Eur usd market ????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Bhai g is ke bare mai tu btana muskil hota hy k ye market daily basic per oper necha jati hy sp uska daily ka trand chdk kiya karo or us sai ap trading kiya karo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      bhai men ne forex men jab trading start ki to tab eur usd 1.3500 par hoti thi aur ab yeh 1.03500 laga chuki ha almost 3000 pips ki movement kar chuki ha mery trading duration men but baqi pairs se is ki kam movement ha .
      • #153 Collapse

        yar dekehin ye cheezein tou aap khud bhi maloom kar sakhtey hy samjh sakhtey hy bax ye zaroor kahun gi ky trading se pehly market ko zarur dekhey jabhi app yahan par kamiyab ho paye gy janab lehaza mehnat bht zaruri hy yahn par
        • #154 Collapse

          Bhai EUR USD pair main sell aur buy ki limits ki history ko janany ky liay apko EUR study kerna hogi agar kisi mulk ki economy grow kerti hai tou uska comparison dollars sy kia jata hai isi terha agar EUR strong hua hai tou dollar ky muqably main EUR up hua hai so market bhi same time main upward move ki hai
          • #155 Collapse

            yar mere khal mn ure usd jab mne tradeing shour ki thi tab 1.1470 pay thi aur abi1.0644 pay trade ho rhi hy aur yah brexist ki waja se bht nechy a gai hy ni to yah bht upr trade hoti thi yah ek best major pairs hy tradeing kly
            • #156 Collapse

              brother men ne trading ko almost 2012 men join kiya to us time eur usd trade hoti thi 1.30 k around but bad men yeh 1.40 tak gai aur phir wahan se down ani start ho gai aur ab tak yeh market 4000 pip ki movement down side kar chuki ha almost
              • #157 Collapse

                eur usd ki market aik bohat hi major market haai is me bohat hi zayaadah traders trade kaartay haai ye aik poray forex business ka aik major currency pair hai jaha pe trade ki jati hai
                • #158 Collapse

                  eur usd main hum kam kar sakty hain agr humain is main success hasil karni hay to hhumain practice kar kay kam karna ho ga ta kay humain trade main kam karna ho ga ta kay loss km ho
                  • #159 Collapse

                    market main kaam ko krny k liay humy kafi zada is main safety say kaam ko krny k liay is mai mind ko is tara say plane kr laina hai jis k bad say is say hum ko market say kaam ko krny k liay kafi zada zarori hota hai or yehi kuch setting hai
                    I LOVE PAK FORUM
                    • #160 Collapse

                      Euro Europe ki different countries ki currency hai jub ky usd america ki currency hai forex trading ma had men knowldge aor experince ky sath analyais bhi chye apko latest events aor news ka hi pta hona chue
                      Acha kaam achy daam
                      • #161 Collapse

                        Bhai g is ke bare mai btana tu muskil hy lakin han aj kal ke routine bta sakta hy k aj kal usd week ja rhi hy or is ke mukabala mai eur strong hoe hy or eur up ja rhi hy baki ka mja nai pata
                        • #162 Collapse

                          Dear is ma ma new trader hun mje sarif 3 month hue hen ma is ma.kam kr rha hun ma abi is ma experience jasil kr rha hun is liye ma ap ki sawal ka jawab ne de sakta sorry lekin ye business bohat best business ha hume is ma hardworking k sath kam kr na chaiye
                          • #163 Collapse

                            Maine trading ko is month sai start kiya hy is liya mha ubi tak tu is ke previous level ka nai pata is ko observe ker rga ho or sath sath seekh be rha hun lakin aj kal usd down ja rha hy mja ye pata hy
                            • #164 Collapse

                              is main hamain trade karny k liye is ki currency ko read kar k hi trade karni ho gi ta k market main trade kar k earn kar skay aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k acha profit hasil ho saky aur earning ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Merry khial main uro aur USD ka pair poori dunia main forex trading main bahut ziada use hota hy isku waja yeh hy k iska spread bi kam hy aur yeh normal aur smooth tareeqy sy moving karta hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X