Chart pattern kis Kam aata hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chart pattern kis Kam aata hai
    Chart pattern ke bagar trading karskty hain aur ya kiss Kam aata hai is ke trading mein ehmeyat hai ya is se achytrading karskty hain suba sham chart pattern ka analysis Karna hoga keya hum aane wale waqt mein chart pattern
    ke madad se faida hoskta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
    Chart pattern ke bagar trading karskty hain aur ya kiss Kam aata hai is ke trading mein ehmeyat hai ya is se achytrading karskty hain suba sham chart pattern ka analysis Karna hoga keya hum aane wale waqt mein chart pattern ke madad se faida hoskta hai
    Dear ap jab apni trading mai meta trader 4 ka sahi use karty hain tu ap ko sahi trha sy sub tools ka use be a jata hai. ap jab meta trader kay chart ko daikhty hain tu ap ko waha apny indicators ko draw karna hota hai or time frame ko chose kar kay phir ap us mai pattern ko find kar sakty hain. patterns ap ko net sy easily mil sakty hain like head and shoulder, etc es tarha kay bhout sy mil jaty hain jo ap istamal karkay daikh sakty hain market ka trend kiya ho sakta hai. es tarha ap earning b kar sakty hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X