What is Scalping in forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Scalping in forex trading?
    Assalam ulikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apko
    Me Pakistan forex trading ke ak bhot he important topic forex scalping ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke Jo information me apse share karo ga
    Wo apke knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe amal karte he to ao ak ache trader ban sakte he ak or bat Jo me apko
    Btana Chahta ho ke agar ham Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum
    Pe guzarte he to ham ak ache trader ban sakte he or bhot sare paise bhi kama sakte he or agar ham yha pe koi Galat Kam karte he to is se hmara account
    Bhi ban ho sakta he isliye hme Galat kamo se bhi bachna chahye.





    WhAT IS SCALPING ?


    Click image for larger version

Name:	download (9).jpeg
Views:	8
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12539500
    Forex market mein jab aap kam kar rahe hote hain to usmein aapko bahut hi careful hokar kam karna hota hai forex market mein scalping trading ka ek style hai jo ki bahut se trader adopt karte Hain ismein shorter time frame 1 minut se lekar longer time frame maximum 1 ghante ke chart per jaati Hai is trading style mein trade apni trades minimum second aur maximum mint hold karte hain is trading style mein jyadatar five5 and 15 minutes ka chart use hota Hai aur ismein 10 to 20 moving average ka bhi use Kiya jata hai to aap bahut hi achcha profit mil sakta hai aur aap is market mein achcha result hasil kar sakte hain




    LAYER TRADING !


    HForex market mein layer trading ka matlab hai different trades different price open karna scalping mein bhi aisa hi kiya jata hai jo inter price hoti hain vahan per hi vah kuchh trades li jaati hai aur agar market hamare opposite jaaye to price kya aapke sath new trades li jaati Hai aur Is Tarah jab market hamare fever mein aye To sab se last entry per sabse jyada profit hota hai liye trading style mein loss kam aur profit jyada hota hai kyunki agar stop loss set ho jaaye to har traders ka first entry se loss kam hota Hai aur agar aap Tp hit ho to last ka sabse jyada profit hoga is trading style mein 2230 tips target Kiya jata Hai lekin ismein layer trading ki jaati Hai

    RISK IN SCALPING !

    Forex market mein jab kam karte hain kar rahe hote hain to ismein aapko bhi tamam trading style ki Tarah scalping mein bhi risk nahe hota hai ismein properly to itna jyada risk Nahin hota Hai kyunki 10 to 20 tips ka hi stop loss hota hai lekin layers increase ki vajah se vahan loss ho sakta hai Kafi jyada loss ho sakta hai aur ismein slspage ka bhi dar hota Hai aur agar traders apni trade close na karen to loss badh bhi jata hai

    Scalping ka matlab hai ki market ke utaar chadhav ya up down moment ke nukte najar se smart trading karna aasan aur kam risk Hai kyunki vahan mauka jyada milta Hai pahle ek hi chhota sa profit hasil kar lete hain UN logon ya un traders ki long term se different hote Hain jinke trades long term ke liye open hoti hai aur long term trade hoti hai aur hafton aur mahinon tak bhi chalti rahti hain jaise yah profit hasil karte Hain jab Kisi khel per comment setup different hota hai aur vahan jyada time trades open rakhne ki bajay small time main small profit se achcha profit hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Scalping in forex trading?

    LAYER TRADING !


    HForex market mein layer trading ka matlab hai different trades different price open karna scalping mein bhi aisa hi kiya jata hai jo inter price hoti hain vahan per hi vah kuchh trades li jaati hai aur agar market hamare opposite jaaye to price kya aapke sath new trades li jaati Hai aur Is Tarah jab market hamare fever mein aye To sab se last entry per sabse jyada profit hota hai liye trading style mein loss kam aur profit jyada hota hai kyunki agar stop loss set ho jaaye to har traders ka first entry se loss kam hota Hai aur agar aap Tp hit ho to last ka sabse jyada profit hoga is trading style mein 2230 tips target Kiya jata Hai lekin ismein layer trading ki jaati Hai

    RISK IN SCALPING !

    Forex market mein jab kam karte hain kar rahe hote hain to ismein aapko bhi tamam trading style ki Tarah scalping mein bhi risk nahe hota hai ismein properly to itna jyada risk Nahin hota Hai kyunki 10 to 20 tips ka hi stop loss hota hai lekin layers increase ki vajah se vahan loss ho sakta hai Kafi jyada loss ho sakta hai aur ismein slspage ka bhi dar hota Hai aur agar traders apni trade close na karen to loss badh bhi jata hai

    Scalping ka matlab hai ki market ke utaar chadhav ya up down moment ke nukte najar se smart trading karna aasan aur kam risk Hai kyunki vahan mauka jyada milta Hai pahle ek hi chhota sa profit hasil kar lete hain UN logon ya un traders ki long term se different hote Hain jinke trades long term ke liye open hoti hai aur long term trade hoti hai aur hafton aur mahinon tak bhi chalti rahti hain jaise yah profit hasil karte Hain jab Kisi khel per comment setup different hota hai aur

    اب آن لائن

    Working...
    X