Scalping trading ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping trading ???
    Friends kya hal hain aapki ummid karta hun aap sab log khairiyat jaisi honge aur for extrating mein acchi trading karte hue achcha profit hasil kar rahe honge forex trading ek complicated market hai aur ismein jarurat hai ki hamare pass jyada se jyada knowledge experience ho isliye hamen har waqt market ke sath attach rahte hue information different countries ka data aur knowledge karte hi rahana chahie is vrat mein Ham behtar trading kar sakte hain market ko acche tarike se focus karna hota hai jo traders market ko proper time dete Hain aur market mein different time frame ko open karte hue MMS karte hain vah hamesha successful ho sakte hain agar aap market mein trading ko successful banana chahte Hain To aapko proper market mein judgement karna hoga aur market ko successful banane ke liye aapko trading mein karna Hogi aaj aapko bahut hi acchi information Dena chahta hun jo aap trading ho successful banaa sakti hai aur aap trading mein clapping kaise karte hain aur yah kis Tarah ki jaati Hai yah main aapko brief karta hun aur main knowledge ko share karta hun Taki aapko bhi isase fayda has lo aur aapka knowledge bhi improve ho

    WhAT IS SCALPING ?


    Click image for larger version

Name:	images (14).jpeg
Views:	17
Size:	33.1 کلوبائٹ
ID:	12539495
    Forex market mein jab aap kam kar rahe hote hain to usmein aapko bahut hi careful hokar kam karna hota hai forex market mein scalping trading ka ek style hai jo ki bahut se trader adopt karte Hain ismein shorter time frame 1 minut se lekar longer time frame maximum 1 ghante ke chart per jaati Hai is trading style mein trade apni trades minimum second aur maximum mint hold karte hain is trading style mein jyadatar five5 and 15 minutes ka chart use hota Hai aur ismein 10 to 20 moving average ka bhi use Kiya jata hai to aap bahut hi achcha profit mil sakta hai aur aap is market mein achcha result hasil kar sakte hain




    LAYER TRADING !


    HForex market mein layer trading ka matlab hai different trades different price open karna scalping mein bhi aisa hi kiya jata hai jo inter price hoti hain vahan per hi vah kuchh trades li jaati hai aur agar market hamare opposite jaaye to price kya aapke sath new trades li jaati Hai aur Is Tarah jab market hamare fever mein aye To sab se last entry per sabse jyada profit hota hai liye trading style mein loss kam aur profit jyada hota hai kyunki agar stop loss set ho jaaye to har traders ka first entry se loss kam hota Hai aur agar aap Tp hit ho to last ka sabse jyada profit hoga is trading style mein 2230 tips target Kiya jata Hai lekin ismein layer trading ki jaati Hai

    RISK IN SCALPING !

    Forex market mein jab kam karte hain kar rahe hote hain to ismein aapko bhi tamam trading style ki Tarah scalping mein bhi risk nahe hota hai ismein properly to itna jyada risk Nahin hota Hai kyunki 10 to 20 tips ka hi stop loss hota hai lekin layers increase ki vajah se vahan loss ho sakta hai Kafi jyada loss ho sakta hai aur ismein slspage ka bhi dar hota Hai aur agar traders apni trade close na karen to loss badh bhi jata hai

    Scalping ka matlab hai ki market ke utaar chadhav ya up down moment ke nukte najar se smart trading karna aasan aur kam risk Hai kyunki vahan mauka jyada milta Hai pahle ek hi chhota sa profit hasil kar lete hain UN logon ya un traders ki long term se different hote Hain jinke trades long term ke liye open hoti hai aur long term trade hoti hai aur hafton aur mahinon tak bhi chalti rahti hain jaise yah profit hasil karte Hain jab Kisi khel per comment setup different hota hai aur vahan jyada time trades open rakhne ki bajay small time main small profit se achcha profit hasil kar sakte hain

    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	11
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12539496
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping trading ???

    Scalping kasy hoti hai?

    Scalping strategies mai traders bohat Kam waqt mai bohat achi earnings bhi ker laitay hain kiyu kay scalping ki madad say short time mai short trades ziada lot size kay saath laga li jaati hai jiss kay baad profit hotay he apni trades ko close ker Lia Jata hai. Scalping mai loss kay chances bhi bohat ziada hotay hain kiyu kay lot size big rakhay jatey hai. Market Mein scalping ke jariye se apne trade open karne se pahle Apne account mein maujud amount ko acche tarike se check kar lena chahie aur usse Maut Ke hisab se unhen market Mein lot size ko bhi select karna chahie aur market mein scalping trading strategy ko bhi balance ke hisab se hi use karna chahie kyunki jo members market mein scalping ko apni trade ke liye select kar lete hain aur use waqt unka amount bahut hi kam Hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	Who_Can_Trade_a_Scalping_Strategy_body_Picture_2.png
Views:	14
Size:	45.5 کلوبائٹ
ID:	12403306


    Scalping ke value:-

    Scalping kay liye experience aur skills ka bohat acha hona bohat zaruri hai kiyu kay scalping say acha profit ya ziada loss dononhe ho saktay hain. Scalping market mai tez movement kay doraan ki jaati hai takay trades jaldi close ki jaa sakey.market main su waqat do tarah k trader kaam kar rahay hain in main say aik short term aur doosray long term trader hotay hain short term trader ko him scalper kehtay hain q k woh market main enter hotay hain aik acha entry point say aur barhi lot k sath trade lagatay hain aur jub bhi market thori c move karti hai to woh apni trade profit main close kar deta hain aisay trade hamesha SL kam pips ka rakhaty hai.

    Click image for larger version

Name:	SPminiscalps-1024x576-1.png
Views:	1
Size:	38.2 کلوبائٹ
ID:	12403307


    Scalping mai trading:-


    Scalpers kay liye spread ziada ho tu day end per in ko kafi bari amount spread ke sorat mai pay karna parh jate ha. iss soarat mai scalper ko kam spread bohot he ziada suit karta hai aur trading strategy b tab he kam karte hai jab brokers ka spread kam hota hai .trading kisi b kisam ki ho chahay scalping ho broker na jo spread fix ki hui hai wo wahi spread use kray ga aur aap sa har bar la gha iss k ilawa wo uss broker ki marzi hai wo kab kaisay apnay terms and condition change kr da ye uss broker per hai. Scalping aur hedging sy confidence build nahin hoota hai aur mary khyal main ager proper analysis py trade ki jaye to wo ziyada behtar hoota hai ais liye analysis base trade karna zarori hoti hai.
    Click image for larger version

Name:	15-Minute-Opening-Scalp-Trade-Winning-Trade.png
Views:	5
Size:	176.3 کلوبائٹ
ID:	12403308

    اب آن لائن

    Working...
    X