda hoti hai. Islye forex traders ko hamesha major pairs or minor pairs ka he intakhab krna chahye.q k inka spread b km hota hai. Or in pr broker k services charges b km hoty. hain. Jesy k USDMXN currency pair . yahn oar US dollar aik major pair hai.jb k MXN pair aisa pair hai jis ki volatility bht zyda hoti hai iski waja sy is ka trend b bht jld change ho jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим