Relative vigro index indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Relative vigro index indicator
    Assalam ulikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread pe apkeMe ak bhot he important topic relative vigro index indicator ke importance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse share karo
    Ga wo apke knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe Amal karte he to ap ak ache trader ban sakte he or bhot sare paise
    Bhi kama sakte he or ak bat Jo me apko btana chahta ho ke agar ham Pakistan forex forum me apni pori mhenat or himmat se Kam karte he or apna ziyada

    Se ziyada time Pakistan forex forum pe guzarte he to ham ak ache trader ban sakte he or bhot sare paise bhi kama sakte he isliye hme Pakistan forex forum
    Pe apni pori mhenat or himmat se Kam Karna chahye.



    Relative Virgo Index kia hy ??
    Dear members Relative Virgo Index ek technical analysis tool hy jo k kisi trading pair k trend ki strength ko measure karta hy . Relative Virgo Index trading pair ki closing prices ko compare krta hy unki range sy r phir simple moving average ko use kr k result deta hy . (RVI) tb ziada useful hota hy jb uptrend men market apny previous high
    se oper close ho r down trend men market apny previous low se nechy close ho . Or agr prices or (RVI) main divergence ajay to yeh trend men changing ki conditions hota hy . Uptrend me agr (RVI) bhi uper ki traf move krta hy to yeh is bat ki indication hota hy k uptrend men ab momentum ata jarha hy r market apna trend rakhy so ap buy ki trades ly sakty hn ya easy hold kr sakty hn .
    R esy hi downtrend men (RVI) ko bhi nechy jana chahie tab
    yeh momemtum ki nishani hy or strong trend ki nishani hota hy ..

    Trading me RVI ka istmal!!
    Dear members (RVI) hamen trading me kafi help deta hy agr hum isko smjh k trade karen to . Misal k tor per agr market down trend men h r ap es men achi entry talash karna chahty hn
    hn to ap (RVI) se help ly sakty hn .
    jb market downtrend men hogi r volatility low hogi to (RVI) zada move ni kary ga to ap ko low volatile market men trade ni leni chahie jesy hi market highly volatile hogi
    (RVI) bari move kary ga r tab ap confirmation k bad market men entr ho sakty hn .
    Or dosra jesa k men oper discuss
    kr chuka hn (RVI) divergence k through b hamen trading men help karta hy r hamen possible trend changes k bary me btata h ..

    RVI Divergence!!
    Dear members (RVI) divergence us situation ko kehty hn jb (RVI) oscillator price movements ko follow ni karta .
    Misal k tor py market uptrend men ha r musalsal oper
    ki taraf move karti ha jb k (RVI) yaa to lower low bnata ha ya phir apny previous high ko break ni krta . Es tarah dono ki direction change hoti hy or ye es bat ki nishani hota hy k ab trend change hony wala ha so ap apni buy ki trades close kren or mazeed buy ki trades na len ya phir sell ki trade talash kren .
    Esy hi downtrend
    main bhi divergence hoti h jo k trend change hony ki
    nishani hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Relative vigro index indicator

    Relative Virgo Index:-

    Relative vigor index ko agar aap in short kahana chahte Hain to isko aap RVI ke naam se jante hain aur yah iska abbreviation hota hai agar aapko RVI ka bataya jata hai to iska matlab relative vikar index hi hota hai aapko hamesha is purpose ke liye jyada se jyada apni learning ko complete karna hota hai aur jab aap is platform per relative vigor index ki help se trade karte hain to ismein aapko definittely bahut important information hasil karna hoti hain aur iske different levels ko acchi tarah study karna hota hai Jab aap iske prescribed 2 different levels ko study karte hain aur iski divergence ki information hasil kar lete hain to aap hamesha acchi tarah kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	4
Size:	36.8 کلوبائٹ
ID:	12403507

    Explanation:-

    Relative Virgo Index ek specialized examination device hy jo k kisi exchanging pair k pattern ki strength ko measure karta hy . Relative Virgo Index exchanging pair ki shutting costs ko look at krta hy unki range sy r phir basic moving normal ko use kr k outcome deta hy . (RVI) tb ziada helpful hota hy jb upswing men market apny past highse oper close ho r down pattern men market apny past low se nechy close ho . Or on the other hand agr costs or (RVI) fundamental uniqueness ajay to yeh pattern men changing ki conditions hota hy . Upturn me agr (RVI) bhi uper ki traf move krta hy.

    Click image for larger version

Name:	RVI.jpg
Views:	2
Size:	40.3 کلوبائٹ
ID:	12403512

    Relative Vigor Index Yah Kaisa most popular indicator hai jo technical trading ki community Mein use Kiya jata hai ya developed Kiya Gaya Hai indicator ke yahan se Ham associated family Ko Dekhkar Jo RVI type Li Ham use karte hain determine karte hain uski friend ko Ham yahan se witness karte hain market Mein price ki movement Ham opening price ke sath Dekhte Hain Jo town and Mein Ham expect Karte Hain Ki Ham iska Ek Achcha unfollow kar sakte Iske instrument Mein Ham longer Dekhte Hain Jo apni price ke sath ke shahron mein comparing Karti Hai price ko opening price ki closing ko jo try karta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Relative vigro index indicator

      Relative Virgo Index kia hy ??
      Dear members Relative Virgo Index ek technical analysis tool hy jo k kisi trading pair k trend ki strength ko measure karta hy . Relative Virgo Index trading pair ki closing prices ko compare krta hy unki range sy r phir simple moving average ko use kr k result deta hy . (RVI) tb ziada useful hota hy jb uptrend men market apny previous high
      se oper close ho r down trend men market apny previous low se nechy close ho . Or agr prices or (RVI) main divergence ajay to yeh trend men changing ki conditions hota hy . Uptrend me agr (RVI) bhi uper ki traf move krta hy to yeh is bat ki indication hota hy k uptrend men ab momentum ata jarha hy r market apna trend rakhy so ap buy ki trades ly sakty hn ya easy hold kr sakty hn .
      R esy hi downtrend men (RVI) ko bhi nechy jana chahie tab
      yeh momemtum ki nishani hy or strong trend ki nishani hota hy ..

      Trading me RVI ka istmal!!
      Dear members (RVI) hamen trading me kafi help deta hy agr hum isko smjh k trade karen to . Misal k tor per agr market down trend men h r ap es men achi entry talash karna chahty hn
      hn to ap (RVI) se help ly sakty hn .
      jb market downtrend men hogi r volatility low hogi to (RVI) zada move ni kary ga to ap ko low volatile market men trade ni leni chahie jesy hi market highly volatile hogi
      (RVI) bari move kary ga r tab ap confirmation k bad market men entr ho sakty hn .
      Or dosra jesa k men oper discuss
      kr chuka hn (RVI) divergence k through b hamen trading men help karta hy r hamen possible trend changes k bary me btata h ..

      اب آن لائن

      Working...
      X