Doji Candlestcick pattern ki iqsam.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Doji Candlestcick pattern ki iqsam.

    INTRODUCTION:



    Dear forex members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge aur Forex Delhi ke basis per acchi arni kar rahe honge dear Forex dear Forex members Forex ek risky business hai jismein hamen profit ke साथ-साथ loss bhi ho jata hai law se bachne ke liye important hai ki ham law se bachne ke liye important hai ki Ham knowledge or experience hasil Karen Taki hamara jyada loss na ho.





    DOJI CANDLESTICK PATTERN:




    Dear forex members dodgelist kendal ek aisi candle hoti hai jiska opening aur closing point ek hi hota hai aur ek level per banta hai iske andar ki market mein 90% change hone ka chance hota hai yah candle buyer change hone ka chance hota hai yah candle buyer aur seller ke darmiyan indication ko explain karti hai aur kis time kaun si trade lagani hai iska bhi hamen indication deti hai.











    TYPES OF DOJI CANDLESTICK PATTERN:



    DOJ Candlestcick pattern ki 4 iqsam hain jo i ye hain.



    Doji standard Candlestcick pattern

    Long leg Candlestcick pattern

    Dragonfly Doji Candlestcick pattern

    Four price Candlestcick pattern






    DOJI STANDARD CANDLESTCICK PATTERN:





    Dear forex members forex market mein is Candle ki donon taraf weeks ek jaisi banti Hain is doji chemistry pattern kahate Hain is chemistry mein Koi aisi keral bane to support ya registers level se ise revers dekhte hue apni straight ki entry leni chahie Is Tarah ki entry Lene se hamen bahut jyada profit Hoga aur hamari trade bhi successful Hogi.











    LONG LEG DOJI CANDLESTICK PATTERN:


    Dear forex members yah do ji channel market ki high quality per banti hai is kendal ki upper aur lower week donon long hoti hain aur uska open aur close donon ek level per hote hain isliye ise long leg do hi chemistry pattern kahate Hain. Candle tab banti hai jab market ke movement bahut jyada Hoti hai is Candle ki bahut long ho aur body bahut short hoti hai. Aur yah resistance or sport level per banti hai iski week ko dekhte hue aur Market ki movement ko dekhte hue yah pata chalta hai ki market mein next quality kya hone wali hai iski movement ka pata chalte Hi hamen apni seat active kar leni chahie aur stop loss hai register level se thoda upar place karna chahie.








    DRAGONFLY CANDLESTCICK PATTERN:



    Dear forex members is type ki candle ki lor week long hoti hai aur yah sirf port level per banti hai aur isliye isko dragonfly nastic pattern kaha Jata hai iske drishti ko Ham frame mein aasani se identify kar sakte hain is do ji ke nal ki shape teejai si Hoti hai iski upar bhi Nahin Hoti aur laur bhi Hoti hai jab market mein yah candle banti hai to uske bad market aap trend shuru ho jata hai aise kinnar banne ke bad next candle varishth bankar apna close deti hai Is Tarah Ham apni state ki entry Le sakte hain aur hamen bahut jyada profit Hoga aur hamari trade bhi successful Hogi.





    Click image for larger version

Name:	images (75).png
Views:	9
Size:	11.9 کلوبائٹ
ID:	12539683


    GRAVESTONE DOJI CANDLESTICK PATTERN:



    Dear forex members yah chemistry dragonfly to opposite banti hai iske andar ki Apar zero aur niche wali week long hoti hai aur yah hamesha long police ke top per banti hai ise isko restaurant kahate Hain. Yah do ji chemistry sirf resistance level per banti hai aur sirf up site per banti hai isko down side per week Nahin Hoti jab masjid mein acid bane to hamen foreign se apni selfie kar leni chahie aur yah do ji resistance level per banti hai uske bad market down trend mein jana Shuru ho jaati hai jaise hi yah pattern.




    Click image for larger version

Name:	images (73).png
Views:	12
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12539684



    FOUR PRICE DOJI CANDLESTICK PATTERN:



    Dear forex members signal ko opening or closing hi aur lo sab sem hote Hain use do ji ke stick pattern ko dekhte hue hamen market ke up aur down ka pata chalta hai aur hamen market ki bhumi pata chalta hai ki market kis time aap friend mein ja rahi hai aur kis time down train mein ja rahi hai isliye important hai ki Ham is pattern ko acche se samjhe Taki hamen market ke moment ka behtar se andaza ho sake.





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Doji Candlestcick pattern ki iqsam.

    WHAT IS DOJI CANDLESTICKS :





    Dojo candlestick signal data ha traders ko market ka indecision ka or ya signal data ha market ke direction ka change hona ka. Doji candlestick bhot he popular ha or ya candlestick bahot he widely use hote ha forex trading ma. Is doji candlestick ko market ka charts ma spot karna bahot he easy hota ha or jo is candle ka wicks hota ha wo huma market ma order ko place karna ma madad karta ha. Ya doji candlestick tab bante ha jab market ma opening or closing point same hota ha or ya doji market ma all time frame ma ban jata ha. Is candle ma market ke price move open or close ka betch ma hote ha jo ka show karte ha ka market uptrend ya downtrend ka jana ma koi side ko decide ni kar pa rahe ha.





    TYPES OF DOJI CANDLESTICK PATTERN :



    1: STANDARD DOJI PATTERN :





    Standard doji ak single day candlestick pattern ha jes ma huma koi khas market ke movement ka ni pata chalta is pattern ma market ke opening or closing price same hote ha or is candle ka high or low ma shadow hota ha is pattern ko traders easily identify kar lata ha market ka chart ma. Jab ya standard doji market ka uptrend ma banay ga to ya traders ko signal da ga market ka trend ko continues rakhna ka or market uptrend ke traf jay ge. Or jab ya candle downtrend ma banay ga to ya signal da ga market ka downtrend ko continues rakhna ka or market downtrend ke traf he jay ge.





    2: LONG-LEGGED DOJI PATTERN :





    Long legend doji ak simple pattern ha is ke candle vertical line ma banay ge or is ka horizontal ma do line ho ge ak up ke traf or dosre down ke traf. Ya all time frame ma banay ge is pattern ke opening or closing price same level par ho ge. Ya show kara ga market ka indecision ko is ma sell or buy ka pressure same hota ha. Ya pattern jab market ka top ma bany ga to ya market ko long term ka liya sell ke traf la kar ay ga or traders is ma sell ke trade ko enter kara ga is trade ka stop loss ko traders is candle ka top shadow ka high par rakha ga.





    3: DRAGONFLY DOJI PATTERN :





    Dragonfly doji market ka top ka uptrend ma banay ga or ya market ka downtrend ka bottom ma bhi ban sakta ha ya pattern signal data ha market ke direction ka change hona ka. Dragonfly doji ke candle ka koi upper shadow ni hota magar is ka lower ma ak long shadow ho ga is pattern ke opening price or closing price same point par ho ge magar is ma market ke price is candle ka opening point ko cross ni kar saka ge. Jab ya market ka bottom ma banay ga ya market ka bullish ke traf jana ka signal da ga or jab ya pattern market ka top ma banay ga to ya market ka bottom ke traf jana ka signal da ga.





    4: GRAVESTONE DOJI PATTERN :





    Gravestone doji opposite hote ha dragonfly doji ka ya graveston doji tab bante ha jab market ke opening or closing point same hota ha or pattern ke candle ka top ma ak long shadow hota ha or is ka bottom ma koi shadow ni hota is pattern ke closing price is ke opening price ko cross ni kar sakte. Jab is pattern ke candle ban jate ha to buyer is ma market ko push karta ha up ke traf or end ma ya down a kar same opening point par close ho jat ha. Is pattern ke jo top ke traf move hote ha or upper shadow banta ha ya traders ko bearish ka signal data ha or is ma traders sell ke trade ko enter karta ha or us trade ka stop loss point ko is pattern ke candle ka top shadow ka high par rakhta ha.





    5: 4 PRICE DOJI PATTERN :





    4 price doji ak simple pattern ha ya ak vertical line ma banta hais ka is ke opening or closing point same hota ha is pattern ka candle ma koi horizontal line ni hite yani is candle ka top or bottom ma koi shadow ni hota. Ya four price doji market ka indecision ka batata ha ya pattern ak unique doji pattern ha. Is ma traders ko conform karna market ke direction ko bahot he difficult hota ha q ka is pattern ke candle ma market ke koi khas movement ni hote.

    اب آن لائن

    Working...
    X